आज हम आपके मकन मैं हैं Aaj Hum Aapke Makan Mein Hain Lyrics in Hindi – Hemlata (Lata Bhatt), Manhar Udhas

आज हम आपके मकन मैं हैं Aaj Hum Aapke Makan Mein Hain Song Lyrics in Hindi

Aaj Hum Aapke Makan Mein Hain ( आज हम आपके मकन मैं हैं ) lyrics in Hindi. Sung by Hemlata (Lata Bhatt), Manhar Udhas. Music by Usha Khanna. From Rajoo Dada 1992.

Movie Rajoo Dada 1992
Singers Hemlata (Lata Bhatt), Manhar Udhas
Music Director Usha Khanna
Cast Mithun Chakraborty, Kaajal Kiran, Vijayendra Ghatge, Huma Khan, Kader Khan, Neeta Mehta, Rajendra Nath
Music Label Universal

Aaj Hum Aapke Makan Mein Hain lyrics in Hindi


आज हम आपके मकन मैं हैं
आज हम आपके मकन मैं हैं
कितनी दीवारे दरमियाँ मैं हैं
हो दो खिड़की दो दरवाजे चार पर्दे
दो खिड़की दो दरवाजे चार पर्दे
कोई हमें बदनाम ना कर दे
आज हम आपके मकन मैं हैं
कितनी दीवारे दरमियाँ मैं हैं

धीरे से बोलो सनम
बत्ती जली हैं पड़ोस की
धीरे से बोलो सनम
बत्ती जली हैं पड़ोस की
मैंने भी अभी अभी कुछ
बातें सुनी हैं पड़ोस की
चुपके से कानो मैं
आप कहे तो हम बोली
आज हम आपके मकन मैं हैं
कितनी दीवारे दरमियाँ मैं हैं
हो दो खिड़की दो दरवाजे चार पर्दे
दो खिड़की दो दरवाजे चार पर्दे
कोई हमें बदनाम ना कर दे
आज हम आपके मकन मैं हैं
कितनी दीवारे दरमियाँ मैं हैं
सोता हैं नीचे कोई
कहत्र बड़ा हैं यहा तो
सोता हैं नीचे कोई
कहत्र बड़ा हैं यहा तो
क्या वो कोई भूत हैं
बोलो छुपा हैं कहा वो
बोलो कम जान ए मन
बेंड करो अब यह सरगम
आज हम आपके मकन मैं हैं
कितनी दीवारे दरमियाँ मैं हैं
हो दो खिड़की दो दरवाजे चार पर्दे
दो खिड़की दो दरवाजे चार पर्दे
कोई हमें बदनाम ना कर दे
आज हम आपके मकन मैं हैं
कितनी दीवारे दरमियाँ मैं हैं

लगता हैं दर आप से
नाज़ुक सा दिल हैं हमारा
लगता हैं दर आप से
नाज़ुक सा दिल हैं हमारा
जैसे ही होगा सवेरा
खुल जायेगा राज सारा
ऐसे ना बोलो जी बाहों मैं मिलो जी.


Aaj Hum Aapke Makan Mein Hain Music Video


Also check Aaj Hum Aapke Makan Mein Hain lyrics in following languages:

Assamese Bengali Gujarati Kannada Malayalam Odia Punjabi Tamil Telugu Urdu

Aaj Hum Aapke Makan Mein Hain lyrics in English


Aaj hum aapke makan mein hain
Aaj hum aapke makan mein hain
Kitni deeware darmiyaan mein hain
Ho do khidki do darwaaze chaar parde
Do khidki do darwaaze chaar parde
Koi hame badnaam na kar de
Aaj hum aapke makan mein hain
Kitni deeware darmiyaan mein hain

Dheere se bolo sanam
Batti jali hain pados ki
Dheere se bolo sanam
Batti jali hain pados ki
Maine bhi abhi abhi kuchh
Baate suni hain pados ki
Chupke se kano mein
Aap kahe to ham bole
Aaj hum aapke makan mein hain
Kitni deeware darmiyaan mein hain
Ho do khidki do darwaaze chaar parde
Do khidki do darwaaze chaar parde
Koi hame badnaam na kar de
Aaj hum aapke makan mein hain
Kitni deeware darmiyaan mein hain
Sota hai niche koi
Kahtra bada hai yaha to
Sota hai niche koi
Kahtra bada hain yaha to
Kya wo koi bhoot hain
Bolo chhupa hain kaha wo
Bolo kam jaan e man
Band karo ab yeh sargam
Aaj hum aapke makan mein hain
Kitni deeware darmiyaan mein hain
Ho do khidki do darwaaze chaar parde
Do khidki do darwaaze chaar parde
Koi hame badnaam na kar de
Aaj hum aapke makan mein hain
Kitni deeware darmiyaan mein hain

Lagta hain dar aap se
Naazuk sa dil hain hamara
Lagta hain dar aap se
Naazuk sa dil hain hamara
Jaise hi hoga savera
Khul jaayega raaz sara
Aise na bolo ji baaho mein milo ji.

If you enjoyed Aaj Hum Aapke Makan Mein Hain lyrics in Hindi, please share it with your friends and family. We work hard to get you the latest updates.

About Aaj Hum Aapke Makan Mein Hain

Aaj Hum Aapke Makan Mein Hain is a song from Rajoo Dada 1992. It is sung by Hemlata (Lata Bhatt), Manhar Udhas. The music direction is by Usha Khanna. The song was released in 1992.

Frequently Asked Questions

Who is the singer of Aaj Hum Aapke Makan Mein Hain?

Aaj Hum Aapke Makan Mein Hain is sung by Hemlata (Lata Bhatt), Manhar Udhas.

Who wrote the lyrics of Aaj Hum Aapke Makan Mein Hain?

The lyricist details are being updated.

Which movie or album is Aaj Hum Aapke Makan Mein Hain from?

It is from Rajoo Dada 1992.

Where can I watch the official video of Aaj Hum Aapke Makan Mein Hain?

You can watch the official music video of Aaj Hum Aapke Makan Mein Hain on YouTube via the video player on this page.

Notice an error in these credits? Report a correction.

Editorial policy · Report a lyric correction · Rights & takedown