Charlie Kay Chakkar Mein Title ( चार्ली के चक्कर मैं (टाइटल) ) lyrics in Hindi. Sung by Anand Tiwari, Shweta Sharma. Lyrics by Harry Anand. Music by Harry Anand. From Charlie Kay Chakkar Mein 2015.
| Movie | Charlie Kay Chakkar Mein 2015 |
| Singers | Anand Tiwari, Shweta Sharma |
| Music Director | Harry Anand |
| Lyricist | Harry Anand |
| Cast | Naseeruddin Shah, Amit Sial, Anand Tiwari, Subrat Dutta, Manasi Rachh, Disha Arora, Auroshikha Dey, Sanam Singh, Siraj Mustafa, Vikas Anand, Nishant Lal, Aanchal Nandrajog, Sandeep Vasudevan |
| Music Label | Zee Music Company |
हर पल होने लगे करिश्मे
देखूँ अपने आप
हिलर बाँके तागे यहाँ पे
सभी चावनी छाप
हर पल होने लगे करिश्मे
देखूँ अपने आप
हिलर बाँके तागे यहाँ पे
सभी चावनी छाप
शहर बदनाम हो रहा हैं
मगर हर काम हो रहा हैं
इमोशन का बुसिनेस भी देखो
खुले आम हो रहा हैं
एक अजब सी हलचल हैं
बिल्डिंग से लेकर छपर मैं
चार्ली के चक्कर मैं
हो चार्ली के चक्कर मैं
हरपाल निगाहों मैं हैं
वो किसकी बाहों मैं हैं
जिसके अदाएं चलती हैं यहाँ पे
साँसें हैं ऊपर नीचे
फिर भी सब उसके पीछे
कोई ना जाने क्या उसका पता रेक्यू कुछ हाल भी रो रहा हैं
धुले कपड़े फिर धो रहा हैं
इरादों का फुल ओपरेशन
सुबह शाम हो रहा हैं
एक अजब सी हलचल हैं
बिल्डिंग से लेकर छपर मैं
चार्ली के चक्कर मैं
हो चार्ली के चक्कर मैं
नज़रें सितारों पे हैं
चलना अंगारों पे हैं
कैलकुलेशन सबका उल्टा पुल्टा हैं
इत्रा के रोना भी हैं
घबरा के हासना भी हैं
सबको यहाँ ड्रामा करना पड़ता हैं
सच पे ऐतबार खो रहा हैं
झूठ रिश्तेदार हो रहा हैं
रिलेशन का हर आप्लिकेशन
बेबस बेकर हो रहा हैं
एक अजब सी हलचल हैं
बिल्डिंग से लेकर छपर मैं
चार्ली के चक्कर मैं
हो चार्ली के चक्कर मैं.
Har pal hone lage karishme
Dekhun apne aap
Hiller banke thage yahan pe
Sabhi chavani chhap
Har pal hone lage karishme
Dekhun apne aap
Hiller banke thage yahan pe
Sabhi chavani chhap
Shehar badnaam ho raha hai
Magar har kaam ho raha hai
Emotion ka business bhi dekho
Khule aam ho raha hai
Ek ajab si halchal hai
Building se lekar chhapar mein
Charlie kay chakkar mein
Ho charlie kay chakkar mein
Harpal nigaahon mein hai
Wo kiski baahon mein hai
Jiski adaayein chalti hai yahan pe
Saansein hain upar niche
Phir bhi sab uske pichhe
Koi na jaane kya uska pata reKyu kuch haal bhi ro raha hai
Dhule kapde phir dho raha hai
Iraadon ka full operation
Subah sham ho raha hai
Ek ajab si halchal hai
Building se lekar chhapar mein
Charlie kay chakkar mein
Ho charlie kay chakkar mein
Nazrein sitaron pe hai
Chalna angaaron pe hai
Calculation sabka ulta pulta hai
Itra ke rona bhi hai
Ghabra ke hasna bhi hai
Sabko yahan drama karna padta hai
Sach pe aitbaar kho raha hai
Jhooth rishtedaar ho raha hai
Relation ka har application
Bebas bekar ho raha hai
Ek ajab si halchal hai
Building se lekar chhapar mein
Charlie kay chakkar mein
Ho charlie kay chakkar mein.
If you enjoyed Charlie Kay Chakkar Mein Title lyrics in Hindi, please share it with your friends and family. We work hard to get you the latest updates.
Charlie Kay Chakkar Mein Title is a song from Charlie Kay Chakkar Mein 2015. It is sung by Anand Tiwari, Shweta Sharma. The lyrics are written by Harry Anand. The music direction is by Harry Anand. The song was released in 2015.
Charlie Kay Chakkar Mein Title is sung by Anand Tiwari, Shweta Sharma.
The lyrics are written by Harry Anand.
It is from Charlie Kay Chakkar Mein 2015.
You can watch the official music video of Charlie Kay Chakkar Mein Title on YouTube via the video player on this page.
Notice an error in these credits? Report a correction.
Editorial policy · Report a lyric correction · Rights & takedown