ज़माना हो गया फरियाद करते Zamaana Ho Gaya Fariyaad Karte Lyrics in Hindi
Dil Ke Dhokhe Mein Na Aana ( दिल के धोखे मैं ना आना ) lyrics in Hindi. Sung by Mohammed Rafi, Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya). Lyrics by Rajendra Krishan. Music by Hansraj Behl. From Shaan.
| Movie | Shaan |
| Singers | Mohammed Rafi, Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya) |
| Music Director | Hansraj Behl |
| Lyricist | Rajendra Krishan |
| Cast | Rehman, Suraiya, Amar, Cuckoo, David Abraham, Pratima Devi, D.K. Sapru |
| Music Label | Saregama |
दिल के धोखे मैं ना आना
दिल की झूठी ज़ात हैं
अजी दिल की झूठी ज़ात हैं
रात को ये दिन कह दे
और दिन को कह दे रात हैं
दिल की झूठी ज़ात हैं
अजी दिल की झूठी ज़ात हैं
दिल के धोखे मैं ना आना
दिल की झूठी ज़ात हैं
अजी दिल की झूठी ज़ात हैं
रात को ये दिन कह दे
और दिन को कह दे रात हैं
दिल की झूठी ज़ात हैं
अजी दिल की झूठी ज़ात हैं
एक मेज़ की बात बताऊँ
सुनो कलेजा थाम के
अजी सुनो कलेजा थाम के
जिन मैं किसी का प्यार नहीं हैं
वो दिल भी किस काम के
अजी वो दिल भी किस काम के
मानो या ना मानो लेकिन
बड़े पते की बात हैं
दिल के धोखे मैं ना आना
दिल की झूठी ज़ात हैं
अजी दिल की झूठी ज़ात हैं
रात को ये दिन कह दे
और दिन को कह दे रात हैं
दिल की झूठी ज़ात हैं
अजी दिल की झूठी ज़ात हैं
प्यार की गलियों मैंदिलवाले खेल ना दिल का खेलना
खेल ना दिल का खेलना
खुशियों से मुँह
मोड के इक दिन दर्द पड़ेगा झेलना
दर्द पड़ेगा झेलना
कदम कदम पर
इस दुनिया मैं अश्क़ों की बरसात हैं
दिल के धोखे मैं ना आना
दिल की झूठी ज़ात हैं
अजी दिल की झूठी ज़ात हैं
रात को ये दिन कह दे
और दिन को कह दे रात हैं
दिल की झूठी ज़ात हैं
अजी दिल की झूठी जात हैं
दिल को झूठा कहने वाली
दिल का कहना मन ले
अजी दिल का कहना मन ले
दिल ही सोना
दिल ही चांदी
दिल को दौलत जान ले
अजी दिल को दौलत जान ले
ना ना ना ना
सात को ये छह कहदे
और छह को कहदे सात हैं
दिल के धोखे मैं ना आना
दिल की झूठी ज़ात हैं
अजी दिल की झूठी ज़ात हैं
रात को ये दिन कह दे
और दिन को कह दे रात हैं
दिल की झूठी ज़ात हैं.
Dil ke dhokhe mein na aana
Dil ki jhoothi zaat hai
Aji dil ki jhoothi zaat hai
Raat ko ye din keh de
Aur din ko keh de raat hai
Dil ki jhoothi zaat hai
Aji dil ki jhoothi zaat hai
Dil ke dhokhe mein na aana
Dil ki jhoothi zaat hai
Aji dil ki jhoothi zaat hai
Raat ko ye din keh de
Aur din ko keh de raat hai
Dil ki jhoothi zaat hai
Aji dil ki jhoothi zaat hai
Ek maze ki baat bataaun
Suno kaleja thhaam ke
Aji suno kaleja thhaam ke
Jin mein kisi ka pyaar nahin hai
Wo dil bhi kis kaam ke
Aji wo dil bhi kis kaam ke
Maano ya na maano lekin
Bade pate ki baat hai
Dil ke dhokhe mein na aana
Dil ki jhoothi zaat hai
Aji dil ki jhoothi zaat hai
Raat ko ye din keh de
Aur din ko keh de raat hai
Dil ki jhoothi zaat hai
Aji dil ki jhoothi zaat hai
Pyaar ki galiyon meinDilwaale khel na dil ka khelna
Khel na dil ka khelna
Khushiyon se munh
Mod ke ik din dard padega jhelna
Dard padega jhelna
Kadam kadam par
Iss duniya mein ashqon ki barsaat hai
Dil ke dhokhe mein na aana
Dil ki jhoothi zaat hai
Aji dil ki jhoothi zaat hai
Raat ko ye din keh de
Aur din ko keh de raat hai
Dil ki jhoothi zaat hai
Aji dil ki jhoothi jaat hai
Dil ko jhootha kehne waali
Dil ka kehna maan le
Aji dil ka kehna maan le
Dil hi sona
Dil hi chaandi
Dil ko daulat jaan le
Aji dil ko daulat jaan le
Na na na na
Saat ko ye chhe kehde
Aur chhe ko kehde saat hai
Dil ke dhokhe mein na aana
Dil ki jhoothi zaat hai
Aji dil ki jhoothi zaat hai
Raat ko ye din keh de
Aur din ko keh de raat hai
Dil ki jhoothi zaat hai.
If you enjoyed Dil Ke Dhokhe Mein Na Aana lyrics in Hindi, please share it with your friends and family. We work hard to get you the latest updates.
Dil Ke Dhokhe Mein Na Aana is a song from Shaan. It is sung by Mohammed Rafi, Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya). The lyrics are written by Rajendra Krishan. The music direction is by Hansraj Behl.
Dil Ke Dhokhe Mein Na Aana is sung by Mohammed Rafi, Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya).
The lyrics are written by Rajendra Krishan.
It is from Shaan.
You can watch the official music video of Dil Ke Dhokhe Mein Na Aana on YouTube via the video player on this page.
Notice an error in these credits? Report a correction.
Editorial policy · Report a lyric correction · Rights & takedown