दिल दिल से कह रहा हैं Dil Dil Se Keh Raha Hai Lyrics in Hindi
Ek Wada Hai Kisi Ka Jo Wafa ( एक वादा हैं किसी का जो वफ़ा ) lyrics in Hindi. Sung by Ustad Ghulam Ali. Lyrics by Saghar Siddiqui. Music by Ustad Ghulam Ali. From Parchhaiyan.
| Movie | Parchhaiyan |
| Singers | Ustad Ghulam Ali |
| Music Director | Ustad Ghulam Ali |
| Lyricist | Saghar Siddiqui |
| Cast | null |
| Music Label | Venus Records |
एक वादा हैं किसी का जो वफ़ा होता नहीं
एक वादा हैं किसी का जो वफ़ा होता नहीं
वरना इन तसरो भारी रातों मैं क्या होता नहीं
एक वादा हैं किसी का जो वफ़ा होता नहीं
जी मैं आता हैं उलट दे
उनके चेहरे से नक़ाब
जी मैं आता हैं उलट दे
उनके चेहरे से नक़ाब
हौसला करते हैं लेकिन हौसला होता नहीं
वरना इन त्सरो भारी रातों मैं क्या होता नहीं
एक वादा हैं किसी का जो वफ़ा होता नहीं
शाम्मा जिसके आबरू पर जान दे दे झूम कर
शाम्मा जिसके आबरू पर जान दे दे झूम कर
वो पतंगा जल तो जाता हैं फ़ना होता नहीं
वरना इन तरसो भारी रातों मैं क्या होता नहीं
एक वादा हैं किसी का जो वफ़ा होता नहीं
एक मुद्दत से रह ओ रस्म ए नज़ारा बेंड हैं
एक मुद्दत से रह ओ रस्म ए नज़ारा बेंड हैं
अब तो उनका तुर पर भी सामना होता नहीं
वरना इन तसरो भारी रातों मैं क्या होता नहीं
एक वादा हैं किसी का जो वफ़ा होता नहीं.
Ek wada hai kisi ka jo wafa hota nahi
Ek wada hai kisi ka jo wafa hota nahi
Warna in tasro bhari raato mein kya hota nahi
Ek wada hai kisi ka jo wafa hota nahi
Jee mein aata hai ulat de
Unke chehare se naqaab
Jee mein aata hai ulat de
Unke chehare se naqaab
Hausala karate hai lekin hausala hota nahi
Warna in tsaro bhari raato mein kya hota nahi
Ek wada hai kisi ka jo wafa hota nahi
Shamma jiski aabru par jan de de jhum kar
Shamma jiski aabru par jan de de jhum kar
Wo patanga jal to jata hai fana hota nahi
Warna in tarso bhari raato mein kya hota nahi
Ek wada hai kisi ka jo wafa hota nahi
Ek muddat se rah o rasm e nazara band hai
Ek muddat se rah o rasm e nazara band hai
Ab to unka tur par bhi samana hota nahi
Warna in tasro bhari raato mein kya hota nahi
Ek wada hai kisi ka jo wafa hota nahi.
If you enjoyed Ek Wada Hai Kisi Ka Jo Wafa lyrics in Hindi, please share it with your friends and family. We work hard to get you the latest updates.
Ek Wada Hai Kisi Ka Jo Wafa is a song from Parchhaiyan. It is sung by Ustad Ghulam Ali. The lyrics are written by Saghar Siddiqui. The music direction is by Ustad Ghulam Ali.
Ek Wada Hai Kisi Ka Jo Wafa is sung by Ustad Ghulam Ali.
The lyrics are written by Saghar Siddiqui.
It is from Parchhaiyan.
You can watch the official music video of Ek Wada Hai Kisi Ka Jo Wafa on YouTube via the video player on this page.
Notice an error in these credits? Report a correction.
Editorial policy · Report a lyric correction · Rights & takedown