घर कब आओगे Ghar Kab Aaoge lyrics in Hindi - Border 2

घर कब आओगे Ghar Kab Aaoge Song Lyrics in Hindi

Ghar Kab Aaoge (घर कब आओगे) lyrics in Hindi is Sung by Sonu Nigam, Arijit Singh, Vishal Mishra, Diljit Dosanjh from Movie Border 2. The song's music direction is by Anu Malik, and lyrics are written by Manoj Muntashir.

Movie Border 2
Singers Sonu Nigam, Arijit Singh, Vishal Mishra, Diljit Dosanjh
Music Director Anu Malik
Lyricist Manoj Muntashir
Music Label T-Series

Ghar Kab Aaoge lyrics in Hindi


हो..

संदेशे आते हैं हमें तड़पाते हैं
जो चिट्ठी आती है वो पूछे जाती है
कि घर कब आओगे कि घर कब आओगे
लिखो कब आओगे
कि तुम बिन ये घर सूना सूना है

संदेशे आते हैं हमें तड़पाते हैं
जो चिट्ठी आती है वो पूछे जाती है
कि घर कब आओगे? कि घर कब आओगे?
लिखो कब आओगे?
कि तुम बिन ये दिल सूना सूना है

हो..

ये दिल जो बरसों से था खाली-खाली सा
किसी के आने से सजा दिवाली सा
जगे हैं दरवाज़े किसी की आहट से
सवेरा होता किसी की करवट से

मैं सोचा करता हूँ यही तन्हाई में
कि चँदा उतरेगा मेरी अँगनाई में
नसीबों वाली ने कान की बाली ने चौथ की थाली ने
और पूछा है मेहँदी की लाली ने

कि घर कब आओगे?
कि घर कब आओगे?
लिखो कब आओगे?
कि तुम बिन ये दिल सूना सूना है

संदेशे आते हैं हमें तड़पाते हैं
जो चिट्ठी आती है वो पूछे जाती है
कि घर कब आओगे कि घर कब आओगे
लिखो कब आओगे
कि तुम बिन ये घर सूना सूना है

हो..

ये पूछो आँखों के झलकते पानी से
बिछड़ते हैं कोई कहाँ आसानी से
मैं पीछे छोड़ आया दुआएँ करती माँ
कि उससे भी प्यारी मुझे ये धरती माँ

किसी ने धीरे से कहा था लौट आना
मैं रास्ता देखूँगी मुझे ना तड़पाना
जागती रातों ने अनकही बातों ने अधूरे वादों ने
और पूछा है उसकी यादों ने

कि घर कब आओगे?
कि घर कब आओगे?
लिखो कब आओगे?
कि तुम बिन ये दिल सूना सूना है

बड़ी याद आती है किसी की रातों में
कलाई रेशम सी अभी है हाथों में
शायरी जैसी वो लबों पे रहती है
मोहब्बत जैसी वो रगों में बहती है

जो गुड़ियों से खेले वो गुड़ियाँ याद आएँ
कि बातों-बातों में उसी की बात आए
मेरे दिलदारों ने गली-बाज़ारों ने कि चिट्ठी-तारों ने
और पूछा है मेरे यारों ने

कि घर कब आओगे?
कि घर कब आओगे?
लिखो कब आओगे?
कि तुम बिन ये दिल सूना सूना है

ऐ गुज़रने वाली हवा बता
मेरा इतना काम करेगी क्या?
मुझे छोड़ के जो चला गया उसे ढूँढ ला

कोई रह-गुज़र या कोई गली
मुझे आज तक तो नहीं मिली
जो मिटा सके ये फ़ासला
जो मिटा सके ये फ़ासला

मेरी सारी जवानी ले गया
और आँख में पानी दे गया
जिसे दोहराऊँगा उम्र भर
वो ऐसी कहानी दे गया

ऐ गुज़रने वाली हवा तुझे
है क़सम ना ऐसे रुला मुझे
मैं कहाँ से लाऊँ वो दिल बता
जिससे हो क़ुबूल ये अलविदा

मैं वापस आऊँगा मैं वापस आऊँगा
फिर अपने गाँव में प्यार की छाओं में
तरसती आँखों से किसी की बाहों से के घर के राहों से
किया जो वादा था वो निभाऊँगा

मैं वापस आऊँगा मैं वापस आऊँगा
मैं वापस आऊँगा मैं वापस आऊँगा


Ghar Kab Aaoge Music Video


Also check Ghar Kab Aaoge Lyrics in following languages:


Bengali Telugu Tamil Gujarati Kannada Oriya Malayalam Punjabi Assamese Urdu

Ghar Kab Aaoge lyrics in English




Ho..

Sandese aate hain humein tadpaate hain
Jo chitthi aati hai woh poochhe jaati hai
Ki ghar kab aaoge ki ghar kab aaoge
Likho kab aaoge
Ki tum bin yeh ghar soona soona hai

Sandese aate hain humein tadpaate hain
Jo chitthi aati hai woh poochhe jaati hai
Ki ghar kab aaoge? Ki ghar kab aaoge?
Likho kab aaoge?
Ki tum bin yeh dil soona soona hai

Ho..

Yeh dil jo barson se tha khaali-khaali sa
Kisi ke aane se saja diwali sa
Jage hain darwaaze kisi ki aahat se
Savera hota kisi ki karvat se

Main socha karta hoon yahi tanhaai mein
Ke chanda utrega meri angnaai mein
Naseebon wali ne kaan ki baali ne chauth ki thaali ne
Aur poochha hai mehndi ki laali ne

Ki ghar kab aaoge?
Ki ghar kab aaoge?
Likho kab aaoge?
Ki tum bin yeh dil soona soona hai

Sandese aate hain humein tadpaate hain
Jo chitthi aati hai woh poochhe jaati hai
Ki ghar kab aaoge ki ghar kab aaoge
Likho kab aaoge
Ki tum bin yeh ghar soona soona hai

Ho..

Yeh poochho aankhon ke jhalkte paani se
Bichhadte hain koi kahaan aasaani se
Main peeche chhod aaya duaayein karti maa
Ki usse bhi pyaari mujhe yeh dharti maa

Kisi ne dheere se kaha tha laut aana
Main raasta dekhungi mujhe na tadpaana
Jaagti raaton ne ankahi baaton ne adhoore vaadon ne
Aur poochha hai uski yaadon ne

Ki ghar kab aaoge?
Ki ghar kab aaoge?
Likho kab aaoge?
Ki tum bin yeh dil soona soona hai

Badi yaad aati hai kisi ki raaton mein
Kalai resham si abhi hai haathon mein
Shayari jaisi woh labon pe rehti hai
Mohabbat jaisi woh ragon mein behti hai

Jo gudiyon se khele woh gudiyaan yaad aayein
Ki baaton-baaton mein usi ki baat aaye
Mere dildaaron ne gali-bazaaron ne ki chitthi-taaron ne
Aur poochha hai mere yaaron ne

Ki ghar kab aaoge?
Ki ghar kab aaoge?
Likho kab aaoge?
Ki tum bin yeh dil soona soona hai

Ae guzarne wali hawa bata
Mera itna kaam karegi kya?
Mujhe chhod ke jo chala gaya use dhoondh la

Koi reh-guzar ya koi gali
Mujhe aaj tak toh nahi mili
Jo mita sake yeh faasla
Jo mita sake yeh faasla

Meri saari jawaani le gaya
Aur aankh mein paani de gaya
Jise dohraunga umr bhar
Woh aisi kahaani de gaya

Ae guzarne wali hawa tujhe
Hai qasam na aise rula mujhe
Main kahaan se laaun woh dil bata
Jisse ho qubool yeh alvida

Main wapas aaunga main wapas aaunga
Phir apne gaon mein pyaar ki chhaon mein
Tarasti aankhon se kisi ki baahon se ke ghar ke raahon se
Kiya jo vaada tha woh nibhaunga

Main wapas aaunga main wapas aaunga
Main wapas aaunga main wapas aaunga

If you enjoyed Ghar Kab Aaoge lyrics in Hindi, please share it with your friends and family. We work hard to get you the latest updates.

About Ghar Kab Aaoge

Ghar Kab Aaoge is a song from Border 2. It is sung by Sonu Nigam, Arijit Singh, Vishal Mishra, Diljit Dosanjh. The lyrics are written by Manoj Muntashir. The music direction is by Anu Malik. The song was released in 2026.

Frequently Asked Questions

Who is the singer of Ghar Kab Aaoge?

Ghar Kab Aaoge is sung by Sonu Nigam, Arijit Singh, Vishal Mishra, Diljit Dosanjh.

Who wrote the lyrics of Ghar Kab Aaoge?

The lyrics are written by Manoj Muntashir.

Which movie or album is Ghar Kab Aaoge from?

It is from Border 2.

Where can I watch the official video of Ghar Kab Aaoge?

You can watch the official music video of Ghar Kab Aaoge on YouTube via the video player on this page.

Notice an error in these credits? Report a correction.

Editorial policy · Report a lyric correction · Rights & takedown