?>
Ghar Ki Raunaq Hai Ghar Waali (घर की रौनाक़ हैं घर वाली) lyrics in Hindi is Sung by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Kishore Kumar from Movie Bandi. The song's music direction is by Hemanta Kumar Mukhopadhyay, and lyrics are written by Rajendra Krishan. It casts Kishore Kumar, Ashok Kumar, Anoop Kumar, Nanda, Bina Rai, Shyama, Kanhaiyalal, Kammo, Leela Mishra.
Movie | Bandi 1957 |
Singers | Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Kishore Kumar |
Music Director | Hemanta Kumar Mukhopadhyay |
Lyricist | Rajendra Krishan |
Cast | Kishore Kumar, Ashok Kumar, Anoop Kumar, Nanda, Bina Rai, Shyama, Kanhaiyalal, Kammo, Leela Mishra |
Music Label | Saregama |
घर की रौनाक़ हैं घरवाली
घर की रौनाक़ हैं घरवाली
हो हो हो हो हो हो हो हो
एक पात से चले ना चक्की
एक हाथ से बजे ना ताली
घर की रौनाक़ हैं घरवाली
घर की रौनाक़ हैं घरवाली
एक पात से चले ना चक्की
एक हाथ से बजे ना ताली
घर की रौनाक़ हैं घरवाली
एक कंवारें का घर
देखा देख के आया रोना
उन आ उन उन उन
एक कंवारें का घर
देखा देख के आया रोना
तड़प रहा था एक औरत
की ज़ात को कोना कोना
अरे उल्टा पड़ा हुआ था
लोटा और खड़ी थी थाली
घर की रौनाक़ हैं घरवाली
घर की रौनाक़ हैं घरवाली
एक पात से चले ना चक्की
एक हाथ से बजे ना ताली
घर की रौनाक़ हैं घरवाली
शादी लाख घुलों की
दासी उजड़ा नागर बसायेबोल तू बोल
शादी लाख घुलों की
दासी उजड़ा नागर बसाए
शादी करने वाला
यारों बड़े बड़े फल पाये
यारों बड़े बड़े फल पाये
बीवी के संग मिले मुफ्त मैं
ससुरा सासू साली
घर की रौनाक़ हैं घरवाली
घर की रौनाक़ हैं घरवाली
एक पात से चले ना चक्की
एक हाथ से बजे ना ताली
घर की रौनाक़ हैं घरवाली
आज हिमालय की छोटी पे
हमने हैं ललकारा
शादी का बाज़ार हैं
चालू रहे ना कोई कंवारा
रहे ना कोई कंवारा हुं
अपनी अपनी ढूँध लो बीवी
अपनी अपनी ढूँध लो बीवी
गोरी हो या कली
घर की रौनाक़ हैं घरवाली
घर की रौनाक़ हैं घरवाली
एक पात से चले ना चक्की
एक हाथ से बजे ना ताली
घर की रौनाक़ हैं घरवाली
घर की रौनाक़ हैं घरवाली.
Ghar ki raunaq hai gharwaali
Ghar ki raunaq hai gharwaali
Ho ho ho ho ho ho ho ho
Ek paat se chale na chakki
Ek haath se baje na taali
Ghar ki raunaq hai gharwaali
Ghar ki raunaq hai gharwaali
Ek paat se chale na chakki
Ek haath se baje na taali
Ghar ki raunaq hai gharwaali
Ek kanwaare ka ghar
Dekha dekh ke aaya rona
Un aa unn unn unn
Ek kanwaare ka ghar
Dekha dekh ke aaya rona
Tadap raha tha ek aurat
Ki zaat ko kona kona
Are ultaa pada huaa tha
Lotaa aur khadi thi thali
Ghar ki raunaq hai gharwaali
Ghar ki raunaq hai gharwaali
Ek paat se chale na chakki
Ek haath se baje na taali
Ghar ki raunaq hai gharwaali
Shaadi laakh ghulon ki
Daasi ujdaa nagar basaayeBol tu bol
Shaadi laakh ghulon ki
Daasi ujdaa nagar basaaye
Shaadi karne wala
Yaaro bade bade phal paaye
Yaaro bade bade phal paaye
Biwi ke sang mile muft mein
Sasuraa saasuu saali
Ghar ki raunaq hai gharawaali
Ghar ki raunaq hai gharwaali
Ek paat se chale na chakki
Ek haath se baje na taali
Ghar ki raunaq hai gharwaali
Aaj himaalay ki choti pe
Hamne hai lalkara
Shaadi ka baazaar hai
Chaaluu rahe na koyi kanwaara
Rahe na koyi kanwaara huu
Apni apni dhoondh lo biwi
Apni apni dhoondh lo biwi
Gori ho yaa kali
Ghar ki raunaq hai gharwaali
Ghar ki raunaq hai gharwaali
Ek paat se chale na chakki
Ek haath se baje na taali
Ghar ki raunaq hai gharwaali
Ghar ki raunaq hai gharwaali.
If you enjoyed Ghar Ki Raunaq Hai Ghar Waali lyrics in Hindi, please share it with your friends and family. We work hard to get you the latest updates.