Ho Sake To Mera Ek Kaam ( हो सके तो मेरा एक काम ) lyrics in Hindi. Sung by Asha Bhosle. Lyrics by Gulzar (Sampooran Singh Kalra). Music by Jagjit Singh. From Sitam.
| Movie | Sitam |
| Singers | Asha Bhosle |
| Music Director | Jagjit Singh |
| Lyricist | Gulzar (Sampooran Singh Kalra) |
| Cast | Naseruddin Shah, Smita Patil, Vikram, Asrani, Arun Sarnaik, Keth, Vikas |
हो सके तो मेरा एक काम करो
हो सके तो मेरा एक काम करो
आज की शाम तुम मेरे नाम करो
हो सके तो मेरा एक काम करो
हो सके तो मेरा एक काम करो
आज की शाम तुम मेरे नाम करो
हो सके तो मेरा एक काम करो
मिल गये तुम तुम्हारा बोहत शुक्रिया
मिल गये तुम तुम्हारा बोहत शुक्रिया
दोस्त मुझको बनाया बोहत शुक्रिया
दोस्ती का भी कुछ एहतेराम करो
दोस्ती का भी कुछ एहतेराम करो
आज की शाम तुम मेरे नाम करो
हो सके तो मेरा एक काम करो
हो सके तो मेरा एक काम करो
आज की शाम तुम मेरे नाम करोहो सके तो मेरा एक काम करो
मेरे चेहरे पे ज़ुल्फ़ें भिखेरो कभी
मेरे चेहरे पे ज़ुल्फ़ें भिखेरो कभी
मेरे होंठों को होंठों से छू लो कभी
मेरे दिल का ना तुम कत्ल ए आम करो
मेरे दिल का ना तुम कत्ल ए आम करो
आज की शाम तुम मेरे नाम करो
हो सके तो मेरा एक काम करो
हो सके तो मेरा एक काम करो
आज की शाम तुम मेरे नाम करो
हो सके तो मेरा एक काम करो
हो सके तो मेरा एक काम करो
आज की शाम तुम मेरे नाम करो
हो सके तो मेरा एक काम करो
हो सके तो मेरा एक काम करो.
Ho sake to mera ek kaam karo
Ho sake to mera ek kaam karo
Aaj ki shaam tum mere naam karo
Ho sake to mera ek kaam karo
Ho sake to mera ek kaam karo
Aaj ki shaam tum mere naam karo
Ho sake to mera ek kaam karo
Mil gaye tum tumhara bohat shukriya
Mil gaye tum tumhara bohat shukriya
Dost mujhko banaaya bohat shukriya
Dosti ka bhi kuch ehteraam karo
Dosti ka bhi kuch ehteraam karo
Aaj ki shaam tum mere naam karo
Ho sake to mera ek kaam karo
Ho sake to mera ek kaam karo
Aaj ki shaam tum mere naam karoHo sake to mera ek kaam karo
Mere chehre pe zulfein bhikero kabhi
Mere chehre pe zulfein bhikero kabhi
Mere honthon ko honthon se chhu lo kabhi
Mere dil ka na tum katl e aam karo
Mere dil ka na tum katl e aam karo
Aaj ki shaam tum mere naam karo
Ho sake to mera ek kaam karo
Ho sake to mera ek kaam karo
Aaj ki shaam tum mere naam karo
Ho sake to mera ek kaam karo
Ho sake to mera ek kaam karo
Aaj ki shaam tum mere naam karo
Ho sake to mera ek kaam karo
Ho sake to mera ek kaam karo.
If you enjoyed Ho Sake To Mera Ek Kaam lyrics in Hindi, please share it with your friends and family. We work hard to get you the latest updates.
Ho Sake To Mera Ek Kaam is a song from Sitam. It is sung by Asha Bhosle. The lyrics are written by Gulzar (Sampooran Singh Kalra). The music direction is by Jagjit Singh.
Ho Sake To Mera Ek Kaam is sung by Asha Bhosle.
The lyrics are written by Gulzar (Sampooran Singh Kalra).
It is from Sitam.
You can watch the official music video of Ho Sake To Mera Ek Kaam on YouTube via the video player on this page.
Notice an error in these credits? Report a correction.
Editorial policy · Report a lyric correction · Rights & takedown