Jaana Nahi (जाना नहीं) lyrics in Hindi is Sung by Faheem Abdullah. The song's music direction is by Hunny-Bunny, and lyrics are written by Sagar. It casts Tanya Maniktala, Bunny, Sagar.
| Album | T-Series |
| Singers | Faheem Abdullah |
| Music Director | Hunny-Bunny |
| Lyricist | Sagar |
| Cast | Tanya Maniktala, Bunny, Sagar |
| Music Label | T-Series |
हम ना सुनेंगे एक भी तेरी
बस अब और बहाना नहीं
तब तक जब तक मैं ना कहूं
उठ के कहीं भी जाना नहीं
तब तक जब तक मैं ना कहूं
उठ के कहीं भी जाना नहीं
ये रात बाकी है अभी बात बाकी है
नींद तुझे आ जाए तो बाहों में सो जाना यहीं
तब तक जब तक मैं ना कहूं
उठ के कहीं भी जाना नहीं
तब तक जब तक मैं ना कहूं
उठ के कहीं भी जाना नहीं
आसमान में है बादल थोड़े से
हो रहे हैं हम पागल थोड़े से
आज इस रात में भीगे बरसात में
दोनों एक साथ में ओ रे पिया
कुछ मत बोलो जुल्फे खोलो
हाथ में रख दो हाथ पिया
जरा पास तू आओ मेरी प्यास बुझाओ
कहने लगा हूं आज मैं जो
जाके किसी को बताना नहीं
कहने लगा हूं आज मैं जो
जाके किसी को बताना नहीं
तब तक जब तक मैं ना कहूं
उठ के कहीं भी जाना नहीं
तब तक जब तक मैं ना कहूं
उठ के कहीं भी जाना नहीं
पास यू आके सांसे यू कांपे
गहरी आंखें फिर ये तेरी
लागे मुझको छू कर तुझको
जाएगी हाय जान मेरी
100 ज़िंदवारु तुझको सवारू
चांद उतारूं तेरे लिए
सुना घर है किसका डर है?
है तू यहां पर मेरे लिए
हो जाए आ पागल बेकाबू है सागर
रहना है तेरे दिल में मुझे
मेरा कोई और ठिकाना नहीं
तब तक जब तक मैं ना कहूं
उठ के कहीं भी जाना नहीं
तब तक जब तक मैं ना कहूं
उठ के कहीं भी जाना नहीं
तब तक जब तक मैं ना कहूं
उठ के कहीं भी जाना नहीं
तब तक जब तक मैं ना कहूं
उठ के कहीं भी जाना नहीं
Ham na sunege ek bhi teri
Bas ab aur bahana nahi
Tab tak jab tak mein na kahu
Uth ke kahin bhi jaana nahi
Tab tak jab tak mein na kahu
Uth ke kahin bhi jaana nahi
Ye raat baaki hai abhi baat baki hai
Neend tujhe aa jaye to bahon mein so jana yahi
Tab tak jab tak mein na kahu
Uth ke kahin bhi jaana nahi
Tab tak jab tak mein na kahu
Uth ke kahin bhi jaana nahi
Aasman mein hai baadal thode se
Ho rahe hai ham pagal thode se
Aaj iss raat mein bhige barsaat mein
Dono ek saath mein o re piya
Kuch mat bolo zulfein kholo
Haath mein rakh do haath piya
Zara paas tu aao meri pyaas bujao
Kahne laga hun aaj mein jo
Jake kisi ko batana nahi
Kahne laga hun aaj mein jo
Jake kisi ko batana nahi
Tab tak jab tak mein na kahu
Uth ke kahin bhi jaana nahi
Tab tak jab tak mein na kahu
Uth ke kahin bhi jaana nahi
Paas yun aake saansein yun kaampe
Gahari aankhein phir ye teri
Laage mujhko chu kar tujhko
Jayegi haaye jaan meri
100 zindwaru tujhko sawaru
Chand utaru tere liye
Suna ghar hai kiska darr hai ?
Hai tu yahan par mere liye
Ho jaye aa pagal bekaabu hai sagar
Rahna hai tere dil mein mujhe
Mera koi aaur thikan nahi
Tab tak jab tak mein na kahu
Uth ke kahin bhi jaana nahi
Tab tak jab tak mein na kahu
Uth ke kahin bhi jaana nahi
Tab tak jab tak mein na kahu
Uth ke kahin bhi jaana nahi
Tab tak jab tak mein na kahu
Uth ke kahin bhi jaana nahi
Check out web Story : Jaana Nahi Web Story.
If you enjoyed Jaana Nahi lyrics in Hindi, please share it with your friends and family. We work hard to get you the latest updates.
Jaana Nahi is a song from T-Series. It is sung by Faheem Abdullah. The lyrics are written by Sagar. The music direction is by Hunny-Bunny. The song was released in 2025.
Jaana Nahi is sung by Faheem Abdullah.
The lyrics are written by Sagar.
It is from T-Series.
You can watch the official music video of Jaana Nahi on YouTube via the video player on this page.
Notice an error in these credits? Report a correction.
Editorial policy · Report a lyric correction · Rights & takedown