Jalwa E Jaanaan lyrics in Hindi - Warner Music India | Jyoti Nooran

 Jalwa E Jaanaan Song Lyrics in Hindi

Jalwa E Jaanaan () lyrics in Hindi is Sung by Jyoti Nooran. The song's music direction is by Anurag Saikia, and lyrics are written by Shakeel Azmi.

Album Warner Music India
Singers Jyoti Nooran
Music Director Anurag Saikia
Lyricist Shakeel Azmi
Music Label Warner Music India

Jalwa E Jaanaan Music Video



Jalwa E Jaanaan lyrics in English


Mujh mein hai khaak teri rooh teri husn tera
Tu juda ho ke bhi rehta hai kahan mujhse juda
Main nahi dekhun toh aaina tera jalwa nazar
Main nahi tere bina tu bhi nahi mere bina

Tera surur hai mujhmein tera gurur hai mujhmein
Tera ishq hai mujhmein tera hi noor hai mujhmein
Tujhe paun bhi main nahi paun bhi main
Tu hi paas hai mujhmein tu hi tu hai mujhmein

Jalwa-e-jaanaan jalwa-e-jaanaan
Jalwa-e-jaanaan jalwa-e-jaanaan
Aana jiya mein aana aana jiya mein aana
Jalwa-e-jaanaan jalwa-e-jaanaan

Hawa mein phool mein mausam mein kaliyon ki mehak mein tu
Kiran mein chand mein suraj mein taaron ki chamak mein tu
Nigah-e-auliya mein tu khayal-e-aashiqa mein tu
Safar mein humsafar mein rehguzar mein karwan mein tu

Kesar mein tu dhani mein tu har rang ke paani mein tu
Toofan mein paani mein tu fitrat mein tu hi tu
Kurbat mein tu hi tu hijrat mein tu hi tu
Jalwa-e-jaanaan jalwa-e-jaanaan
Jalwa-e-jaanaan

Teri zaat hai mujhmein sifaat hai mujhmein
Jo baat hai tujhmein woh baat hai mujhmein
Aaina hai tu mera aaina hai tu mera
Azhar bhi tu hi tu dilbar bhi tu hi tu rehbar bhi tu hi tu



Jalwa-e-jaanaan jalwa-e-jaanaan jalwa-e-jaanaan
Jalwa-e-jaanaan jalwa-e-jaanaan jalwa-e-jaanaan
Jalwa-e-jaanaan jalwa-e-jaanaan jalwa-e-jaanaan
Jalwa-e-jaanaan jalwa-e-jaanaan

If you enjoyed Jalwa E Jaanaan lyrics in Hindi, please share it with your friends and family. We work hard to get you the latest updates.

About Jalwa E Jaanaan

Jalwa E Jaanaan is a song from Warner Music India. It is sung by Jyoti Nooran. The lyrics are written by Shakeel Azmi. The music direction is by Anurag Saikia. The song was released in 2026.

Frequently Asked Questions

Who is the singer of Jalwa E Jaanaan?

Jalwa E Jaanaan is sung by Jyoti Nooran.

Who wrote the lyrics of Jalwa E Jaanaan?

The lyrics are written by Shakeel Azmi.

Which movie or album is Jalwa E Jaanaan from?

It is from Warner Music India.

Where can I watch the official video of Jalwa E Jaanaan?

You can watch the official music video of Jalwa E Jaanaan on YouTube via the video player on this page.

Notice an error in these credits? Report a correction.

Editorial policy · Report a lyric correction · Rights & takedown