जाना ज़रूरी हैं क्या Jana Zaroori Hai Kya lyrics in Hindi - Faizaan Salar, Aanchal Sethi

जाना ज़रूरी हैं क्या Jana Zaroori Hai Kya Song Lyrics in Hindi

Jana Zaroori Hai Kya (जाना ज़रूरी हैं क्या) lyrics in Hindi is Sung by Faizaan Salar, Aanchal Sethi. The song's music direction is by DJ Stella, and lyrics are written by Nitin Goplani.

Album Faizaan Salar
Singers Faizaan Salar, Aanchal Sethi
Music Director DJ Stella
Lyricist Nitin Goplani
Music Label Faizaan Salar

Jana Zaroori Hai Kya lyrics in Hindi


जाना ज़रूरी हैं क्या बताना मुझे
तुम भी अधूरी हो क्या जतना मुझे
जाना ज़रूरी हैं क्या बताना मुझे
तुम भी अधूरी हो क्या जतना मुझे

हाँ तेरी बिन हम ना जी पायेंगे
हाँ तेरी बिन हम ना मार पायेंगे
जो नाम था तेरी दिल यह मेरा
किसी और के अब हम ना कर पायेंगे

आँखों की ख्वाइश के देखें बस रोजाना तुझे
नींदोन से बेहतर खयालों को तेरी नज़र आना मुझे
जाना ज़रूरी हैं क्या बताना मुझे
तुम भी अधूरी हो क्या जतना मुझे



हवाएं लायेंगी मुझे तक तेरी खबर
जब ढूँध ना पायेगी तुझको मेरी नज़र
यादें और बातें तेरी
में गुनगुनाऊँगा सितारों से रात भर

आधे सफर मैं जो तू छूट गया
हर ख्वाब मेरा समझो टूट गया
हाथ तुम्हारा जब मेरे हाथों से
क्यों पास आके रूथ गया

वादा हैं तुझसे के इंतज़ार रहेगा
दर पे तेरी खड़ा मेरा प्यार रहेगा
लॉटोगी जब तुम मेरी निगाहों मैं
खुशियाँ सारे आलम की होगी मेरी बाहों मैं

लम्हे मेरे जो पास हैं तेरी
उनको लौटाना मुझे
मिले अगर तुझसे घाम
फिर भी लगता खज़ाना मुझे

तेरी दिल को हैं बनाना आशियाना मुझे
ख्वाबों को तेरी आँखों मैं सजना मुझे
जाना ज़रूरी हैं क्या बताना मुझे
तुम भी अधूरी हो क्या जतना मुझे

जाना ज़रूरी हैं क्या
जाना ज़रूरी हैं क्या
तुम भी अधूरी हो क्या
तुम भी अधूरी हो क्या


Jana Zaroori Hai Kya Music Video


Also check Jana Zaroori Hai Kya Lyrics in following languages:


Bengali Telugu Tamil Gujarati Kannada Oriya Malayalam Punjabi Assamese Urdu

Jana Zaroori Hai Kya lyrics in English


Jana zaroori hai kya batana mujhe
Tum bhi adhoori ho kya jatana mujhe
Jana zaroori hai kya batana mujhe
Tum bhi adhoori ho kya jatana mujhe

Haan tere bin hum na jee payenge
Haan tere bin hum na mar payenge
Jo naam tha tere dil yeh mera
Kisi aur ke ab hum na kar payenge

Ankhon ki khwaish ke dekhe bas rozana tujhe
Neendon se behtar khayalon ko tere nazar aana mujhe
Jana zaroori hai kya batana mujhe
Tum bhi adhoori ho kya jatana mujhe



Hawayein layengi mujhe tak teri khabar
Jab dhoondh na paayegi tujhko meri nazar
Yaadein aur baatein teri
Main gungunaunga sitaron se raat bhar

Aadhe safar mein jo tu chhoot gaya
Har khwaab mera samjho toot gaya
Haath tumhara jab mere haathon se
Kyun paas aake rooth gaya

Waada hai tujhse ke intezaar rahega
Dar pe tere khada mera pyaar rahega
Lautogi jab tum meri nigahon mein
Khushiyan saare aalam ki hogi meri baahon mein

Lamhe mere jo paas hain tere
Unko lautana mujhe
Mile agar tujhse gham
Phir bhi lagta khazana mujhe

Tere dil ko hai banana aashiyana mujhe
Khwabon ko teri aankhon mein sajana mujhe
Jana zaroori hai kya batana mujhe
Tum bhi adhoori ho kya jatana mujhe

Jana zaroori hai kya
Jana zaroori hai kya
Tum bhi adhoori ho kya
Tum bhi adhoori ho kya

If you enjoyed Jana Zaroori Hai Kya lyrics in Hindi, please share it with your friends and family. We work hard to get you the latest updates.

About Jana Zaroori Hai Kya

Jana Zaroori Hai Kya is a song from Faizaan Salar. It is sung by Faizaan Salar, Aanchal Sethi. The lyrics are written by Nitin Goplani. The music direction is by DJ Stella. The song was released in 2026.

Frequently Asked Questions

Who is the singer of Jana Zaroori Hai Kya?

Jana Zaroori Hai Kya is sung by Faizaan Salar, Aanchal Sethi.

Who wrote the lyrics of Jana Zaroori Hai Kya?

The lyrics are written by Nitin Goplani.

Which movie or album is Jana Zaroori Hai Kya from?

It is from Faizaan Salar.

Where can I watch the official video of Jana Zaroori Hai Kya?

You can watch the official music video of Jana Zaroori Hai Kya on YouTube via the video player on this page.

Notice an error in these credits? Report a correction.

Editorial policy · Report a lyric correction · Rights & takedown