Jeevan Kya Hai ( जीवन क्या हैं ) lyrics in Hindi. Sung by Usha Khanna. Lyrics by Maya Govind. Music by Usha Khanna. From Mere Baad 1988.
| Movie | Mere Baad 1988 |
| Singers | Usha Khanna |
| Music Director | Usha Khanna |
| Lyricist | Maya Govind |
| Cast | Beena Banerjee, Anil Dhawan, Rakhee Gulzar, Aruna Irani, Anupam Kher, Sohani, Dalip Tahi |
| Music Label | Saregama |
जीवन क्या हैं जीवन क्या हैं
बोलो बोलो जीवन क्या हैं
पूछो पूछो जीवन क्या हैं
जीवन क्या हैं जीवन क्या हैं
बोलो बोलो जीवन क्या हैं
पूछो पूछो जीवन क्या हैं
जीवन एक पहली जीवन एक पहली
जीवन एक पहली जीवन एक पहली
ओ जीवन क्या हैं जीवन क्या हैं
बोलो बोलो जीवन क्या हैं
पूछो पूछो जीवन क्या हैं
कुकड़ा देख सभी लालचये
नाचे देदे करमोटाल
आँच लगे तोह गाल फुलाये
ऐसे पिचके पिछेके गाये
तो समाज ने आयी आये
तो मुश्किल हैं भाई
में बताऊ बताना यार
आँच लगे तोह गाल फुलाये
यह इसकी मजबूरी
सबका जी लालचता हैं जब
भूख मैं दिखती हैं
पूरी सबआस
ओ जीवन क्या हैं जीवन क्या हैं
बोलो बोलो जीवन क्या हैं
पूछो पूछो जीवन क्या हैं
कान पकड़ के उसे पढ़ऊ
अगर ना आये तो में चिड़ जाऊ
सारे नज़रे साफ दिखाऊ
खूब सुरक्षा में करवाऊँ
उत्तर दी जिये बाबा
आ दर्पण नहीं
तो मस्तर्जी छता
पापा को तो कुछ भी नहीं आता
में बताऊँ चश्मा
ओ जीवन क्या हैं जीवन क्या हैंबोलो बोलो जीवन क्या हैं
पूछो पूछो जीवन क्या हैं
इक चीज ऐसी दुनिया मैं
सब को सबकुछ देती हैं
ईश्वर जैसा रूप हैं उसका
किसी से कुछ नहीं लेती हैं
बोलो समाज मैं आयी
ये तोह बहुत ही मुश्किल हैं दीदी
इसका उत्तर में देती हूँ
ईश्वर जैसा रूप हैं उसका
हम सब बच्चो की वो जान
उसको हम सब कहते हैं मां
उसको हम सब कहते हैं मां
मां ओ मां मां ओ मां
ओ जीवन क्या हैं जीवन क्या हैं
बोलो बोलो जीवन क्या हैं
पूछो पूछो जीवन क्या हैं
आओ मेरी आँखा के तारों
आओ मेरी आँखा के तारों
आओ करे रंग्रेली
मेरे बच्चो अब
पूछो मेरी इक पहली
अच्छा बताओ कौनसा फल हैं
सब से मिट्ठा
और कौनसा फल हैं
सब से कडवा हम..
अच्छा में बताती हूँ
सबरा का फल हैं सब से मीठा
युद्ध का फल हैं कडवा
अच्छा ये बताओ कौन हैं
जाग मैं सब से अछए
और कौन हैं जाग मैं
अब से सचे
ये तो बहुत इस्झी हैं
बच्चे बच्चे हा..
ला ला ला ला ला ला ला ला….
ला ला ला ला ला ला ला ला….
Jeevan kya hai jeevan kya hain
Bolo bolo jeevan kya hain
Puchho puchho jeevan kya hain
Jeevan kya hai jeevan kya hain
Bolo bolo jeevan kya hain
Puchho puchho jeevan kya hain
Jeevan ek paheli jeevan ek paheli
Jeevan ek paheli jeevan ek paheli
O jeevan kya hai jeevan kya hain
Bolo bolo jeevan kya hain
Puchho puchho jeevan kya hain
Kukada dekh sabhi lalchaye
Nache dede karmotaal
Aanch lage toh gaal phulaye
Aise pichke picheke gaaye
To samaj ne aayi aye
To mushkil hain bhai
Main batau batana yaar
Aanch lage toh gaal phulaye
Yeh iski majboori
Sabka jee lalchata hain jab
Bhookh mein dikhati hai
Poori sabaas
O jeevan kya hain jeevan kya hain
Bolo bolo jeevan kya hain
Puchho puchho jeevan kya hain
Kaan pakad ke use padhau
Agar na aaye to main chid jaau
Saare nazare saaf dikhau
Khub suraksha main karvaun
Uttar di jeeye baba
A darpan nahin
To mastarji chhata
Papa ko to kuch bhi nahin aata
Main bataun chasma
O jeevan kya hai jeevan kya hainBolo bolo jeevan kya hain
Puchho puchho jeevan kya hain
Ik cheez aisi duniya mein
Sab ko sabkuch deti hain
Ishwar jaisa roop hain uska
Kisi se kuch nahi leti hain
Bolo samaj mein aayi
Ye toh bahut hi mushkil hain didi
Iska uttar main deti hoon
Ishwar jaisa roop hain uska
Hum sab bachcho ki woh jaan
Usko hum sab kahete hain maa
Usko hum sab kahete hain maa
Maa o maa maa o maa
O jeevan kya hain jeevan kya hain
Bolo bolo jeevan kya hain
Puchho puchho jeevan kya hain
Aao meri aankha ke taaro
Aao meri aankha ke taaro
Aao kare rangreli
Mere bachcho ab
Puchho meri ik paheli
Aacha batao kaunsa fal hain
Sab se mittha
Aur kaunsa fal hain
Sab se kadva hmm..
Achha main batati hoon
Sabra ka fal hain sab se mitha
Yuddh ka fal hain kadva
Achha ye batao kaun hain
Jag mein sab se achhe
Aur kaun hai jag mein
Ab se sache
Ye to bahut iszee hain
Bache bache haa..
La laaa la laa la laa la laaa….
La laaa la laa la laa la laaa….
If you enjoyed Jeevan Kya Hai lyrics in Hindi, please share it with your friends and family. We work hard to get you the latest updates.
Jeevan Kya Hai is a song from Mere Baad 1988. It is sung by Usha Khanna. The lyrics are written by Maya Govind. The music direction is by Usha Khanna. The song was released in 1988.
Jeevan Kya Hai is sung by Usha Khanna.
The lyrics are written by Maya Govind.
It is from Mere Baad 1988.
You can watch the official music video of Jeevan Kya Hai on YouTube via the video player on this page.
Notice an error in these credits? Report a correction.
Editorial policy · Report a lyric correction · Rights & takedown