जिन जिन पे उनकी नज़र गयी Jin Jin Pe Unki Nazar Gayi Lyrics in Hindi – Shuddhi

जिन जिन पे उनकी नज़र गयी Jin Jin Pe Unki Nazar Gayi Song Lyrics in Hindi

Jin Jin Pe Unki Nazar Gayi ( जिन जिन पे उनकी नज़र गयी ) lyrics in Hindi. Sung by Shuddhi. Lyrics by Ankit Singh. Music by Aadil Rizvi. From Zee Music Company.

Album Zee Music Company
Singers Shuddhi
Music Director Aadil Rizvi
Lyricist Ankit Singh
Cast Purabi Bhargava, Yash Singh Tomar
Music Label Zee Music Company

Jin Jin Pe Unki Nazar Gayi lyrics in Hindi


दिल लगाया पहले फिर टुकड़े हज़ार कर बैठे
बेवफाई की सारी हदों को पार कर बैठे
दिल लगाया पहले फिर टुकड़े हज़ार कर बैठे
बेवफाई की सारी हदों को पार कर बैठे

हम एक कभी थे उनके
अब यार हज़ार कर बैठे
अब यार हज़ार कर बैठे

ओ जिन जिन पे उनकी नज़र गयी
वो उनसे प्यार कर बैठे
जिन जिन पे उनकी नज़र गयी
वो उनसे प्यार कर बैठे

ये कैसी उनकी आशिकी
जो जिस्मो के साथ कर बैठे

जिन जिन पे उनकी नज़र गयी
वो उनसे प्यार कर बैठे
जिन जिन पे उनकी नज़र गयी
वो उनसे प्यार कर बैठे



उस दिन जब तुमने बोला था
दिल मेरे नाम कर दिया
फिर आज भला कैसे तुमने
ये इश्क़ हराम कर दिया

उस दिन जब तुमने बोला था
दिल मेरे नाम कर दिया
फिर आज भला कैसे तुमने
ये इश्क़ हराम कर दिया

कोई खबर नहीं कैसे
करते हो बंदगी
अपनाकर रूह में अपनी
तुम ले लेते हो ज़िंदगी

गैरों की बाहों में सो कर
करते हो दिल्लगी
जिस्मो का सौदा करते हो
कहते हो आशिकी

जो ठीक समय हां करदु
हमसे तो प्यार कर बैठे
सच हमको जो बतलाते
मर जाते पर ना दिल देते
सच हमको जो बतलाते
मर जाते पर ना दिल देते

ओ जिन जिन पे उनकी नज़र गयी
वो उनसे प्यार कर बैठे
जिन जिन पे उनकी नज़र गयी
वो उनसे प्यार कर बैठे

ये कैसी उनकी आशिकी
जो जिस्मो के साथ कर बैठे

जिन जिन पे उनकी नज़र गयी
वो उनसे प्यार कर बैठे
जिन जिन पे उनकी नज़र गयी
वो उनसे प्यार कर बैठे

तू छोड़ मोहब्बत मेरी
गैरों का हो गया
फरेबी था कम्बख्त बड़ा
फरेबी नाल सो गया

तू छोड़ मोहब्बत मेरी
गैरों का हो गया
फरेबी था कम्बख्त बड़ा
फरेबी नाल सो गया

मेरी हसी पे तूने
गम का साया है डोला
हाय कैसा तूने सितम किया
जीते जी मार डाला

तू बेवफा बेशर्म बड़ा
क्यूँ काफिर हो गया
दिल तोड़न की आदत तेरी
ज़ाहिर हो गया

नशा दगा कर लेगा
तुम बेशुमार कर बैठे
तेरी कबर को भी
हा हम बाजार कर बैठे
तेरी कबर को भी
हा हम बाजार कर बैठे

जिन जिन पे थी हां नजर गयी
हम उनसे प्यार कर बैठे
जो जानते तेरे प्यार को
तो ऐसे फिर हम ना रहते.


Jin Jin Pe Unki Nazar Gayi Music Video


Also check Jin Jin Pe Unki Nazar Gayi lyrics in following languages:

Assamese Bengali Gujarati Kannada Malayalam Odia Punjabi Tamil Telugu Urdu

Jin Jin Pe Unki Nazar Gayi lyrics in English


Dil lagaya pehle phir tukde hazar kar baithe
Bewafai ki saari hadon ko paar kar baithe
Dil lagaya pehle phir tukde hazar kar baithe
Bewafai ki saari hadon ko paar kar baithe

Hum ek kabhi the unke
Ab yaar hazar kar baithe
Ab yaar hazar kar baithe

O jin jin pe unki nazar gayi
Wo unse pyar kar baithe
Jin jin pe unki nazar gayi
Wo unse pyar kar baithe

Ye kaisi unki aashiqui
Jo jismo ke sath kar baithe

Jin jin pe unki nazar gayi
Wo unse pyar kar baithe
Jin jin pe unki nazar gayi
Wo unse pyar kar baithe

Uss din jab tumne bola tha
Dil mere naam kar diya
Phir aaj bhala kaise tumne
Ye ishq haram kar diya

Uss din jab tumne bola tha
Dil mere naam kar diya
Phir aaj bhala kaise tumne
Ye ishq haram kar diya

Koi khabar nahi kaise
Karte ho bandagi
Apanakar rooh mein apni
Tum le laite ho zindagi

Gairon ki baahon mein so kar
Karte ho dillagi
Jismo ka sauda karte ho
Kehte ho aashiqui

Jo thik samay haa kardu
Humse to pyar kar baithe
Sach humko jo batlaate
Mar jaate par na dil dete
Sach humko jo batlaate
Mar jaate par na dil dete

O jin jin pe unki nazar gayi
Wo unse pyar kar baithe
Jin jin pe unki nazar gayi
Wo unse pyar kar baithe

Ye kaisi unki aashiqui
Jo jismo ke sath kar baithe

Jin jin pe unki nazar gayi
Wo unse pyar kar baithe
Jin jin pe unki nazar gayi
Wo unse pyar kar baithe

Tu chhod mohabbat meri
Gairon ka ho gaya
Farebi tha kambakht bada
Farebi naal soo gaya

Tu chhod mohabbat meri
Gairon ka ho gaya
Farebi tha kambakht bada
Farebi naal soo gaya

Meri hasi pe tune
Gam ka saaya hai dola
Haye kaisa tune sitam kiya
Jeete jee maar dala

Tu bewafa besarm bada
Kyun kaafir ho gaya
Dil todan ki aadat teri
Zaahir ho gaya

Nasha daga kar lega
Tum beshumaar kar baithe
Teri kabar ko bhi
Ha hum bajaar kar baithe
Teri kabar ko bhi
Ha hum bajaar kar baithe

Jin jin pe thi haa najar gayi
Hum unse pyar kar baithe
Jo jaante tere pyar ko
To aise phir hum na rehte.

If you enjoyed Jin Jin Pe Unki Nazar Gayi lyrics in Hindi, please share it with your friends and family. We work hard to get you the latest updates.

About Jin Jin Pe Unki Nazar Gayi

Jin Jin Pe Unki Nazar Gayi is a song from Zee Music Company. It is sung by Shuddhi. The lyrics are written by Ankit Singh. The music direction is by Aadil Rizvi. The song was released in 2022.

Frequently Asked Questions

Who is the singer of Jin Jin Pe Unki Nazar Gayi?

Jin Jin Pe Unki Nazar Gayi is sung by Shuddhi.

Who wrote the lyrics of Jin Jin Pe Unki Nazar Gayi?

The lyrics are written by Ankit Singh.

Which movie or album is Jin Jin Pe Unki Nazar Gayi from?

It is from Zee Music Company.

Where can I watch the official video of Jin Jin Pe Unki Nazar Gayi?

You can watch the official music video of Jin Jin Pe Unki Nazar Gayi on YouTube via the video player on this page.

Notice an error in these credits? Report a correction.

Editorial policy · Report a lyric correction · Rights & takedown