Kab Talak (कब तलक) lyrics in Hindi is Sung by Arko, Soumee Sailesh. The song's music direction is by Arko, and lyrics are written by Arko.
| Album | Happy Music |
| Singers | Arko, Soumee Sailesh |
| Music Director | Arko |
| Lyricist | Arko |
| Music Label | Happy Music |
वक़्त भी गुज़रता नहीं रात भी मदहोश है
और ज़ुबां तक आके भी बात ये खामोश है
कब तलक आओगे आओगे कह दो
किस गली में मिल पाओगे साजना
कब तलक आओगे आओगे कह दो
किस गली में मिल पाओगे साजना
साजना साजना
आ सजन आ भी जा आ भी जा सजन आ भी जा
आ सजन आ भी जा आ भी जा सजन आ भी जा
मैं दूर तुझसे हुआ ही नहीं
हर पल मैं ज़िंदा तेरी याद है
जिस दिन दोबारा मिले हम तो हो
ख़त्म दरमियाँ फ़रियाद है
कि तुम तक आते आते
राह रुक जाते जाते
मौसमों में छुपती बारिशें
मुकम्मल दूरी दूरी ये मजबूरी बूरी
मेरी टूटी ख़्वाहिशें
कब तलक आओगे आओगे कह दो
किस गली में मिल पाओगे साजना
कब तलक आओगे आओगे कह दो
किस गली में मिल पाओगे साजना
साजना साजना
आ सजन आ भी जा आ भी जा सजन आ भी जा
आ सजन आ भी जा आ भी जा सजन आ भी जा
Waqt bhi guzarta nahi raat bhi madhosh hai
Aur zubaan tak aake bhi baat yeh khamosh hai
Kab talak aaoge aaoge keh do
Kis gali mein mil paaoge saajna
Kab talak aaoge aaoge keh do
Kis gali mein mil paaoge saajna
Saajna saajna
Aa sajan aa bhi ja aa bhi ja sajan aa bhi ja
Aa sajan aa bhi ja aa bhi ja sajan aa bhi ja
Main duur tujhse hua hi nahi
Har pal main zinda teri yaad hai
Jis din dobaara miley hum toh ho
Khatam darmiyaan fariyaad hai
Ki tum tak aate aate
Raah ruk jaate jaate
Mausamon mein chhupti baarishein
Muqammal doori doori yeh majboori boori
Meri tooti khawaishein
Kab talak aaoge aaoge keh do
Kis gali mein mil paaoge saajna
Kab talak aaoge aaoge keh do
Kis gali mein mil paaoge saajna
Saajna saajna
Aa sajan aa bhi ja aa bhi ja sajan aa bhi ja
Aa sajan aa bhi ja aa bhi ja sajan aa bhi ja
If you enjoyed Kab Talak lyrics in Hindi, please share it with your friends and family. We work hard to get you the latest updates.
Kab Talak is a song from Happy Music. It is sung by Arko, Soumee Sailesh. The lyrics are written by Arko. The music direction is by Arko. The song was released in 2026.
Kab Talak is sung by Arko, Soumee Sailesh.
The lyrics are written by Arko.
It is from Happy Music.
You can watch the official music video of Kab Talak on YouTube via the video player on this page.
Notice an error in these credits? Report a correction.
Editorial policy · Report a lyric correction · Rights & takedown