Keh Rahi Hai Raat Andheri ( कह रही हैं रात अंधेरी ) lyrics in Hindi. Sung by Talat Mahmood. Lyrics by Noor Lakhnavi. Music by Vasant Desai. From Hyderabad Ki Nazneen.
| Movie | Hyderabad Ki Nazneen |
| Singers | Talat Mahmood |
| Music Director | Vasant Desai |
| Lyricist | Noor Lakhnavi |
| Cast | Nigar Sultana, Mahar Desai, Durga Khote, Murad |
| Music Label | Saregama |
कह रही हैं रात अंधेरी
ये जहाँ कुछ भी नहीं
चाँद सूरज और
ज़मीन ओ आसमान कुछ भी नहीं
कह रही हैं रात अंधेरी
जिनके महलों मैं सदा
बजती रहीं शहनाइयाँ
जिनके महलों मैं सदा
बजती रहीं शहनाइयाँ
खाक़ के कुछ ढेर हैं
बाकी निशान कुछ भी नहीं
कह रही हैं रात अंधेरी
जिनके गुस्से की सदा से
काँपने लगते ठे दिल
आज हैं खामोश ऐसे
आज हैं खामोश ऐसे
ज्यूँ रहा कुछ भी नहीं
कह रही हैं रात अंधेरी
कुछ यहाँ के वास्ते कर
कुछ वहाँ के वास्ते
इम्तिहान ही इम्तिहान हैं
और यहाँ कुछ भी नहीं
कह रही हैं रात अंधेरी
ये जहाँ कुछ भी नहीं.
Keh rahi hai raat andheri
Ye jahan kuchh bhi nahin
Chaand sooraj aur
Zameen o aasmaan kuchh bhi nahin
Kah rahi hai raat andheri
Jinke mehlon mein sadaa
Bajti rahin shehnaayiyaan
Jinke mehlon mein sadaa
Bajti rahin shehnaayiyaan
Khaaq ke kuchh dher hain
Baaki nishaan kuch bhi nahin
Keh rahi hai raat andheri
Jinke gusse ki sadaa se
Kaanpne lagte thhe dil
Aaj hain khaamosh aise
Aaj hain khaamosh aise
Jyun raha kuchh bhi nahin
Keh rahi hai raat andheri
Kuchh yahaan ke waaste kar
Kuchh wahaan ke waaste
Imtihaan hi imtihaan hai
Aur yahaan kuchh bhi nahin
Keh rahi hai raat andheri
Ye jahan kuchh bhi nahin.
If you enjoyed Keh Rahi Hai Raat Andheri lyrics in Hindi, please share it with your friends and family. We work hard to get you the latest updates.
Keh Rahi Hai Raat Andheri is a song from Hyderabad Ki Nazneen. It is sung by Talat Mahmood. The lyrics are written by Noor Lakhnavi. The music direction is by Vasant Desai.
Keh Rahi Hai Raat Andheri is sung by Talat Mahmood.
The lyrics are written by Noor Lakhnavi.
It is from Hyderabad Ki Nazneen.
You can watch the official music video of Keh Rahi Hai Raat Andheri on YouTube via the video player on this page.
Notice an error in these credits? Report a correction.
Editorial policy · Report a lyric correction · Rights & takedown