Kehta Hai Yeh Safar ( कहता हैं यह सफर ) lyrics in Hindi. Sung by Kumar Sanu. Lyrics by Javed Akhtar. Music by Jatin Pandit, Lalit Pandit. From Bada Din.
| Movie | Bada Din |
| Singers | Kumar Sanu |
| Music Director | Jatin Pandit, Lalit Pandit |
| Lyricist | Javed Akhtar |
| Cast | Marc Robinson, Shabana Azmi, Tara Deshpande |
| Music Label | Saregama |
कहता हैं यह सफर
कहती हैं रहगुजर
कहता हैं यह सफर
कहती हैं रहगुजर
जमाने भर के घाम लिए
उम्मीद दिल मैं कम लिए
जमाने भर के घाम लिए
उम्मीद दिल मैं कम लिए
तुम चले हो कहा
कहता हैं यह सफर
कहती हैं रहगुजर
जमाने भर के घाम लिए
उम्मीद दिल मैं कम लिए
जमाने भर के घाम लिए
उम्मीद दिल मैं कम लिए
तुम चले हो कहा
कहता हैं यह सफर
कहती हैं रहगुजर
देखु जहा जौ जहा
मिल जायेगी वाहा
हर चीजा की दुकान
सिर्फ कही मिलता नहीं ज़ज़्बात का निशाहल्का सा भी निशा बेगाने लोग हैं
अनजाने लोग हैं
तमाम शहर मैं
कही मिलेगा प्यार ही नहीं
तमाम शहर मैं
कही मिलेगा प्यार ही नहीं
तुम चले हो कहा
कहता हैं यह सफर
कहती हैं रहगुजर
दुनिया मैं तुम कब से हो
घूम किस रह ध चले
आकाश के तले चलते रहे
चलते रहे कम ना हुये
मंजिल के फसले, ऐसे हैं फसले
रहो की ठोकर कहती हैं क्या करे
खुला कोई भी दर नहीं
किसी के दिल मैं घर नहीं
खुला कोई भी दर नहीं
किसी के दिल मैं घर नहीं
तुम चले हो कहा
कहता हैं यह सफर
कहती हैं रहगुजर.
Kehta hai yeh safar
Kehti hai rehguzar
Kehta hai yeh safar
Kehti hai rehguzar
Jamane bhar ke gham liye
Umeed dil mein kam liye
Jamane bhar ke gham liye
Umeed dil mein kam liye
Tum chale ho kaha
Kehta hai yeh safar
Kehti hai rehguzar
Jamane bhar ke gham liye
Umeed dil mein kam liye
Jamane bhar ke gham liye
Umeed dil mein kam liye
Tum chale ho kaha
Kehta hai yeh safar
Kehti hai rehguzar
Dekhu jaha jau jaha
Mil jayeghi waha
Har cheeza ki dukan
Sirf kahi milata nahi zazbat ka nishaHalka sa bhi nisha begane log hain
Anjane log hain
Tamam shehar mein
Kahi milega pyar hi nahi
Tamam shehar mein
Kahi milega pyar hi nahi
Tum chale ho kaha
Kehta hai yeh safar
Kehti hai rehguzar
Duniya mein tum kab se ho
Ghum kis rah the chale
Aakash ke tale chalte rahe
Chalte rahe kam naa huye
Manzil ke fasale, aise hain fasale
Raho ki thokar kehti hai kya kare
Khula koyi bhi dar nahi
Kisi ke dil mein ghar nahi
Khula koyi bhi dar nahi
Kisi ke dil mein ghar nahi
Tum chale ho kaha
Kehta hai yeh safar
Kehti hai rehguzar.
If you enjoyed Kehta Hai Yeh Safar lyrics in Hindi, please share it with your friends and family. We work hard to get you the latest updates.
Kehta Hai Yeh Safar is a song from Bada Din. It is sung by Kumar Sanu. The lyrics are written by Javed Akhtar. The music direction is by Jatin Pandit, Lalit Pandit.
Kehta Hai Yeh Safar is sung by Kumar Sanu.
The lyrics are written by Javed Akhtar.
It is from Bada Din.
You can watch the official music video of Kehta Hai Yeh Safar on YouTube via the video player on this page.
Notice an error in these credits? Report a correction.
Editorial policy · Report a lyric correction · Rights & takedown