Kisi Ke Thukra Kar ( किसी के ठुकरा कर ) lyrics in Hindi. Sung by Lata Mangeshkar. Lyrics by Rajendra Krishan. Music by Madan Mohan Kohli. From Pocket Maar.
| Movie | Pocket Maar |
| Singers | Lata Mangeshkar |
| Music Director | Madan Mohan Kohli |
| Lyricist | Rajendra Krishan |
| Cast | Dev Anand, Geeta Bali |
| Music Label | Shemaroo |
किसी के ठुकराकर अरमान
ना जाओ बेदर्दी नादान
ये मौसम रोज़ नहीं आता
ये मौसम रोज़ नहीं आता
अरे अनजान नहीं आसन
बहारों के ऐसे समन
ये मौसम रोज़ नहीं आता
ये मौसम रोज़ नहीं आता
शमा तक आकर परवाने
कहाँ जाता हैं दीवाने
शमा तक आकर परवाने
कहाँ जाता हैं दीवाने
यूँही क्यों होता हैं हैरान
नज़ाकत मौके की पहचान
ये मौसम रोज़ नहीं आता
ये मौसम रोज़ नहीं आता
किसी के ठुकरा कर अरमान
ना जाओ बेदर्दी नादान्ये मौसम रोज़ नहीं आता
ये मौसम रोज़ नहीं आता
सदा इक बात नहीं होती
हसीन हर रात नहीं होती
सदा इक बात नहीं होती
हसीन हर रात नहीं होती
भरोसा क्या घटाओं का
सदा बरसात नहीं होती
सदा बरसात नहीं होती
ये रूट हैं दो दिन की मेहमान
ना होगी कल कोयल की तान
ये मौसम रोज़ नहीं आता
ये मौसम रोज़ नहीं आता
किसी के ठुकरा कर अरमान
ना जाओ बेदर्दी नादान
ये मौसम रोज़ नहीं आता
ये मौसम रोज़ नहीं आता.
Kisi ke thukraakar armaan
Na jaao bedardi nadaan
Ye mausam roz nahin aata
Ye mausam roz nahin aata
Arre anjaan nahin aasan
Bahaaron ke aise samaan
Ye mausam roz nahin aata
Ye mausam roz nahin aata
Shamaa tak aakar parwaane
Kahaan jaata hai deewaane
Shamaa tak aakar parwaane
Kahaan jaata hai deewaane
Yoonhi kyun hota hai hairaan
Nazaakat mauke ki pahchaan
Ye mausam roz nahin aata
Ye mausam roz nahin aata
Kisi ke thukraa kar armaan
Na jaao bedardi nadaanYe mausam roz nahin aata
Ye mausam roz nahin aata
Sada ik baat nahin hoti
Haseen har raat nahin hoti
Sada ik baat nahin hoti
Haseen har raat nahin hoti
Bharosa kya ghataaon ka
Sada barsaat nahin hoti
Sada barsaat nahin hoti
Ye rut hai do din ki mehmaan
Na hogi kal koyal ki taan
Ye mausam roz nahin aata
Ye mausam roz nahin aata
Kisi ke thukraa kar armaan
Na jaao bedardi nadaan
Ye mausam roz nahin aata
Ye mausam roz nahin aata.
If you enjoyed Kisi Ke Thukra Kar lyrics in Hindi, please share it with your friends and family. We work hard to get you the latest updates.
Kisi Ke Thukra Kar is a song from Pocket Maar. It is sung by Lata Mangeshkar. The lyrics are written by Rajendra Krishan. The music direction is by Madan Mohan Kohli.
Kisi Ke Thukra Kar is sung by Lata Mangeshkar.
The lyrics are written by Rajendra Krishan.
It is from Pocket Maar.
You can watch the official music video of Kisi Ke Thukra Kar on YouTube via the video player on this page.
Notice an error in these credits? Report a correction.
Editorial policy · Report a lyric correction · Rights & takedown