Kismat Ki Chaabi Lyrics in Hindi (क़िस्मत की चाबी) – Abhinav Shekhar, Raja Kumari

क़िस्मत की चाबी Kismat Ki Chaabi Song Lyrics in Hindi

Kismat Ki Chaabi ( क़िस्मत की चाबी ) lyrics in Hindi. Sung by Abhinav Shekhar, Raja Kumari. Lyrics by Abhinav Shekhar. Music by Abhinav Shekhar. From Rahu Ketu.

Movie Rahu Ketu
Singers Abhinav Shekhar, Raja Kumari
Music Director Abhinav Shekhar
Lyricist Abhinav Shekhar
Music Label Zee Music Company

Kismat Ki Chaabi lyrics in Hindi


तनिया बुद्धि ना बप्पा पागल है
अतरंगी किस्से में
सब खो गए हैं

पेपर पे लगा के थूक
गए सब फूँक
लगी फिर भूख
पड़े सब टूट ऐसे
लंगर हो जैसे
अंदर का कुत्ता
बंदर के जैसे

करतब दिखाए
बिना हिचकिचाए
फुल टू नचाए
सब होश उड़ाए
लालच बढ़ाए
सबकी जलाए
और सारे बोले
क़िस्मत की खाए

अरे राहु हो या केतु हो
मैं तो दोनों पे भारी हूँ
ये दुनिया मेरी सर्कस है
और मैं इसकी मदारी हूँ

अरे राहु हो या केतु हो
मैं तो दोनों पे भारी हूँ
ये दुनिया मेरी सर्कस है
और मैं इसकी मदारी हूँ

ग्रह ख़राब बिल्ली काटे रास्ता
कर्मा बोले मैं तो पहले से मस्त था
कसूरी मेथी लेके ढूँढते जमूरे
कहाँ कुंडली में बैठा शनि बाँध के बस्ता

डायरी के क़िस्से
मेरे हिस्से हिंडीट्रैक्स
लिखूँ मैं क़िस्मत
जड़ी-बूटी घिस के

नशा है बढ़ता
आँखें गुलाबी
पास मेरे
क़िस्मत की चाबी

अरे राहु हो या केतु हो
मैं तो दोनों पे भारी हूँ
ये दुनिया मेरी सर्कस है
और मैं इसकी मदारी हूँ

अरे राहु हो या केतु हो
मैं तो दोनों पे भारी हूँ
ये दुनिया मेरी सर्कस है
और मैं इसकी मदारी हूँ

बस कांड कराए नादानी
और साँस बढ़ाए बेताबी
जहाँ जंग लगी ताले में फिर
लग जाए क़िस्मत की चाबी

बस कांड कराए नादानी
और साँस बढ़ाए बेताबी
जहाँ जंग लगी ताले में फिर
लग जाए क़िस्मत की चाबी


Kismat Ki Chaabi Music Video


Also check Kismat Ki Chaabi lyrics in following languages:

Bengali Telugu Tamil Gujarati Kannada Odia Malayalam Punjabi Assamese Urdu

Kismat Ki Chaabi lyrics in English


Taniya buddhi na bappa pagal hai
Atrangi kisse mein
Sab kho gaye hain

Paper pe laga ke thook
Gaye sab phook
Lagi phir bhook
Pade sab tut aise
Langgar ho jaise
Andar ka kuttta
Bandar ke jaise

Kartab dikhaye
Bina hichkichaye
Full too nachaye
Sab hosh udaye
Laalach badhaye
Sabki jalaye
Aur saare bole
Kismat ki khaye

Are rahu ho ya ketu ho
Main toh dono pe bhaari hoon
Yeh duniya meri circus hai
Aur main iski madaari hoon

Are rahu ho ya ketu ho
Main toh dono pe bhaari hoon
Yeh duniya meri circus hai
Aur main iski madaari hoon

Grah kharab billi kaate rasta
Karma bole main toh pehle se mast tha
Kasoori methi leke dhoondhte jamure
Kahan kundali mein baitha shani bandh ke basta

Diary ke kisse
Mere hisse hinditracks
Likhu main kismat
Jadi buti ghiss ke

Nasha hai badhta
Aankhein gulabi
Paas mere
Kismat ki chaabi

Are rahu ho ya ketu ho
Main toh dono pe bhaari hoon
Yeh duniya meri circus hai
Aur main iski madaari hoon

Are rahu ho ya ketu ho
Main toh dono pe bhaari hoon
Yeh duniya meri circus hai
Aur main iski madaari hoon



Bas kaand karaye nadaani
Aur saans badhaye betaabi
Jaha jang lagi taale mein phir
Lag jaye kismat ki chaabi

Bas kaand karaye nadaani
Aur saans badhaye betaabi
Jaha jang lagi taale mein phir
Lag jaye kismat ki chaabi

If you enjoyed Kismat Ki Chaabi lyrics in Hindi, please share it with your friends and family. We work hard to get you the latest updates.

About Kismat Ki Chaabi

Kismat Ki Chaabi is a song from Rahu Ketu. It is sung by Abhinav Shekhar, Raja Kumari. The lyrics are written by Abhinav Shekhar. The music direction is by Abhinav Shekhar. The song was released in 2026.

Frequently Asked Questions

Who is the singer of Kismat Ki Chaabi?

Kismat Ki Chaabi is sung by Abhinav Shekhar, Raja Kumari.

Who wrote the lyrics of Kismat Ki Chaabi?

The lyrics are written by Abhinav Shekhar.

Which movie or album is Kismat Ki Chaabi from?

It is from Rahu Ketu.

Where can I watch the official video of Kismat Ki Chaabi?

You can watch the official music video of Kismat Ki Chaabi on YouTube via the video player on this page.

Notice an error in these credits? Report a correction.

Editorial policy · Report a lyric correction · Rights & takedown