Main Hoon Shab ( में हूँ शब ) lyrics in Hindi. Sung by Mohit Chauhan. Lyrics by Jalees Sherwani, Shabbir Ahmed. Music by Sajjad Ali, Wajid Ali. From Tezz 2012.
| Movie | Tezz 2012 |
| Singers | Mohit Chauhan |
| Music Director | Sajjad Ali, Wajid Ali |
| Lyricist | Jalees Sherwani, Shabbir Ahmed |
| Cast | Anil Kapoor, Ajay Devgn, Boman Irani, Kangana Ranaut |
| Music Label | T-Series |
में हूँ शब तू हैं सुबह
इश्क़ मैं तू हैं जहाँ
में हूँ लाभ तू हैं दुआ
में ज़मीन तू आसमान
तुम मिले मिल गये दो जहाँ
दरमियाँ फ़ासला ना रहा
तेरह साये मैं तेरह साये मैं
मेरी उमर कट जाये सनम
तेरह साये मैं तेरह साये मैं
मेरी उमर कट जाये सनम
तेरी बाहों मैं तेरी राहों मैं
तेरी बाहों मैं तेरी राहों मैं
मेरी उमर कट जाये सनम
तेरह साये मैं तेरह साये मैं
मेरी उमर कट जाये सनम
क्यों आज भीगी
भीगी चाँदनी हैं
चेहरे पे चाँद
जैसी रोशीनी हैं
हू क्यों आज भीगी
भीगी चाँदनी हैं
चेहरे पे चाँद
जैसी रोशीनी हैं
कदमों मैं बीच
गया आसमान भी
तू रुबुरु हैं कुछ
भी ना कमी हैं
तुम मिले मिल गये
तुम मिले मिल गये दो जहाँ
दरमियाँ फ़ासला ना रहा
तेरह साये मैं तेरह साये मैं
मेरी उमर कट जाये सनम
तेरह साये मैं तेरह साये मैं
मेरी उमर कट जाये सनम
ख्वाबों मैं
डूबे दोनों साहिलों के
रास्ते नज़र तोह
आये मंज़िलों के
हू ख्वाबों मैं
डूबे दोनों साहिलों के
रास्ते नज़र तोह
आये मंज़िलों के
हस्रत रही ना अब
तोह कोई बाकी
पूरे हुए हैं
अरमान दो दिलों के
तुम मिले मिल गये
तुम मिले मिल गये दो जहाँ
दरमियाँ फ़ासला ना रहा
तेरह साये मैं तेरह साये मैं
मेरी उमर कट जाये सनम
तेरह साये मैं तेरह साये मैं
मेरी उमर कट जाये सनम
तेरी बाहों मैं तेरी राहों मैं
तेरी बाहों मैं तेरी राहों मैं
मेरी उमर कट जाये सनम
तेरह साये मैं तेरह साये मैं
मेरी उमर कट जाये सनम.
Main hoon shab tu hai subah
Ishq mein tu hai jahaan
Main hoon labh tu hai dua
Main zameen tu aasmaan
Tum mile mil gaye do jahaan
Darmiyaan faasla na raha
Tere saaye mein tere saaye mein
Meri umar katt jaaye sanam
Tere saaye mein tere saaye mein
Meri umar katt jaaye sanam
Teri baahon mein teri raahon mein
Teri baahon mein teri raahon mein
Meri umar katt jaaye sanam
Tere saaye mein tere saaye mein
Meri umar katt jaaye sanam
Kyun aaj bheegi
Bheegi chaandni hai
Chehre pe chaand
Jaisi roshini hai
Hoo kyun aaj bheegi
Bheegi chaandni hai
Chehre pe chaand
Jaisi roshini hai
Kadmon mein bich
Gaya aasmaan bhi
Tu ruburu hai kuch
Bhi na kami hai
Tum mile mil gaye
Tum mile mil gaye do jahaan
Darmiyaan faasla na raha
Tere saaye mein tere saaye mein
Meri umar katt jaaye sanam
Tere saaye mein tere saaye mein
Meri umar katt jaaye sanam
Khwaabon mein
Doobe dono sahilon ke
Raste nazar toh
Aaye manzilon ke
Hoo khwaabon mein
Doobe dono sahilon ke
Raste nazar toh
Aaye manzilon ke
Hasrat rahi na ab
Toh koi baaki
Poore hue hain
Armaan do dilon ke
Tum mile mil gaye
Tum mile mil gaye do jahan
Darmiyaan faasla na raha
Tere saaye mein tere saaye mein
Meri umar katt jaaye sanam
Tere saaye mein tere saaye mein
Meri umar katt jaaye sanam
Teri baahon mein teri raahon mein
Teri baahon mein teri raahon mein
Meri umar katt jaaye sanam
Tere saaye mein tere saaye mein
Meri umar katt jaaye sanam.
If you enjoyed Main Hoon Shab lyrics in Hindi, please share it with your friends and family. We work hard to get you the latest updates.
Main Hoon Shab is a song from Tezz 2012. It is sung by Mohit Chauhan. The lyrics are written by Jalees Sherwani, Shabbir Ahmed. The music direction is by Sajjad Ali, Wajid Ali. The song was released in 2012.
Main Hoon Shab is sung by Mohit Chauhan.
The lyrics are written by Jalees Sherwani, Shabbir Ahmed.
It is from Tezz 2012.
You can watch the official music video of Main Hoon Shab on YouTube via the video player on this page.
Notice an error in these credits? Report a correction.
Editorial policy · Report a lyric correction · Rights & takedown