Main Shair Badnaam ( में शायर बदनाम ) lyrics in Hindi. Sung by Kishore Kumar. Lyrics by Anand Bakshi. Music by Rahul Dev Burman. From Namak Haraam 1973.
| Movie | Namak Haraam 1973 |
| Singers | Kishore Kumar |
| Music Director | Rahul Dev Burman |
| Lyricist | Anand Bakshi |
| Cast | Rajesh Khanna, Amitabh Bachchan, Rekha, Simi Garewal, A.K. Hangal, Asrani |
| Music Label | Saregama |
मैं शायर बदनाम
मैं शायर बदनाम हो ओ
मैं चला मैं चला
मेहफ़िल से नाकाम हो ओ
मैं चला मैं चला
मैं शायर बदनाम
मेरे घर से तुमको
कुछ सामन मिलेगा
दीवाने शायर का
एक दीवान मिलेगा
और एक चिज मिलेगी
टूटा खाली जम हो ओ
मैं चला मैं चला
मैं शायर बदनाम
शोलो पे चलना था
कांटो पे सोना ठौर अभी जी भर के
किस्मत पे रोना था
जाने ऐसे कितने
बाकी छोड़ के काम
हो ओ मैं चला मैं चला
मैं शायर बदनाम
रास्ता रोक रही हैं
थोड़ी जान हैं बाकी
जाने टूटे दिल मे क्या
अरमान हैं बाकी
जाने भी दे आए दिल
सबको मेरा सलाम
हो ओ मैं चला मैं चला
मैं शायर बदनाम
हो ओ मैं चला मैं चला
मेहफ़िल से नाकाम हो
ओ मैं चला मैं चला.
Mai shayar badnaam
Mai shayar badnaam ho o
Mai chala mai chala
Mehfil se naakam ho o
Mai chala mai chala
Mai shayar badnaam
Mere ghar se tumko
Kuchh saamaan milega
Divaane shaayar kaa
Ek divaan milega
Aur ek chij milegi
Tuta khaali jam ho o
Mai chala mai chala
Mai shayar badnaam
Sholo pe chalna tha
Kaanto pe sona thaAur abhi ji bhar ke
Kismat pe rona tha
Jaane aise kitne
Baaki chhod ke kaam
Ho o mai chala mai chala
Mai shayar badnaam
Rasta rok rahi hai
Thodi jaan hai baaki
Jaane tute dil me kya
Armaan hai baaki
Jaane bhi de ae dil
Sabko meraa salaam
Ho o mai chala mai chala
Mai shaayar badnaam
Ho o mai chala mai chala
Mehfil se naakaam ho
O mai chala mai chala.
If you enjoyed Main Shair Badnaam lyrics in Hindi, please share it with your friends and family. We work hard to get you the latest updates.
Main Shair Badnaam is a song from Namak Haraam 1973. It is sung by Kishore Kumar. The lyrics are written by Anand Bakshi. The music direction is by Rahul Dev Burman. The song was released in 1973.
Main Shair Badnaam is sung by Kishore Kumar.
The lyrics are written by Anand Bakshi.
It is from Namak Haraam 1973.
You can watch the official music video of Main Shair Badnaam on YouTube via the video player on this page.
Notice an error in these credits? Report a correction.
Editorial policy · Report a lyric correction · Rights & takedown