मन साफ तेरा हैं या नहीं Man Saaf Tera Hai Ya Nahin lyrics in Hindi - Duniya Na Mane | Parshuram

मन साफ तेरा हैं या नहीं Man Saaf Tera Hai Ya Nahin Song Lyrics in Hindi

Man Saaf Tera Hai Ya Nahin (मन साफ तेरा हैं या नहीं) lyrics in Hindi is Sung by Parshuram from Movie Duniya Na Mane. The song's music direction is by Keshav Vaman Bhole (Keshavrao Bhole), and lyrics are written by Munshi Aziz. It casts Shanta Apte, Keshavrao Date, Shakuntala Paranjpye, Raja Nene, Vimala Vashishtha.

Movie Duniya Na Mane 1937
Singers Parshuram
Music Director Keshav Vaman Bhole (Keshavrao Bhole)
Lyricist Munshi Aziz
Cast Shanta Apte, Keshavrao Date, Shakuntala Paranjpye, Raja Nene, Vimala Vashishtha
Music Label Saregama

Man Saaf Tera Hai Ya Nahin lyrics in Hindi


मन साफ तेरा हैं या नहीं
पुछ ले जी से
हाँ पुछ से जी सा
आहा पुछ ले जी से
मन साफ तेरा हैं या नहीं
पुछ ले जी से
फिर जो कुछ भी करना हैं तुझे
कर वो खुशी से
घबरा ना किसी से

शरबत के जो धोखे
मैं तुझे ज़हर पिलाये
शरबत के जो धोखे
मैं तुझे ज़हर पिलाये
रोने पे जो हँसता रहे
हंस हंस के रुलाये
ले जाना जो चाहें तुझे
काँटों की गली से
फिर जो कुछ भी
करना चाहें
कर वो खुशी से
घबरा ना किसी से
मन साफ तेरा हैं या नहीं
पुछ ले जी से
हाँ पूछ से जी सा
आहा पूछ ले जी से

तू लोगों की आँखों
मैं बाला हो तो बाला हो
अच्छी वो बुराई हैजो दुनिया का भला हो
कटता हैं गला
तेरा अगर कुंड छुरी से
फिर जो कुक्ख भी
करना हैं तुझे
कर वो खुशी से
घबरा ना किसी से

आ हा आ जिसका मत तू
ज़िंदा सुबह शाम रहेगा
जिसका मत
ज़िंदा तू सुबह शाम रहेगा
गर तू तो नहीं
तेरा सदा नाम रहेगा
सच्चे नहीं डरते हैं
ज़माने मैं किसी से
सच्चे नहीं डरते हैं
ज़माने मैं किसी से
फिर जो कुछ भी करना हैं तुझे
कर वो खुशी से
घबरा ना किसी से
मन साफ तेरा हैं या नहीं
पुछ ले जी से
हाँ पुछ से जी सा
आहा पुछ ले जी से
मन साफ तेरा हैं या नहीं
पुछ ले जी से
पुछ से जी सा
अरे पुछ ले जी से.


Man Saaf Tera Hai Ya Nahin Music Video


Also check Man Saaf Tera Hai Ya Nahin Lyrics in following languages:


Bengali Telugu Tamil Gujarati Kannada Oriya Malayalam Punjabi Assamese Urdu

Man Saaf Tera Hai Ya Nahin lyrics in English


Man saaf tera hai ya nahin
Puchh le jee se
Haan puchh se jee sa
Aha puchh le jee se
Man saaf tera hai ya nahin
Puchh le jee se
Phir jo kuchh bhi karna hai tujhe
Kar woh khushi se
Ghabra na kisi se

Sharbat ke jo dhokhe
Mein tujhe zehar pilaaye
Sharbat ke jo dhokhe
Mein tujhe zehar pilaaye
Rone pe jo hansta rahe
Hans hans ke rulaaye
Le jaana jo chaahe tujhe
Kaanton ki gali se
Phir jo kuchh bhi
Karna chaahe
Kar wo khushi se
Ghabra na kisi se
Man saaf tera hai ya nahin
Puchh le jee se
Haan pooch se jee sa
Aha pooch le jee se

Tu logon ki aankhon
Mein bala ho to bala ho
Achhi wo buraayi haiJo duniya ka bhala ho
Katata hai gala
Tera agar kund chhuri se
Phir jo kuckh bhi
Karna hai tujhe
Kar wo khushi se
Ghabra na kisi se

Aa haa aa jiska mat tu
Zinda suboh shaam rahega
Jiska mat
Zinda tu suboh shaam rahega
Gar tu to nahin
Tera sada naam rahega
Sachche nahin darte hain
Zamaane mein kisi se
Sachche nahin darte hain
Zamaane mein kisi se
Phir jo kuchh bhi karna hai tujhe
Kar wo khushi se
Ghabra na kisi se
Man saaf tera hai ya nahin
Puchh le jee se
Haan puchh se jee sa
Aha puchh le jee se
Man saaf tera hai ya nahin
Puchh le jee se
Puchh se jee sa
Arre puchh le jee se.

If you enjoyed Man Saaf Tera Hai Ya Nahin lyrics in Hindi, please share it with your friends and family. We work hard to get you the latest updates.

About Man Saaf Tera Hai Ya Nahin

Man Saaf Tera Hai Ya Nahin is a song from Duniya Na Mane 1937. It is sung by Parshuram. The lyrics are written by Munshi Aziz. The music direction is by Keshav Vaman Bhole (Keshavrao Bhole). The song was released in 1937.

Frequently Asked Questions

Who is the singer of Man Saaf Tera Hai Ya Nahin?

Man Saaf Tera Hai Ya Nahin is sung by Parshuram.

Who wrote the lyrics of Man Saaf Tera Hai Ya Nahin?

The lyrics are written by Munshi Aziz.

Which movie or album is Man Saaf Tera Hai Ya Nahin from?

It is from Duniya Na Mane 1937.

Where can I watch the official video of Man Saaf Tera Hai Ya Nahin?

You can watch the official music video of Man Saaf Tera Hai Ya Nahin on YouTube via the video player on this page.

Notice an error in these credits? Report a correction.

Editorial policy · Report a lyric correction · Rights & takedown