Milte Hain Sab Se ( मिलते हैं सब से ) lyrics in Hindi. Sung by Bappi Lahiri. Lyrics by Indeevar (Shyamalal Babu Rai). Music by Bappi Lahiri. From Kehdo Pyar Hai.
| Movie | Kehdo Pyar Hai |
| Singers | Bappi Lahiri |
| Music Director | Bappi Lahiri |
| Lyricist | Indeevar (Shyamalal Babu Rai) |
| Cast | Rakesh Bedi, Bindiya Goswami, Jagdee, Kanwaljit Singh |
| Music Label | Saregama |
मिलते हैं सब से यूँही बात करते हैं
मिलते हैं सब से यूँही बात करते हैं
लेकिन सनम प्यार तो हम आपके ही साथ करते हैं
हाँ हा जी हा हाँ हा जी हा
एक तुम्ही तो चला सकते हो मेरे जीवन की डोरी
एक तुम्ही तो चला सकते हो मेरे जीवन की डोरी
तुम जानो प्यार क्या हैं बाकी सब हैं अनाड़ी
हाँ हा जी हा हाँ हा जी हा
मिलते हैं सब से यूँही बात करते हैं
लेकिन सनम प्यार तो हम आपके ही साथ करते हैं
हाँ हा जी हा हाँ हा जी हा
साँसो मैं संगीर जागा हैं ऐसे
मन को तुमने छुआन हैं
साँसो मैं संगीर जागा हैं ऐसे
मन को तुमने छुआन हैं
तुमसे तो आ हाँ प्यार हमें
पहली नज़र मैं हुआ हैं
हाँ हा जी हा हाँ हा जी हा
मिलते हैं सब से यूँही बात करते हैं
लेकिन सनम प्यार तो हम आपके ही साथ करते हैं
हाँ हा जी हा हाँ हा जी हा
हाँ हा जी हा हाँ हा जी हा.
Milte hain sab se yunhi baat karte hai
Milte hain sab se yunhi baat karte hai
Lekin sanam pyaar to hum aapke hi saath karte hai
Haan haa ji haa haan haa ji haa
Ek tumhi to chala sakte ho mere jeevan ki dori
Ek tumhi to chala sakte ho mere jeevan ki dori
Tum jaano pyaar kyaa hai baaki sab hai anaadi
Haan haa ji haa haan haa ji haa
Milte hain sab se yunhi baat karte hai
Lekin sanam pyaar to hum aapke hi saath karte hai
Haan haa ji haa haan haa ji haa
Saanso mein sangeer jaga hai aise
Mann ko tumne chhuaan hai
Saanso mein sangeer jaga hai aise
Mann ko tumne chhuaan hai
Tumse to aa haan pyaar humein
Pehli nazar mein huaa hai
Haan haa ji haa haan haa ji haa
Milte hain sab se yunhi baat karte hai
Lekin sanam pyaar to hum aapke hi saath karte hai
Haan haa ji haa haan haa ji haa
Haan haa ji haa haan haa ji haa.
If you enjoyed Milte Hain Sab Se lyrics in Hindi, please share it with your friends and family. We work hard to get you the latest updates.
Milte Hain Sab Se is a song from Kehdo Pyar Hai. It is sung by Bappi Lahiri. The lyrics are written by Indeevar (Shyamalal Babu Rai). The music direction is by Bappi Lahiri.
Milte Hain Sab Se is sung by Bappi Lahiri.
The lyrics are written by Indeevar (Shyamalal Babu Rai).
It is from Kehdo Pyar Hai.
You can watch the official music video of Milte Hain Sab Se on YouTube via the video player on this page.
Notice an error in these credits? Report a correction.
Editorial policy · Report a lyric correction · Rights & takedown