Muntazir (मुन्तज़िर) lyrics in Hindi is Sung by Kaifi Khalil. The song's music direction is by Naveed Nashad, and lyrics are written by Qamar Nashad.
| Album | Kaifi Khalil |
| Singers | Kaifi Khalil |
| Music Director | Naveed Nashad |
| Lyricist | Qamar Nashad |
| Music Label | Kaifi Khalil |
क्यों मुझे याद तेरी फिर आई
मोहब्बतें ना माँगे तन्हाई
ऐ बेख़बर तू इस क़दर
यूँ मेरी रूह में बस गया
ये आशिकी कहाँ पे ले आई
कि मेरी आँख फिर से भर आई
दीवाना फिरे दर-बदर
क्यों मुझे ना आए है सब्र
मुन्तज़िर है यार के हैं दीवाने प्यार के
फिर भी तुम को चाहूँ हर दफ़ा
आलम तन्हाई है तेरी याद आई है
उस पे सितम तुम हुए ख़फ़ा
दर्द-ए-जुदाई का ग़म है मिला
इश्क़ ना समझे धोखा पिया
जिस दिल में हो रहता ख़ुदा
मासूम सा दिल तोड़ दिया
मार गई है बेपरवाही
दर्द वो तेरा मेरे साथ है
दीवाना फिरे दर-बदर
क्यों मुझे ना आए सब्र
मुन्तज़िर है यार के हैं दीवाने प्यार के
फिर भी तुम को चाहूँ हर दफ़ा
आलम तन्हाई है तेरी याद आई है
उस पे सितम तुम हुए ख़फ़ा
Kyun mujhe yaad teri phir aayi
Mohabbatein na maange tanhai
Ae be-khabar tu is qadar
Yun meri rooh mein bas gaya
Yeh aashiqui kahan pe le aayi
Ke meri aankh phir se bhar aayi
Deewana phire dar badar
Kyun mujhe na aaye hai sabr
Muntazir hai yaar ke hain deewane pyaar ke
Phir bhi tum ko chahun har dafa
Aalam tanhai hai teri yaad aayi hai
Uss pe sitam tum hue khafa
Dard-e-judai ka gham hai mila
Ishq na samjhe dhoka piya
Jis dil mein ho rehta khuda
Masoom sa dil tod diya
Maar gayi hai be-parwahi
Dard woh tera mere saath hai
Deewana phire dar badar
Kyun mujhe na aaye sabr
Muntazir hai yaar ke hain deewane pyaar ke
Phir bhi tum ko chahun har dafa
Aalam tanhai hai teri yaad aayi hai
Uss pe sitam tum hue khafa
If you enjoyed Muntazir lyrics in Hindi, please share it with your friends and family. We work hard to get you the latest updates.
Muntazir is a song from Kaifi Khalil. It is sung by Kaifi Khalil. The lyrics are written by Qamar Nashad. The music direction is by Naveed Nashad. The song was released in 2026.
Muntazir is sung by Kaifi Khalil.
The lyrics are written by Qamar Nashad.
It is from Kaifi Khalil.
You can watch the official music video of Muntazir on YouTube via the video player on this page.
Notice an error in these credits? Report a correction.
Editorial policy · Report a lyric correction · Rights & takedown