Pehli Baar ( पहली बार ) lyrics in Hindi. Sung by Sonu Nigam, Sunidhi Chauhan. Lyrics by Anand Bakshi. Music by Sandeep Chowta. From Jungle 2000.
| Movie | Jungle 2000 |
| Singers | Sonu Nigam, Sunidhi Chauhan |
| Music Director | Sandeep Chowta |
| Lyricist | Anand Bakshi |
| Cast | Sunil Shetty, Fardeen Khan, Urmila Matondkar, Himanshu Malik |
| Music Label | Universal Music |
पहली बार जो देखा
मुझे तुमसे हुई नफरत
कब कैसे मोहब्बत हो गयी
मुझे तुमसे मोहब्बत हो गयी
दो निगाहें मिलीन
धधकनें बाड्ह गयी
कुछ इशारा हुआ
शरारत हो गयी
मोहब्बत हो गयी
पहली बार जो देखा
मुझे तुमसे हुई नफरत
कब कैसे मोहब्बत हो गयी
हाँ मुझे तुमसे
मोहब्बत हो गयी
रातों को खाबों मैं
कोई भी आता ना था
आके अकेले मैं
ऐसे जगाता ना था
हर जगह हर घरी
बेकरारी बार्ही
छायन जाने लगा यह चाहत
हो गयी मोहब्बत हो गयी
पहली बार जो देखा
मुझे तुमसे हुई नफरत
कब कैसे मोहब्बत हो गयी
हाँ मुझे तुमसेमोहब्बत हो गयी
पहले मेरा हाल
ऐसा ना था जानेमन
ना बेकरारी थी ना था
यह दीवानापन
ना हैं तेरी खाता ना
मुझे हैं पता
जाने कैसे कहाँ
यह हालत हो गयी
मोहब्बत हो गयी
पहली बार जो देखा
मुझे तुमसे हुई नफरत
कब कैसे मोहब्बत हो गयी
हो मुझे तुमसे मोहब्बत हो गयी
दो निगाहें मिलीन
धधकनें बाड्ह गयी
कुछ इशारा हुआ शरारत हो गयी
मोहब्बत हो गयी
पहली बार जो देखा
मुझे तुमसे हुई नफरत
कब कैसे मोहब्बत हो गयी
हाँ मुझे तुमसे मोहब्बत हो गयी
हाँ अब ऐसे मोहब्बत हो गयी
हाँ अब ऐसे मोहब्बत हो गयी
मोहब्बत हो गयी.
Pehli baar jo dekha
Mujhe tumse hui nafrat
Kab kaise mohabbat ho gayi
Mujhe tumse mohabbat ho gayi
Do nigaahein mileen
Dhadhkanein barh gayi
Kuch ishaara hua
Sharaarat ho gayi
Mohabbat ho gayi
Pehli baar jo dekha
Mujhe tumse hui nafrat
Kab kaise mohabbat ho gayi
Haan mujhe tumse
Mohabbat ho gayi
Raaton ko khaabon mein
Koi bhi aata na tha
Aake akele mein
Aise jagaata na tha
Har jagah har gharhi
Bekaraari barhi
Chayn jaane laga yeh chaahat
Ho gayi mohabbat ho gayi
Pehli baar jo dekha
Mujhe tumse hui nafrat
Kab kaise mohabbat ho gayi
Haan mujhe tumseMohabbat ho gayi
Pehle mera haal
Aisa na tha jaaneman
Na bekaraari thi na tha
Yeh deewaanapan
Na hai teri khata na
Mujhe hai pata
Jaane kaise kahan
Yeh haalat ho gayi
Mohabbat ho gayi
Pehli baar jo dekha
Mujhe tumse hui nafrat
Kab kaise mohabbat ho gayi
Ho mujhe tumse mohabbat ho gayi
Do nigaahein mileen
Dhadhkanein barh gayi
Kuch ishaara hua sharaarat ho gayi
Mohabbat ho gayi
Pehli baar jo dekha
Mujhe tumse hui nafrat
Kab kaise mohabbat ho gayi
Haan mujhe tumse mohabbat ho gayi
Haan ab aise mohabbat ho gayi
Haan ab aise mohabbat ho gayi
Mohabbat ho gayi.
If you enjoyed Pehli Baar lyrics in Hindi, please share it with your friends and family. We work hard to get you the latest updates.
Pehli Baar is a song from Jungle 2000. It is sung by Sonu Nigam, Sunidhi Chauhan. The lyrics are written by Anand Bakshi. The music direction is by Sandeep Chowta. The song was released in 2000.
Pehli Baar is sung by Sonu Nigam, Sunidhi Chauhan.
The lyrics are written by Anand Bakshi.
It is from Jungle 2000.
You can watch the official music video of Pehli Baar on YouTube via the video player on this page.
Notice an error in these credits? Report a correction.
Editorial policy · Report a lyric correction · Rights & takedown