उत्तर दक्षिण पूरब पश्चिम Uttar Dakshin Purab Pashchim Lyrics in Hindi
Sitaara Aankhein (सितारा आँखें) lyrics in Hindi is Sung by Udit Narayan from Movie Aur Pyaar Ho Gaya. The song's music direction is by Nusrat Fateh Ali Khan, and lyrics are written by Javed Akhtar. It casts Bobby Deol, Aishwarya Rai, Shammi Kapoor, Anupam Kher.
| Movie | Aur Pyaar Ho Gaya 1997 |
| Singers | Udit Narayan |
| Music Director | Nusrat Fateh Ali Khan |
| Lyricist | Javed Akhtar |
| Cast | Bobby Deol, Aishwarya Rai, Shammi Kapoor, Anupam Kher |
| Music Label | Saregama |
सितारों सी जगमगा रही हैं
तुम्हारी आँखें सितारा आँखें
कभी शरारत कभी मोहब्बत
हर एक पल एक इशारा आँखें
सितारों सी जगमगा रही हैं
तुम्हारी आँखें सितारा आँखें
कभी शरारत कभी मोहब्बत
हर एक पल एक इशारा आँखें
सितारों सी जगमगा रही हैं
तुम्हारी आँखें सितारा आँखें
कभी ये आँखें हैं नीली झीलें
कभी ये आँखें हैं जाम जैसे
कभी ये आँखें हैं नीली झीलें
कभी ये आँखें हैं जाम जैसे
कभी हैं सुबहों सी उजली उजली
कभी नशीली की शाम जैसे
कभी नज़ारों के देखती हैं
कभी हैं खुद एक नज़ारा आँखें
सितारों सी जगमगा रही हैंतुम्हारी आँखें सितारा आँखें
कभी शरारत कभी मोहब्बत
हर एक पल एक इशारा आँखें
सितारों सी जगमगा रही हैं
तुम्हारी आँखें सितारा आँखें
कभी ये आँखें जो मेहरबान
हों तो में ज़ारा सा ये काम कर लूँ
कभी ये आँखें जो मेहरबान
हों तो में ज़ारा सा ये काम कर लूँ
सलाम करने की आरज़ू हैं इधर
जो देखें सलाम कर लूँ
में आँखों आँखों मैं ये भी
कह दूँ ना होंगी ऐसी दुबारा आँखें
सितारों सी जगमगा रही हैं
तुम्हारी आँखें सितारा आँखें
कभी शरारत कभी मोहब्बत
हर एक पल एक इशारा आँखें
सितारों सी जगमगा रही हैं
तुम्हारी आँखें सितारा आँखें.
Sitaron si jagmaga rahi hain
Tumhaari aankhein sitaara aankhein
Kabhi sharaarat kabhi mohabbat
Har ek pal ek ishaara aankhein
Sitaron si jagmaga rahi hain
Tumhaari aankhein sitara aankhein
Kabhi sharaarat kabhi mohabbat
Har ek pal ek ishaara aankhein
Sitaron si jagmaga rahi hain
Tumhaari aankhein sitaara aankhein
Kabhi ye aankhein hain neeli jheelein
Kabhi ye aankhein hain jaam jaise
Kabhi ye aankhein hain neeli jheelein
Kabhi ye aankhein hain jaam jaise
Kabhi hai subahon si ujli ujli
Kabhi nasheeli ki shaam jaise
Kabhi nazaaron ke dekhti hain
Kabhi hain khud ek nazaara aankhein
Sitaron si jagmaga rahi hainTumhaari aankhein sitara aankhein
Kabhi sharaarat kabhi mohabbat
Har ek pal ek ishaara aankhein
Sitaron si jagmaga rahi hain
Tumhaari aankhein sitaara aankhein
Kabhi ye aankhein jo meherbaan
Hon to main zara sa ye kaam kar loon
Kabhi ye aankhein jo meherbaan
Hon to main zara sa ye kaam kar loon
Salaam karne ki aarzoo hai idhar
Jo dekhe salaam kar loon
Main aankhon aankhon mein ye bhi
Keh doon na hongi aisi dubaara aankhein
Sitaron si jagmaga rahi hain
Tumhaari aankhein sitara aankhein
Kabhi sharaarat kabhi mohabbat
Har ek pal ek ishaara aankhein
Sitaron si jagmaga rahi hain
Tumhaari aankhein sitaara aankhein.
If you enjoyed Sitaara Aankhein lyrics in Hindi, please share it with your friends and family. We work hard to get you the latest updates.
Sitaara Aankhein is a song from Aur Pyaar Ho Gaya 1997. It is sung by Udit Narayan. The lyrics are written by Javed Akhtar. The music direction is by Nusrat Fateh Ali Khan. The song was released in 1997.
Sitaara Aankhein is sung by Udit Narayan.
The lyrics are written by Javed Akhtar.
It is from Aur Pyaar Ho Gaya 1997.
You can watch the official music video of Sitaara Aankhein on YouTube via the video player on this page.
Notice an error in these credits? Report a correction.
Editorial policy · Report a lyric correction · Rights & takedown