Suno Sajna Papihe Ne ( सुनो सजना पपीहे ने ) lyrics in Hindi. Sung by Lata Mangeshkar. Lyrics by Anand Bakshi. Music by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). From Aaye Din Bahar Ke 1966.
| Movie | Aaye Din Bahar Ke 1966 |
| Singers | Lata Mangeshkar |
| Music Director | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) |
| Lyricist | Anand Bakshi |
| Cast | Dharmendra, Asha Parekh, Balraj Sahni |
| Music Label | Saregama |
सुनो सजना पपीहे ने
सुनो सजना पपीहे ने
कहा सबसे पुकारके
संभाल जाओ चमन वालों
संभाल जाओ चमन वालों
के आये दिन बहार के
सुनो सजना सुनो सजना
फूलो की डालिया भी
यही गीत गा रही हैं
घड़िया पिया मिलान की
नज़्दीक आ रही हैं
नज़्दीक आ रही हैं
हवाओं ने जो छेड़े हैं
हवाओं ने जो छेड़े हैं
फ़साने हैं वो प्यार के
संभाल जाओ चमन वालों
के आये दिन बहार के
सुनो सजना
सुनो सजना
देखो ना ऐसे देखोमर्ज़ी हैं क्या तुम्हारी
बेचाईन कर ना देना
तुमको कसम हमारी
तुमको कसम हमारी
हमी दुश्मन ना बन जाये
हमी दुश्मन ना बन जाये
कही अपनी करार के
संभाल जाओ चमन वालों
के आये दिन बहार के
सुनो सजना सुनो सजना
बागों में पड़ गये हैं
सावन के मस्त झूले
ऐसा समा जो देखा
राही भी राह बोले
राही भी राह बोले
के जी चाहा यही रख देन
के जी चाहा यही रख देन
उमर सारी गुज़ार के
संभाल जाओ चमन वालों
के आये दिन बहार के
सुनो सजना सुनो सजना.
Suno sajna papihe ne
Suno sajna papihe ne
Kaha sabse pukaarke
Sambhal jaao chaman waalo
Sambhal jaao chaman waalo
Ke aaye din bahaar ke
Suno sajna suno sajna
Phoolo ki daaliya bhi
Yehi geet gaa rahi hai
Ghadiya piya milan ki
Nazdeek aa rahi hai
Nazdeek aa rahi hai
Hawaao ne jo chhede hain
Hawaao ne jo chhede hain
Fasaane hain woh pyaar ke
Sambhal jaao chaman waalo
Ke aaye din bahaar ke
Suno sajna
Suno sajna
Dekho na aise dekhoMarzi hai kya tumhaari
Bechain kar na dena
Tumko kasam hamaari
Tumko kasam hamaari
Hami dushman na ban jaaye
Hami dushman na ban jaaye
Kahi apni qaraar ke
Sambhal jaao chaman waalo
Ke aaye din bahaar ke
Suno sajna suno sajna
Baago main pad gaye hain
Saawan ke mast jhoole
Aisa sama jo dekha
Raahi bhi raah bhoole
Raahi bhi raah bhoole
Ke jee chaaha yahi rakh dein
Ke jee chaaha yahi rakh dein
Umar saari guzaar ke
Sambhal jaao chaman waalo
Ke aaye din bahaar ke
Suno sajna suno sajna.
If you enjoyed Suno Sajna Papihe Ne lyrics in Hindi, please share it with your friends and family. We work hard to get you the latest updates.
Suno Sajna Papihe Ne is a song from Aaye Din Bahar Ke 1966. It is sung by Lata Mangeshkar. The lyrics are written by Anand Bakshi. The music direction is by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). The song was released in 1966.
Suno Sajna Papihe Ne is sung by Lata Mangeshkar.
The lyrics are written by Anand Bakshi.
It is from Aaye Din Bahar Ke 1966.
You can watch the official music video of Suno Sajna Papihe Ne on YouTube via the video player on this page.
Notice an error in these credits? Report a correction.
Editorial policy · Report a lyric correction · Rights & takedown