Teri Aankhon Ne Lyrics in Hindi (तेरी आँखों ने) – Alka Yagnik, Kumar Sanu

तेरी आँखों ने Teri Aankhon Ne Song Lyrics in Hindi

Teri Aankhon Ne ( तेरी आँखों ने ) lyrics in Hindi. Sung by Alka Yagnik, Kumar Sanu. Lyrics by Nawab Arzoo. Music by Anu Malik. From Takkar 1995.

Movie Takkar 1995
Singers Alka Yagnik, Kumar Sanu
Music Director Anu Malik
Lyricist Nawab Arzoo
Cast Suniel Shetty, Naseeruddin Shah, Sonali Bendre, Mohan Joshi, Shafi Inamdar, Archana Puransingh
Music Label Tips

Teri Aankhon Ne lyrics in Hindi


फूल ही फूल खिल उठे आप के आने से
वो जो बादल खिल उठे आप के आने से
फूल ही फूल खिल उठे आप के आने से

तेरी आँखों ने ऐसा कमाल किया हैं
तेरी आँखों ने ऐसा कमाल किया हैं
मुझसे मिल मिल के
मुझसे मिल मिल के मेरा बुरा हाल किया हैं

तेरी आँखों ने ऐसा कमाल किया हैं
तेरी आँखों ने ऐसा कमाल किया हैं
मुझसे मिल मिल के
मुझसे मिल मिल के मेरा बुरा हाल किया हैं

तुमसे मिलने से पहले ये हालत ना थी
रात भर जगने की ये आदत ना थी
मेरे चेहरे की रंगत कहा खो गयी
लोग कहते हैं के में बाँवरी हो गयी
लोग कहते हैं के में बाँवरी हो गयी
प्यार ने मेरा जीना मुहल किया हैं
तेरी आँखों ने ऐसा कमाल किया हैं
मुझसे मिल मिल के
मुझसे मिल मिल के मेरा बुरा हाल किया हैं
फूल ही फूल खिल उठे आप के आने से
वो जो बादल खिल उठे आप के आने से
फूल ही फूल खिल उठे आप के आने से

तेरी चाहत का ऐसा हुआ हैं असर
में जिधर देखु बस तूही आये नज़र
धड़कने दे रही हैं तुझे देखो सदा
खो ना जाना कही मुझसे आये दिलरुबा
खो ना जाना कही मुझसे आये दिलरुबा
मेरे दिल ने ये तुमसे सवाल किया हैं
तेरी आँखों ने ऐसा कमाल किया हैं
मुझसे मिल मिल के
मुझसे मिल मिल के मेरा बुरा हाल किया हैं
तेरी आँखों ने ऐसा कमाल किया हैं
तेरी आँखों ने ऐसा कमाल किया हैं
मुझसे मिल मिल के
मुझसे मिल मिल के मेरा बुरा हाल किया हैं

फूल ही फूल खिल उठे आप के आने से
वो जो बादल खिल उठे आप के आने से
फूल ही फूल खिल उठे आप के आने से
फूल ही फूल खिल उठे आप के आने से.


Teri Aankhon Ne Music Video


Also check Teri Aankhon Ne lyrics in following languages:

Bengali Telugu Tamil Gujarati Kannada Odia Malayalam Punjabi Assamese Urdu

Teri Aankhon Ne lyrics in English


Phool hi phool khil uthe aap ke aane se
Wo jo badal khil uthe aap ke aane se
Phool hi phool khil uthe aap ke aane se

Teri aankhon ne aisa kamaal kiya hai
Teri aankhon ne aisa kamaal kiya hai
Mujhse mil mil ke
Mujhse mil mil ke mera bura haal kiya hai

Teri aankhon ne aisa kamaal kiya hai
Teri aankhon ne aisa kamaal kiya hai
Mujhse mil mil ke
Mujhse mil mil ke mera bura haal kiya hai

Tumse milne se pehle ye haalat na thi
Raat bhar jagne ki ye aadat na thi
Mere chehre ki rangat kaha kho gayi
Log kehte hai ke main bawri ho gayi
Log kehte hai ke main bawri ho gayi
Pyar ne mera jeena muhal kiya hai
Teri aankhon ne aisa kamaal kiya hai
Mujhse mil mil ke
Mujhse mil mil ke mera bura haal kiya hai
Phool hi phool khil uthe aap ke aane se
Wo jo badal khil uthe aap ke aane se
Phool hi phool khil uthe aap ke aane se

Teri chaahat ka aisa hua hai asar
Main jidhar dekhu bas tuhi aaye nazar
Dhadkane de rahi hai tujhe dekho sada
Kho na jana kahi mujhse aye dilruba
Kho na jana kahi mujhse aye dilruba
Mere dil ne ye tumse sawal kiya hai
Teri aankhon ne aisa kamaal kiya hai
Mujhse mil mil ke
Mujhse mil mil ke mera bura haal kiya hai
Teri aankhon ne aisa kamaal kiya hai
Teri aankhon ne aisa kamaal kiya hai
Mujhse mil mil ke
Mujhse mil mil ke mera bura haal kiya hai

Phool hi phool khil uthe aap ke aane se
Wo jo badal khil uthe aap ke aane se
Phool hi phool khil uthe aap ke aane se
Phool hi phool khil uthe aap ke aane se.

If you enjoyed Teri Aankhon Ne lyrics in Hindi, please share it with your friends and family. We work hard to get you the latest updates.

About Teri Aankhon Ne

Teri Aankhon Ne is a song from Takkar 1995. It is sung by Alka Yagnik, Kumar Sanu. The lyrics are written by Nawab Arzoo. The music direction is by Anu Malik. The song was released in 1995.

Frequently Asked Questions

Who is the singer of Teri Aankhon Ne?

Teri Aankhon Ne is sung by Alka Yagnik, Kumar Sanu.

Who wrote the lyrics of Teri Aankhon Ne?

The lyrics are written by Nawab Arzoo.

Which movie or album is Teri Aankhon Ne from?

It is from Takkar 1995.

Where can I watch the official video of Teri Aankhon Ne?

You can watch the official music video of Teri Aankhon Ne on YouTube via the video player on this page.

Notice an error in these credits? Report a correction.

Editorial policy · Report a lyric correction · Rights & takedown