तेरी यादें Teri Yaadein lyrics in Hindi - Zee Music Company | Stebin Ben

तेरी यादें Teri Yaadein Song Lyrics in Hindi

Teri Yaadein (तेरी यादें) lyrics in Hindi is Sung by Stebin Ben. The song's music direction is by Sunny Indar, and lyrics are written by Rakesh Kumar (Kumaar). It casts Stebin Ben, Jasmin Bhasin.

Album Zee Music Company
Singers Stebin Ben
Music Director Sunny Indar
Lyricist Rakesh Kumar (Kumaar)
Cast Stebin Ben, Jasmin Bhasin
Music Label Zee Music Company

Teri Yaadein lyrics in Hindi


दिल लगा करके दिल गवाह बैठा
तुझको अपना मैं बना बैठा

हाँ दिल लगा करके दिल गवाह बैठा
तुझको अपना मैं बना बैठा
दूर रह के भी तेरा हूँ
दूर रह के भी तेरा हूँ

किसी और का
किसी और का होने नहीं देती
तेरी यादें तेरी यादें
मुझे रातों को सोने नहीं देती
तेरी यादें तेरी यादें

मुझे रातों को सोने नहीं देती
तेरी यादें तेरी यादें
मुझे रातों को सोने नहीं देती
तेरी यादें तेरी यादें

तेरा असर है तुझपे नज़र है
तेरा असर है तुझपे नज़र है
तेरी वजह से ही तो
खुद की खबर है

कभी मैं ना रहा तन्हा
एहि कहता है हर लम्हा
दूर रह के भी तेरा हूँ
दूर रह के भी तेरा हूँ

मुझे रातों को
मुझे रातों को सोने नहीं देती
तेरी यादें तेरी यादें
मुझे रातों को सोने नहीं देती
तेरी यादें तेरी यादें

मुझे रातों को सोने नहीं देती
तेरी यादें तेरी यादें
मुझे रातों को सोने नहीं देती
तेरी यादें तेरी यादें

हो मैं देखता हूँ आइना
तू आती है मुझमें नज़र
तेरे साथ है सारी मंज़िलें
तेरे साथ है हर इक सफर

तेरे इश्क़ में हूँ मैं बना
तेरे इश्क़ में हूँ मैं फ़ना
मेरी धड़कनें तू गर सुने
तेरा नाम है लेती

किसी और का
किसी और का होने नहीं देती
तेरी यादें तेरी यादें
मुझे रातों को सोने नहीं देती
तेरी यादें तेरी यादें



मुझे रातों को सोने नहीं देती
तेरी यादें तेरी यादें
मुझे रातों को सोने नहीं देती
तेरी यादें तेरी यादें.


Teri Yaadein Music Video


Also check Teri Yaadein Lyrics in following languages:


Bengali Telugu Tamil Gujarati Kannada Oriya Malayalam Punjabi Assamese Urdu

Teri Yaadein lyrics in English


Dil laga karke dil gawah baitha
Tujhko apna main baana baitha

Haan dil laga karke dil gawah baitha
Tujhko apna main baana baitha
Door reh ke bhi tera hoon
Door reh ke bhi tera hoon

Kisi aur ka
Kisi aur ka hone nahi deti
Teri yaadein teri yaadein
Mujhe raaton ko sone nahi deti
Teri yaadein teri yaadein

Mujhe raaton ko sone nahi deti
Teri yaadein teri yaadein
Mujhe raaton ko sone nahi deti
Teri yaadein teri yaadein

Tera asar hai tujhpe nazaar hai
Tera asar hai tujhpe nazaar hai
Teri wajah se hi toh
Khud ki khabar hai

Kabhi main na raha tanha
Yehi kehta hai har lamha
Door reh ke bhi tera hoon
Door reh ke bhi tera hoon

Mujhe raaton ko
Mujhe raaton ko sone nahi deti
Teri yaadein teri yaadein
Mujhe raaton ko sone nahi deti
Teri yaadein teri yaadein

Mujhe raaton ko sone nahi deti
Teri yaadein teri yaadein
Mujhe raaton ko sone nahi deti
Teri yaadein teri yaadein

Ho main dekhta hoon aaina
Tu aati hai mujhmein nazaar
Tere saath hai sari manzilein
Tere saath hai har ik safar

Tere ishq mein hoon main bana
Tere ishq mein hoon main fana
Meri dhadkanein tu gar sune
Tera naam hai leti

Kisi aur ka
Kisi aur ka hone nahi deti
Teri yaadein teri yaadein
Mujhe raaton ko sone nahi deti
Teri yaadein teri yaadein

Mujhe raaton ko sone nahi deti
Teri yaadein teri yaadein
Mujhe raaton ko sone nahi deti
Teri yaadein teri yaadein.

Check out web Story : Teri Yaadein Web Story.

If you enjoyed Teri Yaadein lyrics in Hindi, please share it with your friends and family. We work hard to get you the latest updates.

About Teri Yaadein

Teri Yaadein is a song from Zee Music Company. It is sung by Stebin Ben. The lyrics are written by Rakesh Kumar (Kumaar). The music direction is by Sunny Indar. The song was released in 2023.

Frequently Asked Questions

Who is the singer of Teri Yaadein?

Teri Yaadein is sung by Stebin Ben.

Who wrote the lyrics of Teri Yaadein?

The lyrics are written by Rakesh Kumar (Kumaar).

Which movie or album is Teri Yaadein from?

It is from Zee Music Company.

Where can I watch the official video of Teri Yaadein?

You can watch the official music video of Teri Yaadein on YouTube via the video player on this page.

Notice an error in these credits? Report a correction.

Editorial policy · Report a lyric correction · Rights & takedown