Aankhon Ki Baat ( आँखों की बात ) lyrics in Hindi. Sung by Pamela Jain, Shaan. Lyrics by Irshad Kamil. Music by Akbar Sami. From Fast Forward 2009.
| Movie | Fast Forward 2009 |
| Singers | Pamela Jain, Shaan |
| Music Director | Akbar Sami |
| Lyricist | Irshad Kamil |
| Cast | Vinod Khanna, Akshay Kapoor, Rehan Khan, Bhavna Pani, Siddhant Karnick, Sabina Sheema |
| Music Label | Sony Music |
आँखों की बात हो
आँखों के साथ हो,
आँखों मैं रात हो फिर
में भी ना सो सकूँ तू भी ना सो सके,
यूँ मुलाकत हो फिर
साँसों मैं चाहतों की
रूट जवान हो
दिल की कहानी आँखों से
बयान हो ओ ओ ओ ओ हो
आँखों की बात हो
आँखों के साथ हो,
आँखों मैं रात हो फिर
जाने क्यों सारी सोचें ही
अब मेरी गयी तुम पे गयी तेहर
सारे का सारा बेगाना सा लगे
अब तोह मुझे शहर
जाने क्यों सारी सोचें ही
अब मेरी गयी तुम पे गयी तेहर
सारे का सारा बेगाना सा लगे
अब तोह मुझे शहर
हो धुंडू में रास्ते
वो तू जहाँ
तेरी दीवानगी की
दात्सान ओ हो हो हो…….
आँखों की बात हो
आँखों के साथ हो,
आँखों मैं रात हो फिर
प्यासी निगाहों से
तुम्हे प्यार से में चूम लू अगर
कोई गिला ना करना
तू हद से में अब जाऊ जो गुजर
प्यासी निगाहों से
तुम्हे प्यार से में चूम लू अगर
कोई गिला ना करना
तू हद से में अब जाऊ जो गुजर
हाँ हँटो पे मीठी मीठी शोखिया
दो तन जले तोह धुवान ही
धुवान ओ हो हो हो….
आँखों की बात हो
आँखों के साथ हो,
आँखों मैं रात हो फिर
में भी ना सो सकूँ
तू भी ना सो सके,
यूँ मुलाकत हो फिर
आ आ आ…साँसों मैं
चाहतों की रूट जवान हो
दिल की कहानी आँखों से
बयान हो ओ ओ ओ ओ हो
आँखों की बात हो
आँखों के साथ हो,
आँखों मैं रात हो फिर
में भी ना सो सकूँ
तू भी ना सो सके
यूँ मुलाकत हो फिर.
Aankhon ki baat ho
Aankhon ke saath ho,
Aankhon mein raat ho phir
Main bhi na so sakun tu bhi na so sake,
Yuun mulaakat ho phir
Saanson mein chaahato ki
Rut jawaan ho
Dil ki kahaani aankhon se
Bayaan ho o o o o ho
Aankhon ki baat ho
Aankhon ke saath ho,
Aankhon mein raat ho phir
Jaane kyun saari soche hi
Abb meri gayi tum pe gayi thehar
Saare ka saara begaana sa lage
Abb toh mujhe shehar
Jaane kyun saari soche hi
Abb meri gayi tum pe gayi thehar
Saare ka saara begaana sa lage
Abb toh mujhe shehar
Ho dhundu main raaste
Woh tu jahaan
Teri deewaanagi ki
Daatsaan o ho ho ho…….
Aankhon ki baat ho
Aankhon ke saath ho,
Aankhon mein raat ho phir
Pyaasi nigaahon se
Tumhe pyaar se main chum lu agar
Koyi gila na karana
Tu had se main abb jaau jo gujar
Pyaasi nigaahon se
Tumhe pyaar se main chum lu agar
Koyi gila na karana
Tu had se main abb jaau jo gujar
Haan hnto pe mithi mithi shokhiya
Do tan jale toh dhuwaan hi
Dhuwaan o ho ho ho….
Aankhon ki baat ho
Aankhon ke saath ho,
Aankhon mein raat ho phir
Main bhi na so sakun
Tu bhi na so sake,
Yuun mulaakat ho phir
Aa aa aa…saanson mein
Chaahato ki rut jawaan ho
Dil ki kahaani aankhon se
Bayaan ho o o o o ho
Aankhon ki baat ho
Aankhon ke saath ho,
Aankhon mein raat ho phir
Main bhi na so sakun
Tu bhi na so sake
Yuun mulaakat ho phir.
If you enjoyed Aankhon Ki Baat lyrics in Hindi, please share it with your friends and family. We work hard to get you the latest updates.
Aankhon Ki Baat is a song from Fast Forward 2009. It is sung by Pamela Jain, Shaan. The lyrics are written by Irshad Kamil. The music direction is by Akbar Sami. The song was released in 2009.
Aankhon Ki Baat is sung by Pamela Jain, Shaan.
The lyrics are written by Irshad Kamil.
It is from Fast Forward 2009.
You can watch the official music video of Aankhon Ki Baat on YouTube via the video player on this page.
Notice an error in these credits? Report a correction.
Editorial policy · Report a lyric correction · Rights & takedown