बरखा रानी ज़ारा जम के बरसो Barkha Rani Zara Jam Ke Barso Lyrics in Hindi
?>
Ambua Ke Ped Suhane (अम्बुआ के पेड़ सुहाने) lyrics in Hindi is Sung by Surinder Kaur from Movie Sabak. The song's music direction is by A.R. Qureshi, and lyrics are written by Deena Nath Madhok (D. N. Madhok). It casts Karan Dewan, Munawar Sultana, Om Parkash, Cuckoo.
Movie | Sabak |
Singers | Surinder Kaur |
Music Director | A.R. Qureshi |
Lyricist | Deena Nath Madhok (D. N. Madhok) |
Cast | Karan Dewan, Munawar Sultana, Om Parkash, Cuckoo |
Music Label | Saregama |
अम्बुआ के पेड़ सुहाने क्या कहे
क्या कहे मोसे कौन जाने
अम्बुआ के पेड़ सुहाने क्या कहे
क्या कहे मोसे कौन जाने
अम्बुआ के पेड़ झूमें
मस्त हवाओं मैं
अम्बुआ के पेड़ झूमें
मस्त हवाओं मैं
तोहे पुकारें री आजा
हो ओ ओ आजा
ठंडी ठंडी छाओं मैं
तोहे पुकारें री आजा
हो ओ ओ आजा
ठंडी ठंडी छाओं मैं
कर ले मोहब्बत किसी बहाने
कर ले मोहब्बत किसी बहाने
क्या कहे क्या कहे
मोसे कौन जाने
अम्बुआ के पेड़ सुहाने
क्या कहे क्या कहमोसे कौन जाने
गया बचपना आयी जवानी
लेकर आयी सौ अरमान
गया बचपना आयी जवानी
लेकर आयी सौ अरमान
निकल के रहेंगे सब अरमान
धीरज धार लो मेरी जान
निकल के रहेंगे सब अरमान
धीरज धार लो मेरी जान
नैना तिहारे री
गोरी हो ओ ओ हो गोरी
लगे मुस्काने
नैना तिहारे री गोरी हो ओ ओ
हो गोरी लगे मुस्काने
दिल का पपीहा भी लगा गाने
दिल का पपीहा भी लगा गाने
क्या कहे क्या कहे
मोसे कौन जाने
अम्बुआ के पेड़ सुहाने क्या कहे
क्या कहे मोसे कौन जाने.
Ambua ke ped suhane kya kahe
Kya kahe mose kaun jaane
Ambua ke ped suhane kya kahe
Kya kahe mose kaun jaane
Ambua ke ped jhoomen
Mast hawaaon mein
Ambua ke ped jhoomen
Mast hawaaon mein
Tohe pukaaren ree aaja
Ho o o aaja
Thandi thandi chhaaon mein
Tohe pukaaren ree aaja
Ho o o aaja
Thandi thandi chhaaon mein
Kar le mohabbat kisi bahaane
Kar le mohabbat kisi bahaane
Kya kahe kya kahe
Mose kaun jaane
Ambua ke ped suhane
Kya kahe kya kaheMose kaun jaane
Gaya bachpana aayi jawaani
Lekar aayi sau armaan
Gayaa bachpanaa aayi jawaani
Lekar aayi sau armaan
Nikal ke rahenge sab armaan
Dheeraj dhar lo meri jaan
Nikal ke rahenge sab armaan
Dheeraj dhar lo meri jaan
Nainaa tihaare ree
Gori ho o o ho gori
Lage muskaane
Nainaa tihaare ree gori ho o o
Ho gori lage muskaane
Dil ka papeeha bhi laga gaane
Dil ka papeeha bhi laga gaane
Kya kahe kya kahe
Mose kaun jaane
Ambua ke ped suhane kya kahe
Kya kahe mose kaun jaane.
If you enjoyed Ambua Ke Ped Suhane lyrics in Hindi, please share it with your friends and family. We work hard to get you the latest updates.