Published · Updated
Bheegi Bheegi Raaton Mein ( भीगी भीगी रातों में ) lyrics in Hindi. Sung by Mika Singh, Sneha Shankar. Lyrics by Anand Bakshi. Music by Mika Singh. From Saregama Music.
| Album | Saregama Music |
| Singers | Mika Singh, Sneha Shankar |
| Music Director | Mika Singh |
| Lyricist | Anand Bakshi |
| Music Label | Saregama Music |
भीगी-भीगी रातों में
मीठी-मीठी बातों में
हो भीगी-भीगी रातों में
मीठी-मीठी बातों में
ऐसी बरसातों में कैसा लगता है
ऐसा लगता है तुम बनके बादल
मेरे बदन को भीगो के मुझे
छेड़ रहे हो छेड़ रहे हो
ऐसा लगता है तुम बनके बादल
मेरे बदन को भीगो के मुझे
छेड़ रहे हो छेड़ रहे हो
छेड़ रहे हो छेड़ रहे हो
हो बरखा से बचा लूँ तुझे सीने से लगा लूँ
आ छुपा लूँ आ छुपा लूँ
बरखा से बचा लूँ तुझे सीने से लगा लूँ
आ छुपा लूँ आ छुपा लूँ
दिल ने पुकारा देखो रुत का इशारा देखो
उफ़ ये नज़ारा देखो कैसा लगता है
ऐसा लगता है कुछ हो जाएगा
मस्त पवन के यह झोके सैयां
देख रहे हो देख रहे हो
ऐसा लगता है कुछ हो जाएगा
मस्त पवन के यह झोके सैयां
देख रहे हो देख रहे हो
देख रहे हो देख रहे हो
तेरे बिना तेरे बिना
लागे नहीं मोरा जिया
सजनी तेरे बिना लागे नहीं मेरा जिया
ओ पगली
Bheegi bheegi raaton mein
Meethi meethi baaton mein
Ha bheegi bheegi raaton mein
Meethi meethi baaton mein
Aisi barsaat mein kaisa lagta hai
Aisa lagta hai tu banke badal
Mere badan ko bhigo ke mujhe
Chher rahe ho chher rahe ho
Aisa lagta hai tu banke badal
Mere badan ko bhigo ke mujhe
Chher rahe ho chher rahe ho
Chher rahe ho chher rahe ho
Ho barkha se bacha lu tujhe
Seene se laga lu aa chhupa lu
Aa chhupa lu
Ho barkha se bacha lu tujhe
Seene se laga lu aa chhupa lu
Aa chhupa lu
Ha dil ne pukara dekho
Rut ka ishara dekho
Uff yeh nazara dekho
Kaisa lagta hai
Aisa lagta hai kuch ho jayega
Mast pawan ke yeh jhoke saiya
Dekh rahe ho dekh rahe ho
Aisa lagta hai kuch ho jayega
Mast pawan ke yeh jhoke saiya
Dekh rahe ho dekh rahe ho
Dekh rahe ho dekh rahe ho
Tere bina tere bina
Lage nahi mora jiya
Sajni tere bina lage nahi mera jiya
O pagli
If you enjoyed Bheegi Bheegi Raaton Mein lyrics in Hindi, please share it with your friends and family. We work hard to get you the latest updates.
Bheegi Bheegi Raaton Mein is a song from Saregama Music. It is sung by Mika Singh, Sneha Shankar. The lyrics are written by Anand Bakshi. The music direction is by Mika Singh.
Bheegi Bheegi Raaton Mein is sung by Mika Singh, Sneha Shankar.
The lyrics are written by Anand Bakshi.
It is from Saregama Music.
You can watch the official music video of Bheegi Bheegi Raaton Mein on YouTube via the video player on this page.
Notice an error in these credits? Report a correction.
Editorial policy · Report a lyric correction · Rights & takedown