Bhool Bhulaiyya ( भूल भुलैया ) lyrics in Hindi. Sung by Anuradha Paudwal, Pankaj Udhas. Lyrics by Sardar Anjum. Music by Jagdish Khanna, Uttam Singh. From Gawahi.
| Movie | Gawahi |
| Singers | Anuradha Paudwal, Pankaj Udhas |
| Music Director | Jagdish Khanna, Uttam Singh |
| Lyricist | Sardar Anjum |
| Cast | Shekhar Kapur, Zeenat Aman, Ashutosh Gowariker |
| Music Label | T-Series |
भूल भुलैया सा यह जीवन
और हम तुम अनजान
भूल भुलैया सा यह जीवन
और हम तुम अनजान
भूल भुलैया सा यह जीवन
और हम तुम अनजान
खोज रहे हैं एक दूजे मैं
जन्मो की पहचान
भूल भुलैया सा यह जीवन
और हम तुम अनजान
भूल भुलैया सा यह जीवन
और हम तुम अनजान
एक रास्ते को दूजा रास्ता
मिल के बन जाये मंजिल
तूफ़ानों के लाख भंवर हो
ना कोई डूबे साहिल
ना कोई डूबे साहिल
साथ चले तो हो जाती हैं
हर मुश्किल आसन
भूल भुलैया सा यह जीवन
और हम तुम अनजान
भूल भुलैया सा यह जीवन
और हम तुम अनजान
सजन वो की भटकन दिल को
तड़प तड़प तड़पाएडो रूहें जो एक हो जाये
स्वर्ग वही बन जाये
स्वर्ग वही बन जाये
जिस्मो की इस कैड मैं
पूरे होते हैं अरमान
भूल भुलैया सा यह जीवन
और हम तुम अनजान
भूल भुलैया सा यह जीवन
और हम तुम अनजान
दो तकदीरे रब लिखता हैं
एक तकदीर अधूरी
जनम का साथी साथ ना हो तो
जीना हैं मजबूरी
जीना हैं मजबूरी
इसी लिए तो ये दिलवाले
दे दे ते हैं जान
भूल भुलैया सा यह जीवन
और हम तुम अनजान
भूल भुलैया सा यह जीवन
और हम तुम अनजान
खोज रहे हैं एक दूजे मैं
जन्मो की पहचान
भूल भुलैया सा यह जीवन
और हम तुम अनजान
भूल भुलैया सा यह जीवन
और हम तुम अनजान.
Bhool bhulaiya sa yeh jeevan
Aur hum tum anjaan
Bhool bhulaiya sa yeh jeevan
Aur hum tum anjaan
Bhool bhulaiya sa yeh jeevan
Aur hum tum anjaan
Khoj rahe hai ek duje mein
Janmo ki pehchan
Bhool bhulaiya sa yeh jeevan
Aur hum tum anjaan
Bhool bhulaiya sa yeh jeevan
Aur hum tum anjaan
Ek raste ko dujha rasta
Mil ke ban jaye manzil
Toofano ke lakh bhanvar ho
Na koi dube saahil
Na koi dube saahil
Saath chale to ho jati hain
Har mushkil aasan
Bhool bhulaiya sa yeh jeevan
Aur hum tum anjaan
Bhool bhulaiya sa yeh jeevan
Aur hum tum anjaan
Sajan wo ki bhatkan dil ko
Tadap tadap tadpayeDo ruhe jo ek ho jaye
Swarg wahi ban jaye
Swarg wahi ban jaye
Jismo ki is kaid mein
Pure hote hai armaan
Bhool bhulaiya sa yeh jeevan
Aur hum tum anjaan
Bhool bhulaiya sa yeh jeevan
Aur hum tum anjaan
Do takdeere rab likhta hai
Ek takdeer adhuri
Janam ka saathi saath na ho to
Jeena hain majboori
Jeena hain majboori
Isi liye to ye dilwale
De de te hain jaan
Bhool bhulaiya sa yeh jeevan
Aur hum tum anjaan
Bhool bhulaiya sa yeh jeevan
Aur hum tum anjaan
Khoj rahe hain ek duje mein
Janmo ki pehchan
Bhool bhulaiya sa yeh jeevan
Aur hum tum anjaan
Bhool bhulaiya sa yeh jeevan
Aur hum tum anjaan.
If you enjoyed Bhool Bhulaiyya lyrics in Hindi, please share it with your friends and family. We work hard to get you the latest updates.
Bhool Bhulaiyya is a song from Gawahi. It is sung by Anuradha Paudwal, Pankaj Udhas. The lyrics are written by Sardar Anjum. The music direction is by Jagdish Khanna, Uttam Singh.
Bhool Bhulaiyya is sung by Anuradha Paudwal, Pankaj Udhas.
The lyrics are written by Sardar Anjum.
It is from Gawahi.
You can watch the official music video of Bhool Bhulaiyya on YouTube via the video player on this page.
Notice an error in these credits? Report a correction.
Editorial policy · Report a lyric correction · Rights & takedown