Chhup Chhup Rona Seekha ( छुप छुप रोना सीखा ) lyrics in Hindi. Sung by Lata Mangeshkar, Zohrabai Ambalewali. Lyrics by Mulkraj Bhakri. Music by Bhagatram Batish, Husnlal Batish. From Sawan Bhadon.
| Movie | Sawan Bhadon |
| Singers | Lata Mangeshkar, Zohrabai Ambalewali |
| Music Director | Bhagatram Batish, Husnlal Batish |
| Lyricist | Mulkraj Bhakri |
| Cast | Munawar Sultana, Omprakash, Indu, Raj Adeeb |
| Music Label | Saregama |
कलेजा तम लो
अब दिल जले फरियाद करते हैं
के जिसने दर्द दिया हैं
उसी को याद करते हैं
छुप छुप रोना सीखा
छुप छुप रोना सीखा
तेरह संग
नैन मिला के नैन मिला के
छुप छुप रोना सीखा
छुप छुप रोना सीखा
तेरह संग नैन मिला के
नैन मिला के, हो हो
आजा घर बाबू आजा
आजा घर बाबू आजा
बैठ्ही हूँ में
नैन बिछा के नैन बिछा के
छुप छुप रोना सीखा
छुप छुप रोना सीखा
तेरह संग नैन मिला के
नैन मिला के
इश्क़ जुदाई तेरी
दूजे ये रात अंधेरी
जिया ना लागे मेरा
आँख ना लागे मेरी
इश्क़ जुदाई तेरी
दूजे ये रात अंधेरीजिया ना लागे मेरा
आँख ना लागे मेरी
हो हो, आजा घर बाबू आजा
आजा घर बाबू आजा
बैठ्ही हूँ में
नैन बिछा के नैन बिछा के
छुप छुप रोना सीखा
छुप छुप रोना सीखा
तेरह संग नैन मिला के
नैन मिला के
ये दिन दुनिया मेरी
अंधेर बना दे
कैसे हैं उजाला
दिल ख़ाक जला के
हाँ, दिल मेरे ये करते हैं
अब तेरह ही ख़यालों मैं
और रात गुज़रती हैं
मेरी आँसू बहा के
छुप छुप रोना सीखा
छुप छुप रोना सीखा
तेरह संग
नैन मिला के नैन मिला के
छुप छुप रोना सीखा
छुप छुप रोना सीखा
तेरह संग नैन मिला के
नैन मिला के.
Kalejaa tham lo
Ab dil jale fariyaad karte hain
Ke jisne dard diyaa hai
Usi ko yaad karte hain
Chhup chhup rona seekha
Chhup chhup rona seekha
Tere sang
Nain mila ke nain mila ke
Chhup chhup rona seekha
Chhup chhup rona seekha
Tere sang nain mila ke
Nain milaa ke, ho ho
Aajaa ghar babu aajaa
Aajaa ghar babu aajaa
Baithhi hoon main
Nain bichha ke nain bichha ke
Chhup chhup rona seekha
Chhup chhup rona seekha
Tere sang nain mila ke
Nain milaa ke
Ishq judaayi teri
Dooje ye raat andheri
Jiyaa na laage mera
Aankh na laage meri
Ishq judaayi teri
Dooje ye raat andheriJiyaa na laage mera
Aankh na laage meri
Ho ho, aajaa ghar babu aajaa
Aajaa ghar babu aajaa
Baithhi hoon main
Nain bichha ke nain bichha ke
Chhup chhup rona seekha
Chhup chhup rona seekha
Tere sang nain mila ke
Nain mila ke
Ye din duniya meri
Andher banaa de
Kaise hai ujaalaa
Dil khak jalaa ke
Haan, dil mere ye karte hain
Ab tere hi khayaalon mein
Aur raat guzarti hai
Meri aansoo bahaa ke
Chhup chhup rona seekha
Chhup chhup rona seekha
Tere sang
Nain mila ke nain milaa ke
Chhup chhup rona seekha
Chhup chhup rona seekha
Tere sang nain mila ke
Nain mila ke.
If you enjoyed Chhup Chhup Rona Seekha lyrics in Hindi, please share it with your friends and family. We work hard to get you the latest updates.
Chhup Chhup Rona Seekha is a song from Sawan Bhadon. It is sung by Lata Mangeshkar, Zohrabai Ambalewali. The lyrics are written by Mulkraj Bhakri. The music direction is by Bhagatram Batish, Husnlal Batish.
Chhup Chhup Rona Seekha is sung by Lata Mangeshkar, Zohrabai Ambalewali.
The lyrics are written by Mulkraj Bhakri.
It is from Sawan Bhadon.
You can watch the official music video of Chhup Chhup Rona Seekha on YouTube via the video player on this page.
Notice an error in these credits? Report a correction.
Editorial policy · Report a lyric correction · Rights & takedown