Dil Lagaane Mein ( दिल लगाने मैं ) lyrics in Hindi. Sung by Khursheed Bano. Lyrics by Shams Lakhnavi. Music by Khemchand Prakash. From Shahenshah Babar.
| Movie | Shahenshah Babar |
| Singers | Khursheed Bano |
| Music Director | Khemchand Prakash |
| Lyricist | Shams Lakhnavi |
| Cast | Sheikh Mukhtar, Khursheed, Sushil, Kumar, Majid, Agha, Yakub Negendra, Laddan, Anwari |
| Music Label | Saregama |
दिल लगाने मैं कुछ मज़ा ही नहीं
दिल लगाने मैं कुछ मज़ा ही नहीं
इस ज़माने मैं
इस ज़माने मैं जब वफ़ा ही नहीं
दिल लगाने मैं कुछ मज़ा ही नहीं
दिल जलो का वो हल क्या जाने
दिल जलो का वो हल क्या जाने
जिसका दिल खुद कभी जला ही नहीं
जिसका दिल खुद कभी जला ही नहीं
इस ज़माने मैं
इस ज़माने मैं जब वफ़ा ही नहीं
दिल लगाने मैं कुछ मज़ा ही नहीं
क्यू मितेने को आँधिया उठी
क्यू मितेने को आँधिया उठी
आशियाना अभी बना ही नहीं
आशियाना अभी बना ही नहीं
इस ज़माने मैं
इस ज़माने मैं जब वफ़ा ही नहीं
दिल लगाने मैं कुछ मज़ा ही नहीं
फासलें गुल आयी भी चली भी गयी
फासलें गुल आयी भी चली भी गयी
गुमचा यह आरज़ू खिला ही नहीं
गुमचा यह आरज़ू खिला ही नहीं
दिल लगाने मैं कुछ मज़ा ही नहीं.
Dil lagaane mein kuch maza hi nahi
Dil lagaane mein kuch maza hi nahi
Is zamane mein
Is zamane mein jab wafa hi nahi
Dil lagaane mein kuch maza hi nahi
Dil jalo ka wo hal kya jaane
Dil jalo ka wo hal kya jaane
Jiska dil khud kabhi jala hi nahi
Jiska dil khud kabhi jala hi nahi
Is zamane mein
Is zamane mein jab wafa hi nahi
Dil lagaane mein kuch maza hi nahi
Kyu meetane ko aandhiya uthi
Kyu meetane ko aandhiya uthi
Aashiyana abhi bana hi nahi
Aashiyana abhi bana hi nahi
Is zamane mein
Is zamane mein jab wafa hi nahi
Dil lagaane mein kuch maza hi nahi
Fasle gul aayi bhi chali bhi gayi
Fasle gul aayi bhi chali bhi gayi
Gumcha yeh aarzoo khila hi nahi
Gumcha yeh aarzoo khila hi nahi
Dil lagaane mein kuch maza hi nahi.
If you enjoyed Dil Lagaane Mein lyrics in Hindi, please share it with your friends and family. We work hard to get you the latest updates.
Dil Lagaane Mein is a song from Shahenshah Babar. It is sung by Khursheed Bano. The lyrics are written by Shams Lakhnavi. The music direction is by Khemchand Prakash.
Dil Lagaane Mein is sung by Khursheed Bano.
The lyrics are written by Shams Lakhnavi.
It is from Shahenshah Babar.
You can watch the official music video of Dil Lagaane Mein on YouTube via the video player on this page.
Notice an error in these credits? Report a correction.
Editorial policy · Report a lyric correction · Rights & takedown