?>

दुनिया मैं जीने का Duniya Mein Jeene Ka lyrics in Hindi - Kishore Kumar, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)

Duniya Mein Jeene Ka (दुनिया मैं जीने का) lyrics in Hindi is Sung by Kishore Kumar, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) from Movie Naukri. The song's music direction is by Rahul Dev Burman, and lyrics are written by Anand Bakshi. It casts Rajesh Khanna, Zaheera, Raj Kapoor.

Movie Naukri 1978
Singers Kishore Kumar, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Music Director Rahul Dev Burman
Lyricist Anand Bakshi
Cast Rajesh Khanna, Zaheera, Raj Kapoor
Music Label Shemaroo

Duniya Mein Jeene Ka lyrics in Hindi


दुनिया मैं जीने का मुझे शोक था
खाने और पीन का मुझे शोक था

दुनिया मैं जीने का मुझे शोक था
खाने और पीन का मुझे शोक था

मरना भला किसको मंज़ूर था
लेकिन में ए दोस्त मजबूर था

गोरी हुकूमत थी काले गुलाम
खत छोड़के बादशाहों के नाम

में खुदकाशी कर गया
में इस तरह मार गया

में खुदकाशी कर गया
में इस तरह मार गया

कमजोर था अब में मजबूत हू
तब आदमी था में अब भूट हू

सब घर से चलते ध झंडे लिए
गिरते सम्भलते से  झंडे लिए

उफ़ देश भागतो की वो टोलिया
सीने पे जिनके लगी गोलिया

में मोट से दर गयामें इस तरह मार गया

वो साये गुलामी से भी हैं बुरी
कहती हैं दुनिया जैसे मुफ़ली सी

घर मे जरूरत की चीजे ना थी
पतलूने थी तो कमीजे ना थी

हर फ़र्ज़ हर कर्ज़ को छोड़ कर
दरिया पे में आ गया धौड़ कर

दुनिया से दिल भर गया
में डूब कर मार गया

दुनिया से दिल भर गया
में डूब कर मार गया

इस घाम से छती मेरी फट गयी
ये तंग भी जंग मे कट गयी

मां का बहुत ही दुलारा था में
भाई बहन का भी प्यारा था में

पर पेट भरते नहीं प्यार से
निकला में कुछ लेने बाज़ार से

तो वापस ना में घर गया
में डूब कर मार गया.


Duniya Mein Jeene Ka Music Video


Also check Duniya Mein Jeene Ka Lyrics in following languages:


Bengali Telugu Tamil Gujarati Kannada Oriya Malayalam Punjabi Assamese Urdu

Duniya Mein Jeene Ka lyrics in English


Dunia mein jeene ka mujhe shok tha
Khane or pine ka mujhe shok tha

Dunia mein jeene ka mujhe shok tha
Khane or pine ka mujhe shok tha

Marna bhala kisko manzur tha
Lekin main e dost majbur tha

Gori hukumat thi kale gulam
khat chhodke badshaho ke naam

Main khudkashi kar gaya
Main is tarah mar gaya

Main khudkashi kar gaya
Main is tarah mar gaya

Kamjor tha ab main majbut hu
Tab aadami tha main ab bhut hu

Sab ghar se chalte the jhande liye
Girte sambhalte se  jhande liye

Uff desh bhagto ki wo toliya
Sine pe jinke lagi goliya

Main moat se dar gayaMain is tarah mar gaya

Wo saye gulami se bhi hai buri
Kehti hai dunia jise mufali si

Ghar me jarurat ki cheeze na thi
Patlune thi to kamije na thi

Har farz har karz ko chhod kar
Dariya pe main aa gaya dhoud kar

Dunia se dil bhar gaya
Main dub kar mar gaya

Dunia se dil bhar gaya
Main dub kar mar gaya

Is gham se chhati meri fat gayi
Ye tang bhi jung me kat gayi

Maa ka bahut hi dulara tha main
Bhai behan ka bhi pyara tha main

Par pet bharte nahi pyar se
Nikala main kuchh lene bazar se

To vapas na main ghar gaya
Main dub kar mar gaya.

If you enjoyed Duniya Mein Jeene Ka lyrics in Hindi, please share it with your friends and family. We work hard to get you the latest updates.

Download App

Download Our App

Listen to the top collection of Hindi Old Songs in ALL LANGUAGES. Download NOW