Ek Kali Naazo Ki ( एक कली नाज़ो की ) lyrics in Hindi. Sung by Shamshad Begum. Lyrics by Wali Sahab. Music by Ghulam Haider. From Khazanchi.
| Movie | Khazanchi |
| Singers | Shamshad Begum |
| Music Director | Ghulam Haider |
| Lyricist | Wali Sahab |
| Cast | M. Ismail, Ramala Devi, S.D. Narang, Manorama, Durga Mota, Jankidas, Ajmal, Pran |
| Music Label | Columbia Records |
एक कली नाज़ो की पाली
एक कली नाज़ो की पाली
रहती थी सदा गुलज़ारों मैं
एक कली नाज़ो की पाली
एक कली नाज़ो की पाली
रहती थी सदा गुलज़ारों मैं
चर्चा था उसके यौवन का
चर्चा था उसके यौवन का
नील आकाश के तारों मैं
चर्चा था उसके यौवन का
चर्चा था उसके यौवन का
नील आकाश के तारों मैं
इक दिन खेल रही थी हंस हंस के
हा हा हा हा
इक दिन खेल रही थी हंस हंस
राग बरागे फूलो मैं
इक दिन खेल रही थी हंस हंस
राग बरागे फूलो मैं
झूल रही थी झूला डाले
पुष्पलता के झूलो मैंझूल रही थी झूला डाले
पुष्पलता के झूलो मैं
इतने मैं इक भँवरे ने
उस कली से नैन मिलाये
इतने मैं इक भँवरे ने
उस कली से नैन मिलाये
नैनो की भाषा मैं जाने
क्या क्या भेद बताये
नैनो की भाषा मैं जाने
क्या क्या भेद बताये
कली जो हंस कर फूल बनी
तब भँवरा आ गया पास
कली जो हंस कर फूल बनी
तब भँवरा आ गया पास
छीन भर मैं फिर चीन लिया
सब राग रूप और बआस
छीन भर मैं फिर चीन लिया
सब राग रूप और बआस
छीन भर मैं फिर चीन लिया
सब राग रूप और बआस.
Ek kali naazo ki pali
Ek kali naazo ki pali
Rehti thi sada gulzaro mein
Ek kali naazo ki pali
Ek kali naazo ki pali
Rehti thi sada gulzaro mein
Charcha tha uske yauvan ka
Charcha tha uske yauvan ka
Nile aakash ke taaro mein
Charcha tha uske yauvan ka
Charcha tha uske yauvan ka
Nile aakash ke taaro mein
Ik din khel rahi thi hans hans ke
Ha ha ha ha
Ik din khel rahi thi hans hans
Rag barage phoolo mein
Ik din khel rahi thi hans hans
Rag barage phoolo mein
Jhool rahi thi jhoola dale
Pushpalata ke jhoolo meinJhool rahi thi jhoola dale
Pushpalata ke jhoolo mein
Itne mein ik bhanware ne
Us kali se nain milaye
Itne mein ik bhanware ne
Us kali se nain milaye
Naino ki bhasha mein jaane
Kya kya bhed bataye
Naino ki bhasha mein jaane
Kya kya bhed bataye
Kali jo hans kar phool bani
Tab bhanwara aa gaya paas
Kali jo hans kar phool bani
Tab bhanwara aa gaya paas
Chhin bhar mein phir chin liya
Sab rag roop aur baas
Chhin bhar mein phir chin liya
Sab rag roop aur baas
Chhin bhar mein phir chin liya
Sab rag roop aur baas.
If you enjoyed Ek Kali Naazo Ki lyrics in Hindi, please share it with your friends and family. We work hard to get you the latest updates.
Ek Kali Naazo Ki is a song from Khazanchi. It is sung by Shamshad Begum. The lyrics are written by Wali Sahab. The music direction is by Ghulam Haider.
Ek Kali Naazo Ki is sung by Shamshad Begum.
The lyrics are written by Wali Sahab.
It is from Khazanchi.
You can watch the official music video of Ek Kali Naazo Ki on YouTube via the video player on this page.
Notice an error in these credits? Report a correction.
Editorial policy · Report a lyric correction · Rights & takedown