?>
Jagi Huyi Fizayen (जगी हुई फ़िज़ाएं) lyrics in Hindi is Sung by Asha Bhosle, Udit Narayan from Movie Aur Pyaar Ho Gaya. The song's music direction is by Nusrat Fateh Ali Khan, and lyrics are written by Javed Akhtar. It casts Bobby Deol, Aishwarya Rai, Shammi Kapoor, Anupam Kher.
Movie | Aur Pyaar Ho Gaya 1997 |
Singers | Asha Bhosle, Udit Narayan |
Music Director | Nusrat Fateh Ali Khan |
Lyricist | Javed Akhtar |
Cast | Bobby Deol, Aishwarya Rai, Shammi Kapoor, Anupam Kher |
Music Label | Saregama |
आगी हुई फ़िज़ाएं हैं
तेरह लिए मेरे लिए
गाती हुई हवाएं हैं
तेरह लिए मेरे लिए
फूलों मैं ताजगी सी हैं
राहों मैं रोशनी सी हैं
दिन मैं भी चाँदनी सी हैं
मेरे सनम
तेरह लिए मेरे लिए
जागी हुई फ़िज़ाएं हैं
तेरह लिए मेरे लिए
गाती हुई हवाएं हैं
तेरह लिए मेरे लिए
फूलों मैं ताजगी सी हैं
राहों मैं रोशनी सी हैं
दिन मैं भी चाँदनी सी हैं
मेरे सनम
तेरह लिए मेरे लिए
जागी हुई फ़िज़ाएं हैं
तेरह लिए मेरे लिए
गाती हुई हवाएं हैं तेरह लिए
लायी हैं कैसी खुशी
तेरह मेरे पहले पहले
प्यार मैं खोयी खोयी ज़िंदगी
लायी हैं कैसी खुशी
तेरह मेरे पहले पहले
प्यार मैं खोयी खोयी ज़िंदगी
कब ऐसा था समा कब थी ये दिलकशी
कलियों की चुनारी ढाल्की हैं
लहरों से मस्ती छल्की हैं
सपनों की दुनिया झलकी हैं
मेरे सनम
तेरह लिए मेरे लिए
जागी हुई फ़िज़ाएं हैं
तेरह लिए मेरे लिए
गाती हुई हवाएं हैं तेरह लिए
आ…ऊ…
सुनते हैं ये वादियाँ
धीरे धीरे हौले हौले
कहते हैं दो दिल दास्तान
सुनते हैं ये वादियाँ
धीरे धीरे हौले हौले
कहते हैं दो दिल दास्तान
हैं जैसे तम गया
मौसम का करवाँ
भँवरे जो गुनगुनाते हैं
झोंके सो संसनाते
कुछ तार झाँझनाते हैं
मेरे सनम
तेरह लिए मेरे लिए
जागी हुई फ़िज़ाएं हैं
तेरह लिए मेरे लिए
गाती हुई हवाएं हैं
तेरह लिए मेरे लिए
फूलों मैं ताजगी सी हैं
राहों मैं रोशनी सी हैं
दिन मैं भी चाँदनी सी हैं
मेरे सनम
तेरह लिए मेरे लिए
जागी हुई फ़िज़ाएं हैं
तेरह लिए मेरे लिए
गाती हुई हवाएं हैं
तेरह लिए.
Aagi hui fizayein hain
Tere liye mere liye
Gaati hui hawayein hain
Tere liye mere liye
Phoolon mein taazgi si hai
Raahon mein roshani si hai
Din mein bhi chaandni si hai
Mere sanam
Tere liye mere liye
Jaagi hui fizayein hain
Tere liye mere liye
Gaati hui hawayein hain
Tere liye mere liye
Phoolon mein taazgi si hai
Raahon mein roshani si hai
Din mein bhi chaandni si hai
Mere sanam
Tere liye mere liye
Jaagi hui fizayein hain
Tere liye mere liye
Gaati hui hawayein hain tere liye
Laayi hai kaisi khushi
Tere mere pehle pehle
Pyaar mein khoyi khoyi zindagi
Laayi hai kaisi khushi
Tere mere pehle pehle
Pyaar mein khoyi khoyi zindagi
Kab aisa tha samaa kab thi ye dilkashi
Kaliyon ki chunari dhalki hai
Lehron se masti chhalki hai
Sapnon ki duniya jhalki hai
Mere sanam
Tere liye mere liye
Jaagi hui fizayein hain
Tere liye mere liye
Gaati hui hawayein hain tere liye
Aa…ooo…
Sunte hain ye vaadiyaan
Dheere dheere haule haule
Kehte hain do dil daastaan
Sunte hain ye vaadiyaan
Dheere dheere haule haule
Kehte hain do dil daastaan
Hai jaise tham gaya
Mausam ka karvaan
Bhanvre jo gungunaate hain
Jhonke so sansanaate
Kuchh taar jhanjhanaate hain
Mere sanam
Tere liye mere liye
Jaagi hui fizayein hain
Tere liye mere liye
Gaati hui hawayein hain
Tere liye mere liye
Phoolon mein taazgi si hai
Raahon mein roshani si hai
Din mein bhi chaandni si hai
Mere sanam
Tere liye mere liye
Jaagi hui fizayein hain
Tere liye mere liye
Gaati hui hawayein hain
Tere liye.
If you enjoyed Jagi Huyi Fizayen lyrics in Hindi, please share it with your friends and family. We work hard to get you the latest updates.