कहो आके बहार करे Kaho Aake Bahaar Kare lyrics in Hindi - Asha Bhosle, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

कहो आके बहार करे Kaho Aake Bahaar Kare Song Lyrics in Hindi

Kaho Aake Bahaar Kare (कहो आके बहार करे) lyrics in Hindi is Sung by Asha Bhosle, Mukesh Chand Mathur (Mukesh) from Movie Chalis Din. The song's music direction is by Babul Bose, and lyrics are written by Kaifi Azmi. It casts null.

Movie Chalis Din 1959
Singers Asha Bhosle, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Music Director Babul Bose
Lyricist Kaifi Azmi
Cast null
Music Label Saregama

Kaho Aake Bahaar Kare lyrics in Hindi


हो हो हो हो हो
कहो आके बहार
करे मेरा सिंगार
मुझे प्यार मिला
हो दिलदार मिला
हो हो हो हो हो
चुनून फूल हज़ार
हो करूँ तुझपे निसार
मुझे प्यार मिला
हो दिलदार मिला

आँखों मैं खुशी नाचे
होठों पे हंसी गाये
कह दो हमें दुनिया से
चुपके से गुज़र जाये
सुनो दिल की पुकार
कहे दिल बार बार
मुझे प्यार मिला
हो दिलदार मिला
आ हा हा
चुनून फूल हज़ार
हो करूँ तुझपे निसार
मुझे प्यार मिला
हो दिलदार मिला

ये मस्त फज़ा दिल को
दीवाना बनाती हाइये मस्त फज़ा दिल को
दीवाना बनाती हैं
एक शोख नज़र तेरी
सौ भेद बताती हैं
तुम्हीं मेरा करार
तुम्हीं मेरा निखार
मुझे प्यार मिला
ओ दिलदार मिला
आ आ आ आ आ
कहो आके बहार
करे मेरा सिंगार
मुझे प्यार मिला
हो दिलदार मिला हाय

बेदर्द ज़माने को
हम प्यार सिखा देंगे
दिल खो ही चुके पहले
अब जान भी गंवा देंगे
ये हैं ऐसा खुमार
नहीं जिसका उतार
मुझे प्यार मिला
ओ दिलदार मिला
हो हो हो हो हो
कहो आके बहार
करे मेरा सिंगार
मुझे प्यार मिला
हो दिलदार मिला हो हो हो.


Kaho Aake Bahaar Kare Music Video


Also check Kaho Aake Bahaar Kare Lyrics in following languages:


Bengali Telugu Tamil Gujarati Kannada Oriya Malayalam Punjabi Assamese Urdu

Kaho Aake Bahaar Kare lyrics in English


Ho ho ho ho ho
Kaho aake bahaar
Kare meraa singaar
Mujhe pyaar milaa
Ho dildaar milaa
Ho ho ho ho ho
Chunoon phool hazaar
Ho karoon tujhpe nisaar
Mujhe pyaar milaa
Ho dildaar milaa

Aankhon mein khushi naache
Hothon pe hansi gaaye
Keh do hamen duniyaa se
Chupke se guzar jaaye
Suno dil ki pukaar
Kahe dil baar baar
Mujhe pyaar milaa
Ho dildaar milaa
Aa haa haa
Chunoon phool hazaar
Ho karoon tujhpe nisaar
Mujhe pyaar milaa
Ho dildaar milaa

Ye mast fazaa dil ko
Deewaanaa banaati haiYe mast fazaa dil ko
Deewaanaa banaati hai
Ek shokh nazar teri
Sau bhed bataati hai
Tumhin meraa qaraar
Tumhin meraa nikhaar
Mujhe pyaar milaa
O dildaar milaa
Aa aa aa aa aa
Kaho aake bahaar
Kare meraa singaar
Mujhe pyaar milaa
Ho dildaar milaa haay

Bedard zamaane ko
Ham pyaar sikhaa denge
Dil kho hi chuke pehle
Ab jaan bhi ganwaa denge
Ye hai aisaa khumaar
Nahin jiskaa utaar
Mujhe pyaar milaa
O dildaar milaa
Ho ho ho ho ho
Kaho aake bahaar
Kare meraa singaar
Mujhe pyaar milaa
Ho dildaar milaa ho ho ho.

If you enjoyed Kaho Aake Bahaar Kare lyrics in Hindi, please share it with your friends and family. We work hard to get you the latest updates.

About Kaho Aake Bahaar Kare

Kaho Aake Bahaar Kare is a song from Chalis Din 1959. It is sung by Asha Bhosle, Mukesh Chand Mathur (Mukesh). The lyrics are written by Kaifi Azmi. The music direction is by Babul Bose. The song was released in 1959.

Frequently Asked Questions

Who is the singer of Kaho Aake Bahaar Kare?

Kaho Aake Bahaar Kare is sung by Asha Bhosle, Mukesh Chand Mathur (Mukesh).

Who wrote the lyrics of Kaho Aake Bahaar Kare?

The lyrics are written by Kaifi Azmi.

Which movie or album is Kaho Aake Bahaar Kare from?

It is from Chalis Din 1959.

Where can I watch the official video of Kaho Aake Bahaar Kare?

You can watch the official music video of Kaho Aake Bahaar Kare on YouTube via the video player on this page.

Notice an error in these credits? Report a correction.

Editorial policy · Report a lyric correction · Rights & takedown