Le Le Rab Ka Naam Lyrics in Hindi (ले ले रब का नाम) – Mohammed Rafi

ले ले रब का नाम Le Le Rab Ka Naam Song Lyrics in Hindi

Le Le Rab Ka Naam ( ले ले रब का नाम ) lyrics in Hindi. Sung by Mohammed Rafi. Lyrics by Shewan Rizvi. Music by Bulo C. Rani. From Abdullah.

Movie Abdullah
Singers Mohammed Rafi
Music Director Bulo C. Rani
Lyricist Shewan Rizvi
Cast Mahipal, Shakila, Hiralal, Maruti, Helen
Music Label Saregama

Le Le Rab Ka Naam lyrics in Hindi


ले ले रब का नाम  गफिल
ले ले रब का नाम
ले ले रब का नाम  गफिल
ले ले रब का नाम
इस सोड मे सोना चांदी
और लगे ना दान
ले ले रब का नाम
ले ले रब का नाम  गफिल
ले ले रब का नाम

थोड़ी थोड़ी देर को पंछी ही
आये बैठे उड़ जाये
अपनी अपनी बोली बोली
अपने अपने नग़मे गये
अपने अपने रंग मे लेते
सभी उसीका नाम
ले ले रब का नाम
ले ले रब का नाम  गफिल
ले ले रब का नाम

कलिया खिलकर फूल बने
कलिया खिलकर फूल बने
और खिलकर कुमला जाये
सोने वाले जाग ज़ारा
ओ सोने वाले जाग ज़राये घड़िया फिर ना आये
घड़ी घड़ी घड़ियल तुझे
ये देता हैं पैगम
ले ले रब का नाम
ले ले रब का नाम  गफिल
ले ले रब का नाम

अपने दुख को भूल गया
और तेरह दुख मे खोया
अपने आँसू रोक लिए
और तेरी खातिर रोया
अपने आँसू रोक लिए
और तेरी खातिर रोया
और तेरी खातिर रोया

दर्द हो जिसके दिल मे वही
वक्त पे आये कम
ले ले रब का नाम
ले ले रब का नाम  गफिल
ले ले रब का नाम
ले ले रब का नाम  गफिल
ले ले रब का नाम
ले ले रब का नाम  गफिल
ले ले रब का नाम.


Le Le Rab Ka Naam Music Video


Also check Le Le Rab Ka Naam lyrics in following languages:

Bengali Telugu Tamil Gujarati Kannada Odia Malayalam Punjabi Assamese Urdu

Le Le Rab Ka Naam lyrics in English


Le le rab ka naam  gafil
Le le rab ka naam
Le le rab ka naam  gafil
Le le rab ka naam
Is sode me sona chandi
Aur lage na dan
Le le rab ka naam
Le le rab ka naam  gafil
Le le rab ka naam

Thodi thodi der ko panchhi hi
Aaye baithe ud jaye
Apni apni boli bole
Apne apne nagme gaye
Apne apne rang me lete
Sabhi usika naam
Le le rab ka naam
Le le rab ka naam  gafil
Le le rab ka naam

Kaliya khilkar phul bane
Kaliya khilkar phul bane
Aur khilkar kumla jaye
Sone wale jag zara
O sone wale jag zaraYe ghadiya phir na aaye
Ghadi ghadi ghadiyal tujhe
Ye deta hai paigam
Le le rab ka naam
Le le rab ka naam  gafil
Le le rab ka naam

Apne dukh ko bhul gaya
Aur tere dukh me khoya
Apne aansu rok liye
Aur teri khatir roya
Apne aansu rok liye
Aur teri khatir roya
Aur teri khatir roya

Dard ho jiske dil me wohi
Waqt pe aaye kam
Le le rab ka naam
Le le rab ka naam  gafil
Le le rab ka naam
Le le rab ka naam  gafil
Le le rab ka naam
Le le rab ka naam  gafil
Le le rab ka naam.

If you enjoyed Le Le Rab Ka Naam lyrics in Hindi, please share it with your friends and family. We work hard to get you the latest updates.

About Le Le Rab Ka Naam

Le Le Rab Ka Naam is a song from Abdullah. It is sung by Mohammed Rafi. The lyrics are written by Shewan Rizvi. The music direction is by Bulo C. Rani.

Frequently Asked Questions

Who is the singer of Le Le Rab Ka Naam?

Le Le Rab Ka Naam is sung by Mohammed Rafi.

Who wrote the lyrics of Le Le Rab Ka Naam?

The lyrics are written by Shewan Rizvi.

Which movie or album is Le Le Rab Ka Naam from?

It is from Abdullah.

Where can I watch the official video of Le Le Rab Ka Naam?

You can watch the official music video of Le Le Rab Ka Naam on YouTube via the video player on this page.

Notice an error in these credits? Report a correction.

Editorial policy · Report a lyric correction · Rights & takedown