?>
Man Ke Darpan Mein (मन के दर्पण मैं) lyrics in Hindi is Sung by Shriram Iyer from Movie Yun Hota Toh Kya Hota What If. The song's music direction is by Vijay Kalyanji Shah (Viju Shah), and lyrics are written by Sameer. It casts Konkona Sen Sharma, Irfan Khan, Jimmy Shergill, Ayesha Takia, Paresh Rawal, Saroj Khan, Boman Irani, Ratna Pathak Shah, Ankur Khanna.
Movie | Yun Hota Toh Kya Hota What If 2006 |
Singers | Shriram Iyer |
Music Director | Vijay Kalyanji Shah (Viju Shah) |
Lyricist | Sameer |
Cast | Konkona Sen Sharma, Irfan Khan, Jimmy Shergill, Ayesha Takia, Paresh Rawal, Saroj Khan, Boman Irani, Ratna Pathak Shah, Ankur Khanna |
Music Label | Times Music |
मन के दर्पण मैं देखें
हैं कितने रंग जीवन के
मन के दर्पण मैं देखें
हैं कितने रंग जीवन के
सात सुर मिल्के जैसे
संगीत मैं ढले
फूल चुन चुन के
जैसे गुलशन कोई खिले
मन के दर्पण मैं देखें
हैं कितने रंग जीवन के
पल मैं बादल हैं
पल मैं किरनें हैं
भोर हैं साँझ हैं कभी
एक पल मन निराश
हैं आस हैं कभी
पल मैं मुस्कान
पल मैं हैरान
प्यार हैं दर हैं कभी
लोग अपने हैं एक
पल ग़ैर हैं कभी
पल यह कब जाने दिन बने
जाने कैसे दिन बदले साल मैं
उंगलियों पे जिने अगर
यूँ तोह साल भी गुजरे हैं कई
पीछे मुद्दा के जो एक बार
आज भी याद हैं सभी
यादों के साथवाबों के सिलसिले चले
बीते हर पल के रंग
हर ख्वाब मैं मिले
मन के दर्पण मैं
देखें हैं कितने रंग जीवन के
मन के दर्पण मैं
देखें हैं कितने रंग जीवन के
बिन लड़कपन के मनचलेपन के
कितने मासूम ध सभी
अब हैं अफ़सोस के लूट
के आयेंगे सभी
पल दो पल के हैं सारे एहसास
पल दो पल की हैं ज़िंदगी
रिश्तें नातें भी खेल
हैं पल दो पल के
बहती नदियाँ की धार के जैसी
हर खुशी आनी जानी हैं
साँसें जब तक हैं चल रही
धड़कनों मैं
जब तक रवानी हैं
एक रोशन दिये के लौ
जैसी ज़िंदगी की कहानी हैं
आँधियों मैं भी
ज़िंदगी की यह लौ जले
ले की लय पे उम्र
की दास्तान चले.
Mann ke darpan mein dekhe
Hain kitne rang jeevan ke
Mann ke darpan mein dekhe
Hain kitne rang jeevan ke
Saat surr milke jaise
Sangeet mein dhale
Phool chun chun ke
Jaise gulshan koi khile
Mann ke darpan mein dekhe
Hain kitne rang jeevan ke
Pal mein baadal hain
Pal mein kirnen hain
Bhor hain saanjh hain kabhi
Ek pal mann niraash
Hai aas hain kabhi
Pal mein muskaan
Pal mein hairaan
Pyar hain darr hain kabhi
Log apane hain ek
Pal gair hai kabhi
Pal yeh kab jaane din bane
Jaane kaise din badle saal mein
Ungliyon pe gine agar
Yun toh saal bhi gujre hain kai
Pichhe mudd ke jo ek baar
Aaj bhi yaad hain sabhi
Yaadon ke saathKhwaabon ke silsile chale
Beete har pal ke rang
Har khwaab mein mile
Mann ke darpan mein
Dekhe hain kitne rang jeevan ke
Mann ke darpan mein
Dekhe hain kitne rang jeevan ke
Bin ladakpan ke manchalepan ke
Kitne maasoom the sabhi
Ab hain afsos ke laut
Ke aayenge sabhi
Pal do pal ke hain saare ehsaas
Pal do pal ki hain zindagi
Rishten naaten bhi khel
Hain pal do pal ke
Behti nadiyan ki dhaar ke jaisi
Har khushi aani jaani hain
Saansen jab tak hain chal rahi
Dhadkanon mein
Jab tak rawaani hain
Ek roshan diye ke lau
Jaisi zindagi ki kahaani hain
Aandhiyon mein bhi
Zindagi ki yeh lau jale
Ley ki lay pe umra
Ki dastaan chale.
If you enjoyed Man Ke Darpan Mein lyrics in Hindi, please share it with your friends and family. We work hard to get you the latest updates.