Mehndi Lagake ( मेहंदी लगाके ) lyrics in Hindi. Sung by Alka Yagnik, Kumar Sanu. Lyrics by Sameer. Music by Aadesh Shrivastava. From Kunwara 2000.
| Movie | Kunwara 2000 |
| Singers | Alka Yagnik, Kumar Sanu |
| Music Director | Aadesh Shrivastava |
| Lyricist | Sameer |
| Cast | Govinda, Urmila Matondkar |
| Music Label | Tips Music |
हे मेहंदी रचा के बिंदिया लगाके
मेहंदी रचा के बिंदिया लगाके
चोड़ी पहंके कंगना बजा के
तुम चली आना जी रानी चली आना जी
तुम चली आना जी रानी चली आना जी
हाँ सहरा सजा के नज़रें बचा के
हाँ सहरा सजा के नज़रें बचा के
घोड़ी पे चड़के चुप के छुपा के
तुम चले आना जी राजा चले आना जी
तुम चले आना जी राजा चले आना जी
दिन रात बेचैनियो मैं गुज़रे
कब तक रहेंगे भला हम कुँवरे
कैसे बताओं तुम्हे अपनी मुश्किल
अभ ऐसे मिलने से भरता नहीं दिल
घूँगता गिरा के हाये ज़ारा शर्मा के
घूँगता गिरा के ज़ारा शर्मा के
चोड़ी पहंके कंगना बजा के हाँ
तुम चली आना जी रानी चली आना जी
तुम चली आना जी रानी चली आना जी
सहरा सजा के नज़रें बचा के
घोड़ी पे चड़के चुप के छुपा के हाँ
तुम चले आना जी राजा चले आना जी
में तेरह सपनों की दुल्हन बनूंगी
अभ एक पल ना जुदाई सहूँगी
हम दोनों रानी हैं फिर कैसी देरी
जल्दी से आ जाओ बाहों मैं मेरी
डोली मंगा के बेंड बजा के
हाँ डोली मंगा के बेंड बजा के
घोड़ी पे चड़के चुप के छुपा के
तुम चले आना जी राजा चले आना जी
तुम चले आना जी राजा चले आना जी
मेहंदी रचा के बिंदिया लगाके
चोड़ी पहंके कंगना बजा के
तुम चली आना जी रानी चली आना जी
तुम चले आना जी राजा चले आना जी
तुम चली आना जी रानी चली आना जी
तुम चले आना जी राजा चले आना जी
तुम चली आना जी रानी चली आना जी
तुम चली आना जी रानी चली आना जी.
Hey mehndi rachaa ke bindiya lagake
Mehndi rachaa ke bindiya lagake
Choodi pahenke kangana bajaa ke
Tum chali aana ji rani chali aana ji
Tum chali aana ji rani chali aana ji
Haan sehara saja ke nazrein bachaa ke
Haan sehara saja ke nazrein bachaa ke
Ghodi pe chadke chup ke chupa ke
Tum chale aana ji raja chale aana ji
Tum chale aana ji raja chale aana ji
Din raat bechainiyo mein guzare
Kabh tak rahenge bhala hum kunware
Kaise bataoon tumhe apni mushkil
Abh aise milne se bharta nahin dil
Ghoongta gira ke haye zara sharma ke
Ghoongta gira ke zara sharma ke
Choodi pahenke kangana bajaa ke haan
Tum chali aana ji rani chali aana ji
Tum chali aana ji rani chali aana ji
sehara saja ke nazrein bachaa ke
Ghodi pe chadke chup ke chupa ke haan
Tum chale aana ji raja chale aana ji
Main tere sapnon ki dulhan banoongi
Abh ek pal na judaai sahoongi
Hum dono raazi hain phir kaisi deri
Jaldi se aa jao baahon mein meri
Doli mangaa ke band bajaa ke
Haan doli mangaa ke band bajaa ke
Ghodi pe chadke chup ke chupa ke
Tum chale aana ji raja chale aana ji
Tum chale aana ji raja chale aana ji
Mehndi rachaa ke bindiya lagake
Choodi pahenke kangana bajaa ke
Tum chali aana ji rani chali aana ji
Tum chale aana ji raja chale aana ji
Tum chali aana ji rani chali aana ji
Tum chale aana ji raja chale aana ji
Tum chali aana ji rani chali aana ji
Tum chali aana ji rani chali aana ji.
If you enjoyed Mehndi Lagake lyrics in Hindi, please share it with your friends and family. We work hard to get you the latest updates.
Mehndi Lagake is a song from Kunwara 2000. It is sung by Alka Yagnik, Kumar Sanu. The lyrics are written by Sameer. The music direction is by Aadesh Shrivastava. The song was released in 2000.
Mehndi Lagake is sung by Alka Yagnik, Kumar Sanu.
The lyrics are written by Sameer.
It is from Kunwara 2000.
You can watch the official music video of Mehndi Lagake on YouTube via the video player on this page.
Notice an error in these credits? Report a correction.
Editorial policy · Report a lyric correction · Rights & takedown