Mohe Aaye Na Jag Se Laaj ( मोहे आये ना जाग से लाज ) lyrics in Hindi. Sung by Neeti Mohan. Lyrics by Qateel Shifai. Music by Munish Makhija. From Cabaret 2016.
| Movie | Cabaret 2016 |
| Singers | Neeti Mohan |
| Music Director | Munish Makhija |
| Lyricist | Qateel Shifai |
| Cast | Richa chadda, Gulshan Devaiah, S. Sreesanth |
| Music Label | T-Series |
के घुँगरु टूट गये,
के घुँगरु टूट गये
के घुँगरु टूट गये,
के घुँगरु टूट गये
मोहे आये ना जाग से लाज,
में इतना ज़ोर से नाची आज
के घुँगरु टूट गये,
के घुँगरु टूट गये
के घुँगरु टूट गये,
के घुँगरु टूट गये
कुछ मुझपे नया जॉबन भी था,
कुछ प्यार का पागलपन भी था
एक पलक मेरी तीर बनी, हाये
एक ज़ुल्फ़ मेरी ज़ंजीर बनी
लिया दिल सजन का जीत,
लिया दिल सजन का जीत
छेड़े पायलिया ने गीत
के घुँगरु टूट गये,
के घुँगरु टूट गयेके घुँगरु टूट गये,
के घुँगरु टूट गये
में बसी थी जिनके सपनों मैं
सपनों मैं.. सपनों मैं..
वो जिनेगा अब मुझे अपनों मैं
कहती हैं मेरी, हर अंगड़ाई
में पिया की नींद चुरा लायी
में बन के गयी थी चोर,
में बन के गयी थी चोर,
के मेरी पायल थी कमजोर
के घुँगरु टूट गये,
के घुँगरु टूट गये
के घुँगरु टूट गये,
के घुँगरु टूट गये
मोहे आये ना जाग से लाज,
में इतना ज़ोर से नाची आज
के घुँगरु टूट गये,
के घुँगरु टूट गये
के घुँगरु टूट गये,
के घुँगरु टूट गये.
Ke ghungru toot gaye,
Ke ghungru toot gaye
Ke ghungru toot gaye,
Ke ghungru toot gaye
Mohe aaye na jag se laaj,
Main itna zor se naachi aaj
Ke ghungru toot gaye,
Ke ghungru toot gaye
Ke ghungru toot gaye,
Ke ghungru toot gaye
Kuch mujhpe naya joban bhi tha,
Kuch pyaar ka pagalpan bhi tha
Ek palak meri teer bani, haaye
Ek zulf meri zanjeer bani
Liya dil sajan ka jeet,
Liya dil sajan ka jeet
Chhede payaliya ne geet
Ke ghungru toot gaye,
Ke ghungru toot gayeKe ghungru toot gaye,
Ke ghungru toot gaye
Main basi thi jinke sapno mein
Sapno mein.. Sapno mein..
Wo ginega abb mujhe apno mein
Kehti hai meri, har angdaayi
Main piya ki neend chura laayi
Main ban ke gayi thi chor,
Main ban ke gayi thi chor,
Ke meri payal thi kamzor
Ke ghungru toot gaye,
Ke ghungru toot gaye
Ke ghungru toot gaye,
Ke ghungru toot gaye
Mohe aaye na jag se laaj,
Main itna zor se naachi aaj
Ke ghungru toot gaye,
Ke ghungru toot gaye
Ke ghungru toot gaye,
Ke ghungru toot gaye.
If you enjoyed Mohe Aaye Na Jag Se Laaj lyrics in Hindi, please share it with your friends and family. We work hard to get you the latest updates.
Mohe Aaye Na Jag Se Laaj is a song from Cabaret 2016. It is sung by Neeti Mohan. The lyrics are written by Qateel Shifai. The music direction is by Munish Makhija. The song was released in 2016.
Mohe Aaye Na Jag Se Laaj is sung by Neeti Mohan.
The lyrics are written by Qateel Shifai.
It is from Cabaret 2016.
You can watch the official music video of Mohe Aaye Na Jag Se Laaj on YouTube via the video player on this page.
Notice an error in these credits? Report a correction.
Editorial policy · Report a lyric correction · Rights & takedown