मुस्कुरा लेना तुम Muskuraa Lena Tum lyrics in Hindi - Hitz Music | Palak Muchhal

मुस्कुरा लेना तुम Muskuraa Lena Tum Song Lyrics in Hindi

Muskuraa Lena Tum (मुस्कुरा लेना तुम) lyrics in Hindi is Sung by Palak Muchhal. The song's music direction is by Shamir Tandon, and lyrics are written by Priyanka R Bala. It casts Zain Imam, Sana khan.

Album Hitz Music
Singers Palak Muchhal
Music Director Shamir Tandon
Lyricist Priyanka R Bala
Cast Zain Imam, Sana khan
Music Label Hitz Music

Muskuraa Lena Tum lyrics in Hindi


दिन के उजालो में
मेरी यादें सजा लेना
रातों के अंधेरों में
तुम चाँद जला देना

मेरी मोहोब्बत हो जिन में
वो आँखें रहे ना नम
जब भी मेरी याद आये तो
मुस्कुरा लेना तुम

जब भी मेरी याद आये तो
मुस्कुरा लेना तुम
जब भी मेरी याद आये तो
मुस्कुरा लेना तुम

जब सावन की बारिश हो
तुम बाहें खोल के रखना
आये खिड़की से हवा
महसूस मुझे तुम करना

जब सावन की बारिश हो
तुम बाहें खोल के रखना
आये खिड़की से हवा
महसूस मुझे तुम करना

यादें बनाओ तुम इतनी
यादें बनाओ तुम इतनी
मेरी यादें पड़े ना कम

जब भी मेरी याद आये तो
मुस्कुरा लेना तुम
हाँ जब भी मेरी याद आये तो
मुस्कुरा लेना तुम

जब भी मेरी याद आये तो
मुस्कुरा लेना तुम

अपनी तस्वीरों से तुम
किस्से फिर जी लेना
जब चाय कभी बनाओ तो
मेरे हिस्से की भी पी लेना

हाँ अपनी तस्वीरों से तुम
किस्से फिर जी लेना
जब चाय कभी बनाओ तो
मेरे हिस्से की पी लेना

इतना जी लो साथ मेरे
मेरा ग़म भी लगे ना ग़म

जब भी मेरी याद आये तो
मुस्कुरा लेना तुम
जब भी मेरी याद आये तो
मुस्कुरा लेना तुम



जब भी मेरी याद आये तो
मुस्कुरा लेना तुम.


Muskuraa Lena Tum Music Video


Also check Muskuraa Lena Tum Lyrics in following languages:


Bengali Telugu Tamil Gujarati Kannada Oriya Malayalam Punjabi Assamese Urdu

Muskuraa Lena Tum lyrics in English


Din ke ujaalo mein
Meri yaadein saaja lena
Raaton ke andheron mein
Tum chand jala dena

Meri mohobbat ho jin mein
Woh aankhein rahein na nam
Jab bhi meri yaad aaye toh
Muskuraa lena tum

Jab bhi meri yaad aaye toh
Muskuraa lena tum
Jab bhi meri yaad aaye toh
Muskuraa lena tum

Jab saavan ki baarish ho
Tum baahein khol ke rakhna
Aaye khidki se hawa
Mehsoos mujhe tum karna

Jab saavan ki baarish ho
Tum baahein khol ke rakhna
Aaye khidki se hawa
Mehsoos mujhe tum karna

Yaadein banao tum itni
Yaadein banao tum itni
Meri yaadein pade na kam

Jab bhi meri yaad aaye toh
Muskuraa lena tum
Haan jab bhi meri yaad aaye toh
Muskuraa lena tum

Jab bhi meri yaad aaye toh
Muskuraa lena tum

Apni tasveeron se tum
Kisse phir jee lena
Jab chai kabhi banao toh
Mere hisse ki bhi pee lena

Haan apni tasveeron se tum
Kisse phir jee lena
Jab chai kabhi banao toh
Mere hisse ki pee lena

Itna jee lo saath mere
Mera gham bhi lage na gham

Jab bhi meri yaad aaye toh
Muskuraa lena tum
Jab bhi meri yaad aaye toh
Muskuraa lena tum

Jab bhi meri yaad aaye toh
Muskuraa lena tum.

Check out web Story : Muskuraa Lena Tum Web Story.

If you enjoyed Muskuraa Lena Tum lyrics in Hindi, please share it with your friends and family. We work hard to get you the latest updates.

About Muskuraa Lena Tum

Muskuraa Lena Tum is a song from Hitz Music. It is sung by Palak Muchhal. The lyrics are written by Priyanka R Bala. The music direction is by Shamir Tandon. The song was released in 2022.

Frequently Asked Questions

Who is the singer of Muskuraa Lena Tum?

Muskuraa Lena Tum is sung by Palak Muchhal.

Who wrote the lyrics of Muskuraa Lena Tum?

The lyrics are written by Priyanka R Bala.

Which movie or album is Muskuraa Lena Tum from?

It is from Hitz Music.

Where can I watch the official video of Muskuraa Lena Tum?

You can watch the official music video of Muskuraa Lena Tum on YouTube via the video player on this page.

Notice an error in these credits? Report a correction.

Editorial policy · Report a lyric correction · Rights & takedown