Naam Nahin Koi ( नाम नहीं कोई ) lyrics in Hindi. Sung by Mohammed Rafi. Lyrics by Gulshan Bawra (Gulshan Kumar Mehta). Music by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi. From Aan Baan 1972.
| Movie | Aan Baan 1972 |
| Singers | Mohammed Rafi |
| Music Director | Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi |
| Lyricist | Gulshan Bawra (Gulshan Kumar Mehta) |
| Cast | Rajendra Kumar, Rakhee, Pran, Jagdeep, Kum Kum, Som Dutt |
| Music Label | Saregama |
सुन लो पूरब पश्छिम
उत्तर दक्षिण के आई लोगों
जीवन सबके लिए सजा हैं
हसते हसते भोगो
नाम नहीं कोई थाम
नहीं हैं नंबर से पहचान
क्या राजा क्या रंक यहा
पे सब हैं एक समन
नाम नहीं कोई थाम
नहीं हैं नंबर से पहचान
क्या राजा क्या रंक यहा
पे सब हैं एक समन
नाम नहीं कोई थाम नहीं
भाषा को दीवार बनाके
क्यों तू बैर कमाये
बोल प्यार की बोली
ऐसी ग़ैर तेरा हो जाये
भाषा को दीवार बनाके
क्यों तू बैर कमाये
बोल प्यार की बोली
ऐसी ग़ैर तेरा हो जाये
दिल की भ्याशा सब की
भाषा जान ले ओ अनजान
क्या राजा क्या रंक यहा
पे सब हैं एक समन
नाम नहीं कोई थाम
नहीं हैं नंबर से पहचान
क्या राजा क्या रंक यहा
पे सब हैं एक समन
नाम नहीं कोई थाम नहीं
बुरा ना देखो बुरा नबोलो बुरा सुनो ना भाई
सब धर्मों का यही हैं
मकसड यही तोह हैं सच्चाई
बुरा ना देखो बुरा ना
बोलो बुरा सुनो ना भाई
सब धर्मों का यही हैं
मकसड यही तोह हैं सच्चाई
चाहें गीता बीबल पढ़लों
चाहें ग्रंथ कुरान
क्या राजा क्या रंक यहा
पे सब हैं एक समन
नाम नहीं कोई थाम नहीं हैं नंबर से पहचान
क्या राजा क्या रंक यहा
पे सब हैं एक समन
नाम नहीं कोई थाम नहीं
जोश मैं आके भूल
गया तू तू हैं एक खिलौना
कोक से तुने जनम लिया
हैं मौत की गोद मैं सोना
जोश मैं आके भूल गया
तू तू हैं एक खिलौना
कोक से तुने जनम लिया
हैं मौत की गोद मैं सोना
कांधे चढ़ के जायेगा
निर्बल हो या बलवान
क्या राजा क्या रंक यहा
पे सब हैं एक समन
नाम नहीं कोई थाम
नहीं हैं नंबर से पहचान
क्या राजा क्या रंक यहा
पे सब हैं एक समन
नाम नहीं कोई थाम नहीं.
Sun lo purab paschhim
Uttar dakshin ke ai logo
Jivan sabke liye saja hai
Hasate hasate bhogo
Naam nahin koi thaam
Nahi hai number se pehchaan
Kya raaja kya rank yaha
Pe sab hai ek samaan
Naam nahin koi thaam
Nahi hai number se pehchaan
Kya raaja kya rank yaha
Pe sab hai ek samaan
Naam nahin koi thaam nahi
Bhaasha ko deewaar banaake
Kyun tu bair kamaaye
Bol pyaar ki boli
Aisi gair tera ho jaaye
Bhaasha ko deewaar banaake
Kyun tu bair kamaaye
Bol pyaar ki boli
Aisi gair tera ho jaaye
Dil ki bhyaasha sab ki
Bhasha jaan le o anjaan
Kya raaja kya rank yaha
Pe sab hai ek samaan
Naam nahin koi thaam
Nahi hai number se pehchaan
Kya raaja kya rank yaha
Pe sab hai ek samaan
Naam nahin koi thaam nahi
Bura na dekho bura naBolo bura suno na bhai
Sab dharmo ka yahi hai
Maksad yahi toh hai sachchaayi
Bura na dekho bura na
Bolo bura suno na bhai
Sab dharmo ka yahi hai
Maksad yahi toh hai sachchaayi
Chaahe gita bibal padhalo
Chaahe granth kuraan
Kya raaja kya rank yaha
Pe sab hai ek samaan
Naam nahin koi thaam nahi hai number se pehchaan
Kya raaja kya rank yaha
Pe sab hai ek samaan
Naam nahin koi thaam nahi
Josh mein aake bhul
Gaya tu tu hai ek khilauna
Kok se tune janam liya
Hai maut ki god mein sona
Josh mein aake bhul gaya
Tu tu hai ek khilauna
Kok se tune janam liya
Hai maut ki god mein sona
Kaandhe chadh ke jaayega
Nirbal ho ya balwaan
Kya raaja kya rank yaha
Pe sab hai ek samaan
Naam nahin koi thaam
Nahi hai number se pehchaan
Kya raaja kya rank yaha
Pe sab hai ek samaan
Naam nahin koi thaam nahi.
If you enjoyed Naam Nahin Koi lyrics in Hindi, please share it with your friends and family. We work hard to get you the latest updates.
Naam Nahin Koi is a song from Aan Baan 1972. It is sung by Mohammed Rafi. The lyrics are written by Gulshan Bawra (Gulshan Kumar Mehta). The music direction is by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi. The song was released in 1972.
Naam Nahin Koi is sung by Mohammed Rafi.
The lyrics are written by Gulshan Bawra (Gulshan Kumar Mehta).
It is from Aan Baan 1972.
You can watch the official music video of Naam Nahin Koi on YouTube via the video player on this page.
Notice an error in these credits? Report a correction.
Editorial policy · Report a lyric correction · Rights & takedown