नज़र से नज़र Nazar Se Nazar Lyrics in Hindi – Sadhana Sargam, Vinod Rathod

नज़र से नज़र Nazar Se Nazar Song Lyrics in Hindi

Nazar Se Nazar ( नज़र से नज़र ) lyrics in Hindi. Sung by Sadhana Sargam, Vinod Rathod. Lyrics by Sudhakar Sharma. Music by Anchal Talesara. From Qayamat Hi Qayamat 2012.

Movie Qayamat Hi Qayamat 2012
Singers Sadhana Sargam, Vinod Rathod
Music Director Anchal Talesara
Lyricist Sudhakar Sharma
Cast Prakash Sagar, Ester Noronha, Upasna Singh, Govind Namdev, Zakir Hussain, Ranjeet, Prem Chopra, Puneet Issar, Aroon Bakshi, Mushtaq Khan, Aryan Vaid, Gracy Singh
Music Label SRK Music

Nazar Se Nazar lyrics in Hindi


जब से मिली हैं नज़र से नज़र
जब से मिली हैं नज़र से नज़र
ख्वाबों मैं तुम मेरे अब आने लगे हो
ख्वाबों मैं तुम मेरे अब आने लगे हो

जब से मिली हैं नज़र से नज़र
जब से मिली हैं नज़र से नज़र
तुम दिल मैं मेरे समने लगे हो
तुम दिल मैं मेरे समने लगे हो

जब से मिली हैं नज़र से नज़र
जब से मिली हैं नज़र से नज़र

खुशबू से महकी हैं अपनी यह दुनिया
एक पल मैं जी लें हम आओ यह सदियाँ
हाये…
शर्मा के कहती हैं घूँघट मैं कलियाँ
किस्मत से मिलती हैं देखो यह घड़ियाँ
धड़कन मैं तुम ही तुम हो
तड़पान मैं तुम ही तुम हो
धड़कन मैं तुम ही तुम हो
तड़पान मैं तुम ही तुम हो
जब से मिली हैं नज़र से नज़र
हाँ..
जब से मिली हैं नज़र से नज़र

सपनों का आशियाँ हम तुम बनायेंगे
दुनिया से दूर हम दुनिया बसाएंगे
हो..
सपनों की बस्ती मैं कब तक रहेंगे हम
दुनिया की नज़रों से कब तक छुपेंगे हम
बोलो कब डोली लाऊ, कब दुल्हन तुझे बनाऊ
बोलो कब डोली लाऊ, कब दुल्हन तुझे बनाऊ

जब से मिली हैं नज़र से नज़र
जब से मिली हैं नज़र से नज़र
तुम दिल मैं मेरे समने लगे हो
ख्वाबों मैं तुम मेरे अब आने लगे हो

जब से मिली हैं नज़र से नज़र
ला ला लललाला ला ला ला ला
ला ला लललाला ला ला ला ला.


Nazar Se Nazar Music Video


Also check Nazar Se Nazar lyrics in following languages:

Assamese Bengali Gujarati Kannada Malayalam Odia Punjabi Tamil Telugu Urdu

Nazar Se Nazar lyrics in English


Jab se mili hai nazar se nazar
Jab se mili hai nazar se nazar
Khwabon mein tum mere ab aane lage ho
Khwabon mein tum mere ab aane lage ho

Jab se mili hai nazar se nazar
Jab se mili hai nazar se nazar
Tum dil mein mere samaane lage ho
Tum dil mein mere samaane lage ho

Jab se mili hai nazar se nazar
Jab se mili hai nazar se nazar

Khushbu se mehki hai apni yeh duniya
Ek pal mein jee lein hum aao yeh sadiyan
Haaye…
Sharma ke kehati hain ghoonghat mein kaliyan
Kismat se milti hain dekho yeh ghadiyan
Dhadkan mein tum hi tum ho
Tadpan mein tum hi tum ho
Dhadkan mein tum hi tum ho
Tadpan mein tum hi tum ho
Jab se mili hai nazar se nazar
Haan..
Jab se mili hai nazar se nazar

Sapnon ka aashiyan hum tum banayenge
Duniya se door hum duniya basayenge
Ho..
Sapnon ki basti mein kab tak rahenge hum
Duniya ki nazron se kab tak chhupenge hum
Bolo kab doli laau, kab dulhan tujhe banaau
Bolo kab doli laau, kab dulhan tujhe banaau

Jab se mili hai nazar se nazar
Jab se mili hai nazar se nazar
Tum dil mein mere samaane lage ho
Khwabon mein tum mere ab aane lage ho

Jab se mili hai nazar se nazar
La la lalalala la la la la
La la lalalala la la la la.

If you enjoyed Nazar Se Nazar lyrics in Hindi, please share it with your friends and family. We work hard to get you the latest updates.

About Nazar Se Nazar

Nazar Se Nazar is a song from Qayamat Hi Qayamat 2012. It is sung by Sadhana Sargam, Vinod Rathod. The lyrics are written by Sudhakar Sharma. The music direction is by Anchal Talesara. The song was released in 2012.

Frequently Asked Questions

Who is the singer of Nazar Se Nazar?

Nazar Se Nazar is sung by Sadhana Sargam, Vinod Rathod.

Who wrote the lyrics of Nazar Se Nazar?

The lyrics are written by Sudhakar Sharma.

Which movie or album is Nazar Se Nazar from?

It is from Qayamat Hi Qayamat 2012.

Where can I watch the official video of Nazar Se Nazar?

You can watch the official music video of Nazar Se Nazar on YouTube via the video player on this page.

Notice an error in these credits? Report a correction.

Editorial policy · Report a lyric correction · Rights & takedown