Shaam Ki Tanhaiya Hain ( शाम की तन्हैया हैं ) lyrics in Hindi. Sung by Asha Bhosle. Lyrics by Anand Bakshi. Music by Mohinder Singh Sarna. From Zarak Khan.
| Movie | Zarak Khan |
| Singers | Asha Bhosle |
| Music Director | Mohinder Singh Sarna |
| Lyricist | Anand Bakshi |
| Cast | Jairaj, Chitra, Tiwari, Kumud |
| Music Label | Saregama |
शाम की तन्हैया हैं
प्यार की अंगड़ाया हैं
ऐसे मैं तू आ जा सनम
शाम की तन्हैया हैं
ये सितारे ये नज़रे
पूछते हैं बार बार
चाँद निकला रात आयी
क्यों ना आया तेरा प्यार
क्यों ना आया तेरा प्यार
ये तेरी रुस्वैया हैं
ऐसे मैं तू आ जा सनम
शाम की तन्हैया हैं
चाँदनी से कह रहा हैं
चाँद अपने दिल का राज
रूट हसीन हैं तू नहीं हैकौन छेड़े दिल का साज़
कौन छेड़े दिल का साज़
मुमताज़ीर शेहनाइया हैं
ऐसे मैं तू आ जा सनम
ऐसे मैं तू आ जा सनम
शाम की तन्हैया हैं
जल उठी हैं हर शामा और
जुगनू परवाने बने
बुलबुलों के गीत सुन के
फूल दीवाने बने
फूल दीवाने बने
इश्क़ की परछाइयाँ हैं
ऐसे मैं तू आ जा सनम
ऐसे मैं तू आ जा सनम
शाम की तन्हैया हैं.
Shaam ki tanhaiya hain
Pyaar ki angdaiya hain
Aise mein tu aa jaa sanam
Shaam ki tanhaiya hain
Ye sitaare ye nazare
Poochhte hain baar baar
Chaand nikla raat aayi
Kyun na aaya tera pyaar
Kyun na aaya tera pyaar
Ye teri rusvaiya hain
Aise mein tu aa jaa sanam
Shaam ki tanhaiya hain
Chaandni se keh raha hai
Chaand apne dil ka raaz
Rut haseen hai tu nahi haiKaun chhede dil ka saaz
Kaun chhede dil ka saaz
Mumtazir shehnaiya hain
Aise mein tu aa jaa sanam
Aise mein tu aa jaa sanam
Shaam ki tanhaiya hain
Jal uthi hai har shama aur
Jugnu parwaane baney
Bulbulon ke geet sun ke
Phool deewaane baney
Phool deewaane baney
Ishq ki parchaaiyaan hain
Aise mein tu aa jaa sanam
Aise mein tu aa jaa sanam
Shaam ki tanhaiya hain.
If you enjoyed Shaam Ki Tanhaiya Hain lyrics in Hindi, please share it with your friends and family. We work hard to get you the latest updates.
Shaam Ki Tanhaiya Hain is a song from Zarak Khan. It is sung by Asha Bhosle. The lyrics are written by Anand Bakshi. The music direction is by Mohinder Singh Sarna.
Shaam Ki Tanhaiya Hain is sung by Asha Bhosle.
The lyrics are written by Anand Bakshi.
It is from Zarak Khan.
You can watch the official music video of Shaam Ki Tanhaiya Hain on YouTube via the video player on this page.
Notice an error in these credits? Report a correction.
Editorial policy · Report a lyric correction · Rights & takedown