शिद्दत Shiddat Lyrics in Hindi – Armaan Malik

शिद्दत Shiddat Song Lyrics in Hindi

Shiddat ( शिद्दत ) lyrics in Hindi. Sung by Armaan Malik. Lyrics by Shakeel Azmi. Music by Raaj Aashoo. From Sweetiee Weds Nri 2017.

Movie Sweetiee Weds Nri 2017
Singers Armaan Malik
Music Director Raaj Aashoo
Lyricist Shakeel Azmi
Cast Himansh Kohli, Zoya Afroz, Darshan Jariwala
Music Label T-Series

Shiddat lyrics in Hindi


हा…

जुदा नहीं तू
जुदा सा हैं तू
गायब हैं लापता हैं
लेकिन तू हर जगह हैं

शिद्दत से चाहता हूँ
दुआ मैं मंगता हूँ
रातों को जागता हूँ
में तेरह ही लिए

आँखों से बेह रहा हूँ
बिन बोली कह रहा हूँ
हर घाम को सेह रहा हूँ
में तेरह ही लिए

तुझ बिन अधूरा अधूरा सा लागून
खुदको आ तुझसे मुक़म्मल में करूँ
चाहिए…मुझको तू चाहिए
हाँ मुझे…सिर्फ तू चाहिए

वो…

वो रात की दीवार हो
या सुबह का उजला दर
इस पार से उस पार तक
मुझे आये तू नज़र

वो रात की दीवार हो
या सुबह का उजला दर
इस पार से उस पार तक
मुझे आये तू नज़र

तू आसमान से ज़मीन तक
तू गुमन से हैं यकीन तक

तुझ बिन अधूरा अधूरा सा लागून
खुदको आ तुझसे मुक़म्मल में करूँ
चाहिए…मुझको तू चाहिए
हाँ मुझे…सिर्फ तू चाहिए
शिद्दत से चाहता हूँ
दुआ मैं मंगता हूँ
रातों को जागता हूँ
में तेरह ही लिए

आँखों से बेह रहा हूँ
बिन बोली कह रहा हूँ
हर घाम को सेह रहा हूँ
में तेरह ही लिए

में जम्म गया हूँ बर्फ सा
मुझे छू के कर रवान
इस जिस्म के सफर मैं हैं
कहीं रूह का निशान

में जम्म गया हूँ बर्फ सा
मुझे छू के कर रवान
इस जिस्म के सफर मैं हैं
कहीं रूह का निशान

हैं प्यास मैं
तलाश मैं
उम्मीद मैं
तू ही आस मैं

तुझ बिन अधूरा अधूरा सा लागून
खुदको आ तुझसे मुक़म्मल में करूँ
चाहिए…मुझको तू चाहिए
हाँ मुझे…सिर्फ तू चाहिए

शिद्दत से चाहता हूँ
दुआ मैं मंगता हूँ
रातों को जागता हूँ
में तेरह ही लिए

आँखों से बेह रहा हूँ
बिन बोली कह रहा हूँ
हर घाम को सेह रहा हूँ
में तेरह ही लिए..


Shiddat Music Video


Also check Shiddat lyrics in following languages:

Assamese Bengali Gujarati Kannada Malayalam Odia Punjabi Tamil Telugu Urdu

Shiddat lyrics in English


Ha…

Judaa nahi tu
Judaa sa hai tu
Gaayab hai lapata hai
Lekin tu har jagah hai

Shiddat se chahta hoon
Duaa mein maangta hoon
Raaton ko jaagta hoon
Main tere hi liye

Aankhon se beh raha hoon
Bin bole keh raha hoon
Har gham ko seh raha hoon
Main tere hi liye

Tujh bin adhoora adhoora sa lagun
Khudko aa tujhse muqammal main karun
Chahiye…mujhko tu chahiye
Haan mujhe…sirf tu chahiye

Wo…

Woh raat ki deewaar ho
Ya subah ka ujla dar
Iss paar se uss paar tak
Mujhe aaye tu nazar

Woh raat ki deewaar ho
Ya subah ka ujla dar
Iss paar se uss paar tak
Mujhe aaye tu nazar

Tu aasmaan se zameen tak
Tu gumaan se hai yakeen tak

Tujh bin adhoora adhoora sa lagun
Khudko aa tujhse muqammal main karun
Chahiye…mujhko tu chahiye
Haan mujhe…sirf tu chahiye
Shiddat se chahta hoon
Duaa mein maangta hoon
Raaton ko jaagta hoon
Main tere hi liye

Aankhon se beh raha hoon
Bin bole keh raha hoon
Har gham ko seh raha hoon
Main tere hi liye

Main jamm gaya hoon barf sa
Mujhe chhu ke kar ravaan
Iss jism ke safar mein hai
Kahin rooh ka nishaan

Main jamm gaya hoon barf sa
Mujhe chhu ke kar ravaan
Iss jism ke safar mein hai
Kahin rooh ka nishaan

Hai pyaas mein
Talaash mein
Ummeed mein
Tu hi aas mein

Tujh bin adhoora adhoora sa lagun
Khudko aa tujhse muqammal main karun
Chahiye…mujhko tu chahiye
Haan mujhe…sirf tu chahiye

Shiddat se chahta hoon
Duaa mein maangta hoon
Raaton ko jaagta hoon
Main tere hi liye

Aankhon se beh raha hoon
Bin bole keh raha hoon
Har gham ko seh raha hoon
Main tere hi liye..

If you enjoyed Shiddat lyrics in Hindi, please share it with your friends and family. We work hard to get you the latest updates.

About Shiddat

Shiddat is a song from Sweetiee Weds Nri 2017. It is sung by Armaan Malik. The lyrics are written by Shakeel Azmi. The music direction is by Raaj Aashoo. The song was released in 2017.

Frequently Asked Questions

Who is the singer of Shiddat?

Shiddat is sung by Armaan Malik.

Who wrote the lyrics of Shiddat?

The lyrics are written by Shakeel Azmi.

Which movie or album is Shiddat from?

It is from Sweetiee Weds Nri 2017.

Where can I watch the official video of Shiddat?

You can watch the official music video of Shiddat on YouTube via the video player on this page.

Notice an error in these credits? Report a correction.

Editorial policy · Report a lyric correction · Rights & takedown