दिल मेरा एक आस का पंछी (टाइटल) Dil Mera Ek Aas Ka Panchhi Title Lyrics in Hindi
?>
Tum Roothi Raho Mai Manata Rahu (तुम रोती रहो मैं मानता राहु) lyrics in Hindi is Sung by Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh) from Movie Aas Ka Panchhi. The song's music direction is by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi, and lyrics are written by Hasrat Jaipuri. It casts Rajendra Kumar, Vyjayanthimala.
Movie | Aas Ka Panchhi 1961 |
Singers | Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh) |
Music Director | Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi |
Lyricist | Hasrat Jaipuri |
Cast | Rajendra Kumar, Vyjayanthimala |
Music Label | Saregama |
तुम रोती रहो
में मनाता रहूँ
तुम रोती रहो
में मनाता रहूँ
की इन अदाओं पे और प्यार आता हैं
इन अदाओं पे और प्यार आता हैं
थोड़े शिक़्वे भी हों
कुछ शिकायत भी हो
थोड़े शिक़्वे भी हों
कुछ शिकायत भी हो
तो मज़ा जीने का और भी आता हैं
मज़ा जीने का और भी आता हैं
हाय दिल को चुराकर ले गया
मुँह छुपा लेना हमसे वो आपका
मुँह छुपा लेना हमसे वो आपका
देखना वो बिगड़ कर फिर हमें
और दांतों मैं उंगली का दाबना
और दांतों मैं उंगली का दाबना
ओ मुझे तेरी क़सम
यही समन मार गया
इसी जलवे पे तेरह
दोनों जहाँ हार गया
तुम रोती रहो
में मनाता रहूँ
की इन अदाओं पे और प्यार आता हैं
इन अदाओं पे और प्यार आता हैं
थोड़े शिक़्वे भी हों
कुछ शिकायत भी हो
तो मज़ा जीने का और भी आता हैं
मज़ा जीने का और भी आता हैं
ये ना समझो की तुमसे दूर हूँ
ये ना समझो की तुमसे दूर होन्तेरी जीवन की प्यार भारी आस हूँ
तेरह जीवन की प्यार भारी आस हूँ
चाँद के संग जैसे हैं चाँदनी
वैसे में भी तेरह दिल के पास हूँ
वैसे में भी तेरह दिल के पास हूँ
हाय वो दिल ही नहीं जो ना धड़कना जाने
और दिलदार नहीं जो ना तड़पना जाने
और दिलदार नहीं जो ना तड़पना जाने
थोड़े शिक़्वे भी हों
कुछ शिकायत भी हो
तो मज़ा जीने का और भी आता हैं
मज़ा जीने का और भी आता हैं
तुम रोती रहो
में मनाता रहूँ
की इन अदाओं पे और प्यार आता हैं
इन अदाओं पे और प्यार आता हैं
चाहें कोई डगर हो प्यार की
खत्म होगी ना तेरी-मेरी दास्तान
खत्म होगी ना तेरी-मेरी दास्तान
दिल जलेगा तो होगी रोशनी
तेरह दिल मैं बनाया मैंने आशियाँ
तेरह दिल मैं बनाया मैंने आशियाँ
ओ शरद पूनम की रंग भारी चाँदनी
मेरी सब कुछ मेरी तक़दीर मेरी ज़िंदगी
तुम रोती रहो
में मनाता रहूँ
की इन अदाओं पे और प्यार आता हैं
इन अदाओं पे और प्यार आता हैं
थोड़े शिक़्वे भी हों
कुछ शिकायत भी हो
तो मज़ा जीने का और भी आता हैं
मज़ा जीने का और भी आता हैं.
Tum roothi raho
Main manaataa rahoon
Tum roothi raho
Main manaataa rahoon
Ki in adaaon pe aur pyaar aataa hai
In adaaon pe aur pyaar aataa hai
Thode shiqwe bhi hon
Kuchh shikaayat bhi ho
Thode shiqwe bhi hon
Kuchh shikaayat bhi ho
To mazaa jeene kaa aur bhi aataa hai
Mazaa jeene kaa aur bhi aataa hai
Haay dil ko churaakar le gayaa
Munh chhupaa lenaa hamse wo aapkaa
Munh chhupaa lenaa hamse wo aapkaa
Dekhnaa wo bigad kar phir hamen
Aur daanton mein ungli kaa daabnaa
Aur daanton mein ungli kaa daabnaa
O mujhe teri qasam
Yahi samaan maar gayaa
Isi jalwe pe tere
Donon jahaan haar gayaa
Tum roothi raho
Main manaataa rahoon
Ki in adaaon pe aur pyaar aataa hai
In adaaon pe aur pyaar aataa hai
Thode shiqwe bhi hon
Kuchh shikaayat bhi ho
To mazaa jeene kaa aur bhi aataa hai
Mazaa jeene kaa aur bhi aataa hai
Ye na samjho ki tumse door hoon
Ye na samjho ki tumse door hoonTere jeewan ki pyaar bhari aas hoon
Tere jeewan ki pyaar bhari aas hoon
Chaand ke sang jaise hai chaandni
Waise main bhi tere dil ke paas hoon
Waise main bhi tere dil ke paas hoon
Haay wo dil hi nahin jo na dhadaknaa jaane
Aur dildaar nahin jo na tadapnaa jaane
Aur dildaar nahin jo na tadapnaa jaane
Thode shiqwe bhi hon
Kuchh shikaayat bhi ho
To mazaa jeene kaa aur bhi aataa hai
Mazaa jeene kaa aur bhi aataa hai
Tum roothi raho
Main manaataa rahoon
Ki in adaaon pe aur pyaar aataa hai
In adaaon pe aur pyaar aataa hai
Chaahe koi dagar ho pyaar ki
Khatm hogi na teri-meri daastaan
Khatm hogi na teri-meri daastaan
Dil jalegaa to hogi roshni
Tere dil mein banaayaa maine aashiyaan
Tere dil mein banaayaa maine aashiyaan
O sharad poonam ki rang bhari chaandni
Meri sab kuchh meri taqdeer meri zindagi
Tum roothi raho
Main manaataa rahoon
Ki in adaaon pe aur pyaar aataa hai
In adaaon pe aur pyaar aataa hai
Thode shiqwe bhi hon
Kuchh shikaayat bhi ho
To mazaa jeene kaa aur bhi aataa hai
Mazaa jeene kaa aur bhi aataa hai.
If you enjoyed Tum Roothi Raho Mai Manata Rahu lyrics in Hindi, please share it with your friends and family. We work hard to get you the latest updates.