Wajood Ki Talash Hai ( वजूद की तलाश हैं ) lyrics in Hindi. Sung by Mahalakshmi Iyer, Navraj Hans, Zubeen Garg. Lyrics by Salim Bijnori. Music by Onkar Minhas. From Kuchh Kariye 2010.
| Movie | Kuchh Kariye 2010 |
| Singers | Mahalakshmi Iyer, Navraj Hans, Zubeen Garg |
| Music Director | Onkar Minhas |
| Lyricist | Salim Bijnori |
| Cast | Sukhwinder Singh, Shriya, Khuahhish, Deepak Shirke |
| Music Label | Surya Entertainment |
वजूद की तलाश हैं
वजूद की तलाश हैं
समुंदरों की प्यास हैं
ज़िंदगी पे शक नहीं पर
साँसो पे भी हक़्क नहीं हैं
सबुत मेरे पास हैं
वजूद की तलाश हैं
वजूद की तलाश हैं
समुंदरों की प्यास हैं
ज़िंदगी पे शक नहीं पर
साँसो पे भी हक़्क नहीं हैं
सबुत मेरे पास हैं
वजूद की तलाश हैं
आधे आधे बत्ते हुये ध
दिल के बोझ से दबे हुये ध
आधे आधे बत्ते हुये ध
दिल के बोझ से दबे हुये ध
रात को बेंड लो सड़क ना जाये
या सुबह से कह दो आज ना आये
जाने कैसा मोड हैं यह
ना खुस हैं दिल ना उदास हैं
वजूद की तलाश हैं
वजूद की तलाश हैं
तिर्ची तिर्ची बिखर गये ध
अपनी नज़र से उतर गये ध
तिर्ची तिर्ची बिखर गये ध
अपनी नज़र से उतर गये ध
तिनका तिनका तुने समेटा
जिस्म बना के मुझको लपेटा
बिछड़ के भी तू जुदा नहीं हैं
कही तो तुझमें कुछ खास हैं
वजूद की तलाश हैं
वजूद की तलाश हैं
समुंदरों की प्यास हैं
ज़िंदगी पे शक नहीं पर
साँसो पे भी हक़्क नहीं हैं
सबुत मेरे पास हैं
वजूद की तलाश हैं.
Wajood ki talash hai
Wajood ki talash hai
Samundaro ki pyaas hai
Zindagi pe shaq nahi par
Saanso pe bhi haqq nahi hai
Sabut mere pass hai
Wajood ki talash hai
Wajood ki talash hai
Samundaro ki pyaas hai
Zindagi pe shaq nahi par
Saanso pe bhi haqq nahi hai
Sabut mere pass hai
Wajood ki talash hai
Aadhe aadhe batte huye the
Dil ke bojh se dabe huye the
Aadhe aadhe batte huye the
Dil ke bojh se dabe huye the
Raat ko band lo sarak na Jaye
ya subah se kah do aaj na aaye
Jane kaisa mod hai yeh
na Khus hai dil na udhas hai
Wajood ki talash hai
Wajood ki talash hai
Tirchi tirchi bikhar gaye the
Apni nazar se utar gaye the
Tirchi tirchi bikhar gaye the
Apni nazar se utar gaye the
Tinka tinka tune sameta
Jism bana ke mujhko lapeta
Bichhad ke bhi tu juda nahi hai
Kahi to tujhme kuchh khas hai
Wajood ki talash hai
Wajood ki talash hai
Samundaro ki pyaas hai
Zindagi pe shaq nahi par
Saanso pe bhi haqq nahi hai
Sabut mere pass hai
Wajood ki talash hai.
If you enjoyed Wajood Ki Talash Hai lyrics in Hindi, please share it with your friends and family. We work hard to get you the latest updates.
Wajood Ki Talash Hai is a song from Kuchh Kariye 2010. It is sung by Mahalakshmi Iyer, Navraj Hans, Zubeen Garg. The lyrics are written by Salim Bijnori. The music direction is by Onkar Minhas. The song was released in 2010.
Wajood Ki Talash Hai is sung by Mahalakshmi Iyer, Navraj Hans, Zubeen Garg.
The lyrics are written by Salim Bijnori.
It is from Kuchh Kariye 2010.
You can watch the official music video of Wajood Ki Talash Hai on YouTube via the video player on this page.
Notice an error in these credits? Report a correction.
Editorial policy · Report a lyric correction · Rights & takedown