Yeh Hariyaali Aur Yeh Raasta ( यह हरियाली और यह रास्ता ) lyrics in Hindi. Sung by Lata Mangeshkar. Lyrics by Hasrat Jaipuri. Music by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi. From Hariyali Aur Rasta 1962.
| Movie | Hariyali Aur Rasta 1962 |
| Singers | Lata Mangeshkar |
| Music Director | Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi |
| Lyricist | Hasrat Jaipuri |
| Cast | Manoj Kumar, Mala Sinha, Shashikala, Om Prakash |
| Music Label | Saregama |
यह हरियाली और यह रास्ता
यह हरियाली और यह रास्ता
इन राहों पर तेरा मेरा
जीवन भर का वास्ता
यह हरियाली और यह रास्ता
यह हरियाली और यह रास्ता
इन राहों पर तेरा मेरा
जीवन भर का वास्ता
यह हरियाली और यह रास्ता
फूला फला हैं प्रीत का अंगना
गाती हूँ तेरह प्यार की रचना
दिल की यह बातें
दिल मैं ना रखना
दिल की यह बातें
दिल मैं ना रखना
कह दो जो कहना हैं
ओ मोर सजना
यह हरियाली और यह रास्ता
यह हरियाली और यह रास्ता
इन राहों पर तेरा मेरा
जीवन भर का वास्ता
यह हरियाली और यह रास्ता
तुम रहते हो मेरे मन मैं
जैसे उजाला चाँद के तन्न मैं
जैसे खुशबू फूल बदन मैं
जैसे खुशबू फूल बदन मैं
जैसे यह ठंडक हैं मस्त पवन मैं
यह हरियाली और यह रास्ता
यह हरियाली और यह रास्ता
इन राहों पर तेरा मेरा
जीवन भर का वास्ता
यह हरियाली और यह रास्ता
आग उल्फ़त की दिल मैं लगी हैं
धीरे धीरे बढ़ती रही हैं
प्यासी कोयलिया जलती रही हैं
प्यासी कोयलिया जलती रही हैं
जल जल के तुझ से यह कहती रही हैं
यह हरियाली और यह रास्ता
यह हरियाली और यह रास्ता
इन राहों पर तेरा मेरा
जीवन भर का वास्ता
यह हरियाली और यह रास्ता
यह हरियाली और यह रास्ता.
Yeh hariyaali aur yeh raasta
Yeh hariyaali aur yeh raasta
In raahon par tera mera
Jeewan bhar ka waasta
Yeh hariyaali aur yeh raasta
Yeh hariyaali aur yeh raasta
In raahon par tera mera
Jeewan bhar ka waasta
Yeh hariyali aur yeh raasta
Phoola phala hai preet ka angna
Gaati hoon tere pyaar ki rachna
Dil ki yeh baaten
Dil mein na rakhna
Dil ki yeh baaten
Dil mein na rakhna
Keh do jo kehna hai
O more sajna
Yeh hariyaali aur yeh raasta
Yeh hariyaali aur yeh raasta
In raahon par tera mera
Jeewan bhar ka waasta
Yeh hariyaali aur yeh raasta
Tum rehte ho mere mann mein
Jaise ujaala chaand ke tann mein
Jaise khushboo phool badan mein
Jaise khushboo phool badan mein
Jaise yeh thandak hai mast pawan mein
Yeh hariyaali aur yeh raasta
Yeh hariyaali aur yeh raasta
In raahon par tera mera
Jeewan bhar ka waasta
Yeh hariyaali aur yeh raasta
Aag ulfat ki dil mein lagi hai
Dheere dheere badhti rahi hai
Pyaasi koyaliya jalti rahi hai
Pyaasi koyaliya jalti rahi hai
Jal jal ke tujh se yeh kehti rahi hai
Yeh hariyaali aur yeh raasta
Yeh hariyaali aur yeh raasta
In raahon par tera mera
Jeewan bhar ka waasta
Yeh hariyaali aur yeh raasta
Yeh hariyaali aur yeh raasta.
If you enjoyed Yeh Hariyaali Aur Yeh Raasta lyrics in Hindi, please share it with your friends and family. We work hard to get you the latest updates.
Yeh Hariyaali Aur Yeh Raasta is a song from Hariyali Aur Rasta 1962. It is sung by Lata Mangeshkar. The lyrics are written by Hasrat Jaipuri. The music direction is by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi. The song was released in 1962.
Yeh Hariyaali Aur Yeh Raasta is sung by Lata Mangeshkar.
The lyrics are written by Hasrat Jaipuri.
It is from Hariyali Aur Rasta 1962.
You can watch the official music video of Yeh Hariyaali Aur Yeh Raasta on YouTube via the video player on this page.
Notice an error in these credits? Report a correction.
Editorial policy · Report a lyric correction · Rights & takedown