Aaye Woh Phoolon Ke Rath Par ( आये वो फूलों के रथ पर ) lyrics in Hindi. Sung by Lata Mangeshkar. Lyrics by Indeevar (Shyamalal Babu Rai). Music by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). From Deedar E Yaar 1982.
| Movie | Deedar E Yaar 1982 |
| Singers | Lata Mangeshkar |
| Music Director | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) |
| Lyricist | Indeevar (Shyamalal Babu Rai) |
| Cast | Jeetendra, Rekha, Rishi Kapoor |
| Music Label | Shemaroo |
आये वो फूलों के रथ पर
पड़ी राहु में पिया के पथ पर
आये वो फूलों के रथ पर
पड़ी राहु में पिया के पथ पर
मन ही मन मैं अंग लगाउ
दूर खड़ी शर्माउ में
आये वो फूलों के रथ पर
पड़ी राहु में पिया के पथ पर
आये वो फूलों के रथ पर
तुझी से ज्योत जले जीवन की
एक ही अभिलाषा हैं मन की
तुझी से ज्योत जले जीवन की
तुझी से मिलान हो चाहें
मिलान की रात को मार जाऊ में
आये वो फूलों के रथ पर
पड़ी राहु में पिया के पथ पर
आये वो फूलों के रथ पर
मेहँगे नहीं तुम सबके बदले ले लू
तुम्हे में तोह रब के बदलेमहँगे नहीं तुम सबके बदले ले लू
तुम्हे में तोह रब के बदले
तुम अनमोल तुम्हे क्या देकर
प्रेम क्या मोल चुकाऊ में
आये वो फूलों के रथ पर
पड़ी राहु में पिया के पथ पर
आये वो फूलों के रथ पर
जल जाऊँगी पी की लगन मैं
जल जाऊँगी पी की लगन मैं
जैसे चकोरी चंदा की अंगन मैं
राख माले जब मेरा जोगी
अंग से लग जाऊ में
आये वो फूलों के रथ पर
पड़ी राहु में पिया के पथ पर
मन ही मन मैं अंग लगाउ
दूर खड़ी शर्माउ में
आये वो फूलों के रथ पर
पड़ी राहु में पिया के पथ पर
आये वो फूलों के रथ पर.
Aaye woh phulon ke rath par
Padi rahu main piya ke path par
Aaye woh phulon ke rath par
Padi rahu main piya ke path par
Mann hi mann mein ang lagaau
Dur khadi sharmaau main
Aaye woh phulon ke rath par
Padi rahu main piya ke path par
Aaye woh phulon ke rath par
Tujhi se jyot jale jivan ki
Ek hi abhilaasha hai mann ki
Tujhi se jyot jale jivan ki
Tujhi se milan ho chaahe
Milan ki raat ko marr jaau main
Aaye woh phulon ke rath par
Padi rahu main piya ke path par
Aaye woh phulon ke rath par
Mehnge nahi tum sabke badale le lu
Tumhe main toh rab ke badleMehnge nahi tum sabke badale le lu
Tumhe main toh rab ke badle
Tum anmol tumhe kya dekar
Prem kya mol chukaau main
Aaye woh phulon ke rath par
Padi rahu main piya ke path par
Aaye woh phulon ke rath par
Jal jaayungi pi ki lagan mein
Jal jaayungi pi ki lagan mein
Jaise chakori chanda ki angan mein
Raakh male jab mera jogi
Ang se lag jaau main
Aaye woh phulon ke rath par
Padi rahu main piya ke path par
Mann hi mann mein ang lagaau
Dur khadi sharmaau main
Aaye woh phulon ke rath par
Padi rahu main piya ke path par
Aaye woh phulon ke rath par.
If you enjoyed Aaye Woh Phoolon Ke Rath Par lyrics in Hindi, please share it with your friends and family. We work hard to get you the latest updates.
Aaye Woh Phoolon Ke Rath Par is a song from Deedar E Yaar 1982. It is sung by Lata Mangeshkar. The lyrics are written by Indeevar (Shyamalal Babu Rai). The music direction is by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). The song was released in 1982.
Aaye Woh Phoolon Ke Rath Par is sung by Lata Mangeshkar.
The lyrics are written by Indeevar (Shyamalal Babu Rai).
It is from Deedar E Yaar 1982.
You can watch the official music video of Aaye Woh Phoolon Ke Rath Par on YouTube via the video player on this page.
Notice an error in these credits? Report a correction.
Editorial policy · Report a lyric correction · Rights & takedown